You are on page 1of 4

​MANGAL PANDAY

•Veer Sipahi humare Desh ke


Mangal panday naam unka hai
Shurveero ki garj suno tum,
Narjeevan unka gyaan hai

•Aage badho jeevan sangarsh ka,


Dhare angrezi sena ki chaal hai
Jab tak re jiyo Mangal panday
Kraanti rukne ki koshish kaal hai

•Mangal panday ki kahani ye,


Mahaan dharti ki gavahi hai
Unke veerta se prerit huwe
Shurveero ne itihaas banaya hai

•Naaro ki goonj Mai lehrata hai


Hindustan ka veer apaar kehlata hai
Utho, jago unka magr hai
Shunye mai antarmadyan hai

•Hae, Mangal panday, tu bahadur tha


Jawani k ujaalo ka tu taara tha
Veerta thi tere karodo shaheedo ki
baasha
Swatantrata ki aag thi jiske tu aansu
bana

•Bansuk thi tere swatantrata ki ayaam


Sachhi veerta ka pratik har sangathan ki
Hae Mangal panday, utha le awaaz apni
Jaga le desh ko sapno ko, so Jaye jab bhi

•Veer Mangal panday, ek mahaan yodha


Teri kahani bhari hai jo apaar gatha
Teri sahas bhari sangarsh Seema par
Angrezi sena ka tha hissa tu jab
•Mangal panday, tu hamesha jeevat
rahega
Garv hai har bhartiye ko tujh par
Teri mehnat ka tiranga lehrata rahega
Yaad karenge tujhe sab hee jeevan bhar

•Sipahi tha tu, magar bohot tha bada


Tere sone Mai ahmiyat thi bohot
Aage badane ki tune rachi kasha
Balle hee ajaye kisiko maut

•Tu tha woh mard, jisne jeene ki thaani


Tu tha woh mard, angrezo ko harani ki
thaani
Teri veerta ne duniya ko chokaya
Hum sab ka sar ooncha rakhwaya

•Tera jeevan tha ek mahaan prerna


Teri wajah se kitno ko dukh na pada
jhelna
Kathinaya tune Kai jheli thi
Magar unko dhool chatane ki thaan li thi

•Tujh hee se toh ladayi shuru Hui thi


Teri hee wajah se toh dilo mai aag lagi
thi
Veer Sipahi tu humare Desh ka
Ae Mangal panday, tu mahaan tha

|~Emaan Kowsar Wani

You might also like