You are on page 1of 2

d

Speech Competition
Topic-
1- Hazrat Fatima Zahra (s) ki deen ke liye kya khidmaat thin, ham usse kya dars le sakte hain?
2- Ek Fatimi maa ko apni aulaad ki tarbiyat kaisi karni chahiye?

Guidelines
• Speech kaise hogi- Online Video chat on Google Meet
• Speech ki Duration- 5 mins
• Speech ki language- Urdu
• Dekh ke padhna allowed nhi hai (points bhul jaane ki surat me ek nazar dekh sakti hain)
• Date Of Competition- 28th and 29th Nov
(Exact date and time Whatsapp group pe discuss kar lenge)
• Prize Distribution- 2nd Ya 3rd December Imambargaah Kallu Marhoom
• Judge- Khanum Salma Bhojani Saheba (Qom, Iran)

Speech ka overall framework (Dhancha)


(Dono Topics me in points se faeda uthaya ja sakta hai)

• Hazrat Zahra (sa) ki shakhsiyat ka tarruf


• Unka Role model hona aur uski daleel pe raushni
• Unki Zindagi ke mukhtalif kirdaar
Eg Tarbiyat e Aulad, Siyasi Zindagi, Social Life, Ibaadi Zindagi, Hamsardari, Ghar sambhalna, Imam
Ali ki Wilayat ka difaa (Apne Topic se related koi bhi kirdar chun sakti hain)
• Hazrat Zahra (s.a) ki zindagi se ek waqeya mauzu se related ya kisi aisi shaksiyat ki koi ek misal
jisne Hazrat Zahra (s.a) ko apna role model banaya ho (eg bintul huda,..)
Ek Achchi speech mein kin cheezon ka khayal rakha jaana chahie
(Inhi points par judge bhi kiya jaayega)

• Confidence
• Aqlaani o Jazbaati baton ke bich balance
• Apne mauzoo par baaqi rehna
• Motabar Refrences
• Saadgiye bayaan
• Andaaze bayan
• Content ka Sequence

Prizes

• 1st Prize- 1200 Rupees


• 2nd Prize- 1000 Rupees
• 3rd Prize- 800 Rupees
• Participation Certificate to every participant

You might also like