You are on page 1of 4

Transgender equality

Person 1 – Mera naam Shreegauri Sawant hai aur main


bharat desh mein sthapit Sakhi Char Chowghi ki sansthapak
hu jo hijra samaj ke liye ek asharam hai. Mera gunha is desh
ke liye ye hai ki maine apne samaj ke liye kuch accha kiya aur
unke liye awaaz uthayi.kya mera kinnar hon agunah hai

Person 2 – Mera naam Laxmi Narayan Tripathi hai aur main


bharat desh ki Pratham hijra abhinetri hu jo aaj bhi apne
gender ke upar comment sunti hai. Mera gunha ye hai ki
maine un logo ko saza dilayi hai jinhone mere gender ke logo
par vyang kiya hai ya unhe dusro se alag kiya hai.

Person 3 – Are agar aap logo ko itna hi bura lag raha hai to
court jao. Mujhe pura vishwaas hai nayay jarur milega.

Everyone – Jarur Milega Jarur Milega

Scene 2

Darbari – Adaalat ki karyawahi shuru ki jaaye.


Person 1 – My lord, Mera naam Shreegauri Sawant hai aur
mera gunha ye hai ki maine apne kinnar samaj ke liye
asharam aur ngo’s banaye jisse aaj baaki samaj mujhe alag
nazro se dekhta hai. Kya mera kinnar hone gunah hai
Person 2 – Judge Sahab, Mera naam Laxmi Narayan Tripathi
hai aur mera gunha ye hai ki meine iss smaj se haq managaa
Hmm jaise logo ke liye jo samaj ka hissa toh hai prr samj unhe
apna hissa nhi smjtha .
Kyaa hme ya hmre jaise logo ne koi gunhaa kiya jo smaj hmre
apne se alg smjtha hai aur hme kisi bhi sammaro mei izat
dene se katraata hai .
Humm wo hai jo gaate hai tbb jbb shaadi hoti hai aapke ghar
mei
Humm wo hai jo dete hai dua jbb khusi aati hai aapke ghar
mei .
Humm wo hai jo keechte hai balaao ko aur dete hai dua ko
Phir bhi kyun nhi hote hai hmm iss smaj ke kyun dekte hai
sbb hme alg nazro se .
Kyun baachion ko rkaa jaata hai dur hmse .
Mr . Tripathi congratulations aapke ghar ladka hua hai mere
papa khush hue muskuraaye aur hona bhi chiye aakir baat hi
khusi ki jbb meine unse pehli baar apne aasliyat unhe btai toh
unhe bhi shram aayi uhne bhi bht dikaat hui .
Unhone toh mera ilaaz tkk krwaya kyi saare doctor bhi bdle
Prr ye koi beemari toh nhi hai jo doctor ke ilaz se theek
hojayee .
Judge shabh sawaal toh bs itna sa hai ki koi agr paidaishi hi
aisa hai toh ussmi uska kya dosh .
Kyun hme school aur clges mei alg trh se dekha jaata hai kya
hme ya hmre jaise log haq nhi hai shikshaa ka .
Advocate – aaplog kis saamaanta ki baat kr reh hai , kya aap
ko saamanta nhi mil rhi samaj mei . aur agr hmm aapko aapki
mnn chye aadikhar de bhi de toh aap krengye kya ,
Train -tain mei jaakr taaliyan bajayengyi
Ya ghar ghar jaakr dua dogye
Person 2 – yehi toh soch rehgyi hai iss samaj ki koi hme dekna
hi nhi chatha ,kyun kya humm nhi padh skte applogo ki trh
aapke school aur clg mei , ya hmm nhi jaakr khaa skte khaana
kisi bhi hotel mei aaplogo ki trh
Advocate – objection mylord !
Judge – proceed
Advocate – maylord agr hum maise sbhi ko aise mann chye
adhikar dene lgg gye toh aise tph kl ko uth log kuch bhi
manngne court mei aajayegnye .
Maylord sorry to say but ag raise hi chalta rha toh kl ko toh
log hr ek unofficial statement ko bhi courtroom mei present
krne lgg jayengye
Person 2 – iss smaj ke log mera majak udate hai mei kinar
huu ye baat mujhe bar bar ydd dilate hai hmre hi bharat desh
mei jbb itne saare log jo hmre smaj se hai unhone kya koi
……………………………………………………………………
Mei toh bss iss smaj se bss ek haq maang rha huu jo ki mere
jaise logo hai unhe bhi ye smaj ek aam insaan ki nazar se
deke .

You might also like