Ooooo…
Kyun aajkal neend kum khwaab zyada hai
Lagta khuda ka koi nek iraada hain
Kal tha fakir aaj dil shehzada hain
Lagta khuda ka koi nek iraada hain
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah (Repeat once)
Ooooo…
Pathhar ke in raston pe
Phulon ki ek chadar hain
Jabse milen ho hamko
Badla har ek manzar hain
Dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
Rang naye naye hain jaise ghulte hue
Soye se khwaab mere jaage tere waaste
Tere khayaalon se hai bheege mere raaste
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah (Repeat once)
Ooooo…
Tum kyon chale aate ho
Har roz in khwabon mein
Chupke se aa bhi jaao
Ek din meri baahon mein
Tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
Koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
Tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
Har din chura tumhein main laata hoon khayalon mein
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah (Repeat once)
O o o o o …O o o o o …
Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
Oooooo
Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
Oooooo
Aankhon se padhke
Tujhe dil pe maine likha
Tu ban gaya hai mere
Jeene ki ek wajah
Ho aankhon se padhke
Tujhe dil pe maine likha
Tu ban gaya hai mere
Jeene ki ek wajah
Teri hasi teri adaa
Auron se hai bilkul judaa
O o o o ho ho
Oooooo
aankhen teri shabnami
Chehra tera aaina
Tu hai udaasi bhari
Koi haseen dastaan
Dil mein hai kya
Kuchh toh bata
Kyon hai bhala khud se khafa
O o o o ho ho
Oooooo
Tu hi meri shab hai subha
Hai tu hi din hai mera
Tu hi mera rab hai jahaan
Hai tu hi meri duniya
Tu waqt mere liye
Main hoon tera lamha
Kaise rahega bhala
Hoke tu mujhse judaa
O o o o ho ho
O o o o o o.
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulaao
Dil badal bane aankhein behne lagi
Aahein aise uthein
Jaise aandhi chalein
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Gum le ja tere jo bhi tune diye
Ya phir mujhko bata
Inko kaise sahein
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Ho ho ho
Abb to iss manjar se
Mujhko chale jana hai
Jin raahon pe mera yaar hai
Unn raahon ko mujhse paana hai
Toh phir aao mujhko sataao
Toh phir aao mujhko rulaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao
Aa bhi jaao aa bhi jaao.
Ek mulaqat tu ho
Tu mere paas ho
Jeene ki wajah tum bano, tum bano
Banke tu rehbar mujhko mila hai
Tu mill gaya main muqammal hua
Ek mulaqat jaruri
Hai jaruri jeene ke liye
Haan mulaqaat jaruri
Hai jaruri zindagi ke liye
Main tujhe choom loon
Chaahat si hoti hai
Paas tu jo rahe
Raahat si hoti hai
Main tujhe choom loon
Chaahat si hoti hai
Paas tu jo rahe
Raahat si hoti hai
Chal pyaar ki nayi suruaat ho
Kuch na kahe par saari baat ho
Banke tu rehbar mujhko mila hai
Tu mill gaya main muqammal hua
Ek mulaqat jaruri
Hai jaruri jeene ke liye
Haan mulaqaat jaruri
Hai jaruri zindagi ke liye
Mujhse yeh har ghadi mera dil kahe
Tum hi ho usaki aarzoo
Mujhse yeh har ghadi mere lab kahe
Teri hi ho sab guftagoo
Baatein teri itni haseen
Main yaad inko
Jab kartaa hoon
Phoolon si aaye khushboo
Rakh loon chhupa ke main kahin tujhko
Saaya bhi tera naa main doon
Rakh loon bana ke kahin ghar mein tujhe
Saath tere main hi rahun
Zulfein teri itni ghani
Dekh ke inko
Yeh sochta hoon
Saaye me inke main jeeyu
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage
Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye
Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gye