You are on page 1of 32

Episode No 962

Larki: “Sir may I come in.?”


Us ne poocha.

Sarmat S: “Yes come in.”


Unhon ne jawab diya.

Larki: “I am very very sorry,,,


wo asal mein mera point
miss ho gaya tha to main aaj
late ho gayi.” Us ne kaha.
Sarmat S: “Miss HINA aaj
aap ka pehla din hai is liye
main aap ko chorr raha hoon
next time aap time pe aae
gi.” Unhon ne ussay daante
houy kaha.

Hina: “Ji sir.” Us ne sar


jhukaate houy kaha.

Sarmat S: “Sajid Sahab ye


Miss Hina hai aap ki
assistant plus secretary aur
Miss Hina ye Sajid Zubair
hain hamaare new Data
Processing Officer yaani
hamare naaye DPO.” Unhon
ne kaha.

(Data Processing Officer


The data processing officer
(DPO) is responsible for the
operation, maintenance and
security of the bank
information systems and
offline terminals or devices
not attached to the system.

At the end of a daily


processing cycle, the DPO
ensures the general ledger
account is balanced.

The officer also ensures that


daily transaction exception
reports are created for
managerial review.
The DPO is responsible for
creating security profiles for
employees.)

Hina: “Hello sir.” Us ne kaha.

Main: “Hello.” Main ne


muskura k ussay us k hello
ka jawab diya.

Sarmat S: “Bank subah 8


bajje khul jaata hai,,, 15
minutes tak aap ko choott
hai agar 15 minutes k baad
aap aate hain to aap ki late
tasauwer kiya jaaega,,, 3
baar late aane ki soorat mein
aik din ki salary kaatt di
jaaegi,,, understand.” Unhon
ne kaha.

Main ne aur Hina hai aik


saath “Yes sir” kaha.

Sarmat S: “Good,,, baaqi ki


details aap ko Subhaani
Sahab de denge,,, ab aap
teeno ja sakte hain.” Unhon
ne kaha.

Sarmat Sahab ki baat sunn k


hum teeno aik aik kar k un k
cabin se bahar aa gaye.

Subhaani S: “Sajid aap k


cabin mere cabin k saath hai
aur Miss Hina aap us taraf
(Daaye’n taraf ishara kiya) jo
table hai wahan ja k beth
jaaein,,, main Sajid ko un ka
cabin dikha k aap k paas
aata hoon.” Unhon ne kaha.

Hina: “Ok sir.” Us ne kaha


aur wahan se chali gayi.

Subhaani S: “Chalein Sajid.”


Us k jaane k baad unhon ne
mujhe mukhatib karte houy
kaha.
Ye keh kar Subhaani Sahib
aik taraf ko chal diye aur
main un k peeche peeche
chalne laga,,, thorri der baad
main apne cabin mein tha.

Subhaani S: “Ye aap ka


cabin hai,,, aaj customers
bohat kam aaeinge is liye aaj
aap apni job k pehle din ko
enjoy karein,,, banking ka
kaam hum kal se shuru
karenge.” Unhon ne kaha.
Ye keh kar Subhaani Sahib
mere cabin se bahar chale
gaye aur un k jaane k baad
main chalta hua apni table k
saath rakhi rolling chair pe
beth gaya aur apne cabin ka
jaiza lene laga.

Lunch ka time tha main apne


cabin mein betha soch raha
tha k lunch kahan se karu,,,
itne mein mere cabin ka
darwaza khulla aur Hina ka
chehra dikhaai diya.
Hina: “Sir lunch time ho gaya
hai.” Us ne kaha.

Main: “I know,,, yahan koi


acha sa restaurant hai.?”
Main ne poocha.

Hina: “I don’t know.” Us ne


jawab diya.
Main: “Acha aap jaaein main
manage kar loonga.” Main
ne kaha.
Aaj chouky jumma tha is liye
jumme hi waja se bank 3
bajje tak band ho jaate thy,,,
lehaza jaise hi 3 bajje sab ki
tarha main bhi apne cabin se
nikla aur bank se bahar aa
gaya.

Bank se bahar aane k baad


main parking area mein apni
pajero k paas ja k ussay
bahar nikaal raha hota hoon
to ussi waqt Subhaani Sahab
apni Corolla car mein bethte
houy dikhaai dete hain.

Subhaani S: “Aap is mein


bank aaye hain.?” Wo mujhe
pajero mein bethe houy
dekhte hain to poochte hain.

Main: “Ji,,, ye mujhe mere


Abu ne mere birthday pe gift
ki hai.” Main ne jawab diya.
Subhaani S: “M***** A*****
bohat piyaari garri hai.”
Unhon ne kaha.

Main: “Shukria Subhaani


Sahab.” Main ne kaha.

Subhaani S: “Ok A****


H****.” Unhon ne kaha.

Main: “A**** H****.” Main ne


kaha aur apne ghar ki taraf
rawana ho gaya.
Jab main ghar ki taraf ja raha
tha to raaste se main ne do
large pizza liye aur is k saath
jumbo size ki pepsi ki bottle li
aur ghar pohanch gaya.

Jab main ghar mein dakhil


ho raha tha to ghar k saare
afraad tv lounge mein bethe
tv dekh rahe thy.
Zari: “Wowwwww pizza
aaaaaaa.” Mere haath mein
pizza dekh kar us ne unchi
aawaz mein kaha.

Ye keh kar Zari sofe se uthi


aur mere haath se dono
pizza le kar kitchen mein
chali gayi.

Main: “As……….M.” Main ne


kaha.
Ye keh kar main sofe pe
Noor k barabar mein beth
gaya.

Ammi: “Wa………M,,, jaao


Noor apne Bhai k liye paani
le kar aao.” Unhon ne jawab
diya.

Ammi ki baat sunn k Noor


sofe se uthi aur kitchen mein
paani lene k liye chali gayi.
Abu: “Aur sunaao beta,,, job
ka pehla din kaisa guzra.?”
Unhon ne poocha.

Main: “Theek guzra.” Main


ne jawab diya.

Itne mein Noor paani ka


glass liye kitchen se aati houi
dikhaai di aur mere saamne
kharre ho kar mujhe paani ka
glass thama diya,,, main ne
us k haath se paani ka glass
liya aur ussay mouh se laga
diya.

Jab paani k do goontt bach


gaye to main ne glass ko
mouh se hataaya aur glass
apne saamne kharri apni
jaan Noor ko de diya.

Noor ne mere haath se glass


le kar us mein jhaanka aur
do voond paani dekh kar us
k chehre par muskuraahat
aa gayi aur us ne
muskuraate houy glass ko
mouh se laga liya aur mera
jhootta paani pi liya.

Thorri der baad Zari sab k


liye oven mein pizza garam
kar k kitchen se bahar aati
houi dikhaai di.

Zari: “Ye lein garma garam


pozzaaaa.” Us ne pozze ko
table pe rakhte houy kaha.
Main: “Yaar Khala aur Khalu
ko bhi bula k le aati wo bhi
pizza kha lete.” Main ne
kaha.
Zari: “Main abhi bula k laati
hoon.” Us ne uthte kaha.

Uthne k baad Zari ne jaise hi


apne qadam seebrriyon ki
taraf barrhaae ussi waqt
Khala Jamila upar se neeche
aati houi dikhaai dein.

Main: “Lo Khala khud hi


neeche aa gayein.” Main ne
unhain seehrriyan utarte
houy dekh kar kaha.
Zari: “Aaein Khala pizza
khaaein,,, main Khalu ko bhi
bula k laati hoon.” Us ne
kaha.

Ye keh kar Zari do teen


seehrriyan phalaangti houi
upar chali gayi.

Kh. Jamila: “Ye pizza kon


laaya hai aur kis khushi mein
laaya hai.?” Unhon ne single
sofe par bethte houy poocha.

Main: “Aaj meri job ka pehla


din tha to main waapsi mein
sab k liye pozza le aaya,,,
issay meri taraf se treat
samjhein.” Main ne kaha.

Kh. Jamila: “Nir’re pizza pe


tarkha rahe ho bbasssss?”
Unhon ne daayi’n aankh
thorri si band karte houy
poocha.

Noor: “Nahi,,,, ye cold drink


bhi laaein hain.” Mere bajaae
us ne jawab diya.

Kh. Jamila: “Itni sookhi


sookhi treat nahi chahiye
mujhe,,, bahar chal k sab ko
dinner shinner karwaao to
maza aaye.” Unhon ne kaha.
Main: “Pehli salary pe In*****
A**** dinner bhi karwaunga
pakkkaaaaa.” Main ne kaha.

Kh. Jamila: “Chalein G ja G


phir aap hum sab ko dinner
pe le jaaein.” Unhon ne mere
Abu ko mukhatib karte houy
kaha.

Khala Jamila k mouh se G ja


G ka lafz sunn k mujhe
Salma ki baat yaad aa gayi
jab us ne mujh se chudwaate
waqt G ja G, G ja G kaha
tha.

Abu: “Main kis khushi mein


dinner pe le jaaun baaaiii.?”
Unhon ne herat se Khala
Jamila ko dekhte houy
poocha.

Kh. Jamila: “Aray aap ka


beta khair se kamaane wala
ho gaya hai is khushi mein
aap ki taraf se aik chotte se
dinner ki dawat to banti hai.”
Unhon ne kaha.

Abu: “Chalo baai ab saali


Sahiba keh rahi hai to karwa
dete hain sab ko dinner.”
Unhon ne kaha.

Abu ki baat sunn k main ne


aur Noor ne aik saath
“Yaaahoooo” ka naara
lagaya.
Itne mein Zari upar se
neeche aati houi dikhaai di
aur us k peeche peeche
Khalu Ehsan bhi neeche
aate houy dikhaai diye.

Ammi: “Ilyas nahi aaya.?”


Unhon ne Zari se poocha.

Zari: “Ilyas bhai upar nahi


thy.” Us ne jawab diya.
Jawab de kar Zari ne sab ko
pizza k piece dene shuru kar
diye.

Kh. Jamila: “Ilyas bahar gaya


hua hai,,, Zari tum aeisa karo
us ka hissa Noor ko de
dena.” Unhon ne kaha.

Khala Jamila ki baat pe


wahan mojoob sabhi log
hansne lage siwaae Noor k.
To be continue……

You might also like