You are on page 1of 6

Shajrah Amjadiyah (Muhaddis e Kabeer)

Ya Ilaahi Rahm Farma Mustafa Ke Waastey


Ya Rasool’Allah Karam Kijiye Khuda Ke Waastey

Mushkile(n) Hal Kar Shae Mushkil Kusha Ke


Waastey
Kar Balaa’e(n) Rad Shaheed e Karbala Ke Waastey

Sayyid-e-Saj’jaad Ke Sadqe me Saajid Rakh Mujhe


Ilm-e-Haq De Baaqir e I’lm e Huda Ke Waastey

Sidq e Saadiq Ka Tasad-duq Saadiqul Islam Kar


Be Ghazab Raazi Ho Kaazim Aur Raza Ke Waastey

Bahre Ma’ruf-o-Sirri Ma'ruf De Be-khud Sirri


Jund-e-Haq Me Gin Junaid e Ba Safa Ke Waastey

Behre Shibli Sher-e-Haq Duniya Ke kut’to Se Bacha


Ek Ka Rakh Abd-e-Waahid Be Riya ke Waastey

Bul Farah Ka Sadqa Kar Gham Ko Farah De


Husn-o-Sa’ad
Bul Hassan Aur Bu Sa’eede Sa’adza Ke Waastey

Qaadiri kar Qaadiri Rakh Qaadiriyo(n) Me Ut-ha


Qadr Abdul Qaadir e Qudrat Numa ke Waastey

‘Ahsan’Allahu Lahu Rizqan’ se de Rizq e Hasan


Banda-e Raz-zaaq Taajul As ya ke Waastey

Nasr Abi Saleh Ka Sadqa Saaleh-o-Mansoor Rakh


De Hayaat-e-Deen Muhiy’ye Jaa Fiza Ke Waastey

fi

Toor Irfan-o-Uloo-o-Hamd-o-Husn-o-Baha
De Ali Musa Hasan Ahmad Baha ke Waastey

Bahr-e-Ibrahim Mujh Par Naar-e-Gham Gulzaar


Kar
Bheek De Daata Bhikaari Badsha Ke Waastey

Khana’e Dil Ko Zia de Roo’e Imaan Ko Jamaal


Shah Zia Maula Jamaalul Awliya Ke Waastey

De Muhammad Ke Liye Rozi Kar Ahmad Ke Liye


Khwaane Fazlullah Se His’sa Gada Ke Waastey

Deen-o-Duniya ki Mujhe Barkaat De Barkaat Se


Ishq Haq De Ishqi Ishq Intima Ke Waastey

Hub-be Ahle Bait de Aale Muhammad ke Liye


Kar Shaheed-e-Ishq Hamza Peshwa Ke Waastey

Dil Ko Acha Tun Ko Sutra Jaan Ko Purnoor Kar


Ache Pyaare Shamsud’deen Badrul Ula Ke Waastey

Do Jahaan Me Khadim-e-Aal-e-Rasoolullah Kar


Hazrat-e-Aal-e-Rasool-e-Muqtada Ke Waastey

Kar Ataa Ahmad Raza-e-Ahmad-e-Mursal Mujhe


Mere Maula Hazrat-e-Ahmad Raza Ke Waastey

Ai Khuda Farma Ataa Sidq-o-Safa Majd-o-Ula


Hazrat-e-Amjadi Ali Bul Ulaa Ke Waastey

Bakhsh De Jurm-o-Khata, Fazl Farma Daa’ima


Haa z-e-Millat Azeezul Awliyah Ke Waastey

Noor Jaan o Noor Imaan Noor Qabr o Hashr De


Bul Husain-e-Ahmad-e-Noori Liqa Ke Waastey

Kar Ataa Ahmad Raza-e-Ahmad-e-Mursal Mujhe


Mere Maula Hazrat-e-Ahmad Raza Ke Waastey
fi

Saaya-e-Jumla Masha’ikh Ya Khuda Hum Par Rahe


Rahm Farma Aal-e-Rahmaan Mustafa Ke Waastey

Kar Ataa Hum Ko Zia-e-Ilm-e-Deen e Mustafa


Banda-e-Miskeen Zia-ul-Mustafa Ke Waastey

Sadqa in A’yaan Ka De Che Ain, Izz - I'lm-o- Amal


Afw-o-Irfa, Aa yat Is Be Nawaa Ke Waastey
fi

FAATEHA OF OUR SILSILA

The above Shajrah Shareef Should be recited once


daily after Fajr Salaah followed by the following
Khatam Shareef.

When you have completed reciting these, send the


Thawaab to the Arwah (Souls) of Sayyiduna
Rasulullah Sall Allahu Alaihi wa Sallam all the
Masha'ikh of your Silsila, and to the Muslim Ummah in
general. If your Peer-o-Murshid is still alive (in this
world), make Dua for his good health, prosperity and
spiritual advancement. If he passed away, then
include his name in the Faateha and make Dua for
him.

You might also like