You are on page 1of 1

HTML input attributes

1. name = isse name show hota hai


2. value = isse jo box hota hai name ka usmai hum jo chahe show kara skte hai.
3. required=iska use jab hota hai jab hume user se mandatory information leni he
ho. agar ye code aapne use kiya hai tho agar box empty hai tho wo form accept na
hoga.
4. autofocus=isse appne aap first wale par focus aa jata hai bina click kiye
5. palceholder= isse hum number ka format show karthe hai placeholder="format:123-
123-1234" like that wo no. ka v or name ka v har kisi ka show kar skte hai
6. disabled=jab hume text field show karna hai par usse data na lena hai jab iska
usse hota hai.
7. size= iska use frame ki writh ko kaam yaa janda karne ke liye hota hai.
8. form=iss attribute ka use hum alag se v kar skte hai jese koi element bhar hai
tho usmai form=form ki id dal ke v use kiya ja skta hai agar iska use na hua
tho data submit nhi hoga.

You might also like