You are on page 1of 2

IRPC DA’WAH WEBINAR

Quiz Question for 2nd Day

1. Hum Behtareen Ummat Kyun hai?


a) Burai se Rokte Hai
b) Bhalai ka hukm dete hai
c) Dono upar ke option
d) Inme se koi nahi

2. Bhalai ke hukm me sabse upar kis chiz ka hukm hai?


a) Namaz ka
b) Sunnat ka
c) Tawheed ka
d) Neki ka

3. Shirk sabse bada Gunah hai ye QUR’AN me kaha likha hua hai?
a) 4:48
b) 4:116
c) Dono jagah
d) Inme se koi nahi

4. Kaun sa Surah QUR’AN ka aise hai jiske shuruwaat me BISMILLAH nahi hai?
a) Surah Asar
b) Surah Jinn
c) Surah Munafiqun
d) Surah Tawbah

5. Surah Al-Asr me Jannat me jane ke liye kya-kya sifatein batai gai hai?
a) Eeman
b) Nek Amal
c) Haqq ki wasiyat (DAWAH)
d) Sabr ki nasihat
6. Dusre ke Mabudon (Khuda) ko gali nahi dena ye QUR’AN ke kis Ayat me likha hai?
a) 12:108
b) 6:108
c) 3:103
d) 6:103

7. Isaayi dost ke samne padhne ke liye QUR’AN ki kaunsi Ayat aap istemaal krenge?
a) 3:120
b) 3:42
c) 19:88-92
d) 4:92

8. Ummate Wast ka matlab hota hai?


a) Darmiyani Ummat
b) Behtareen Ummat
c) Badi Ummat
d) Inme se koi nhi

9. ‘OM’ ka lafzi matlab kya hota hai?


a) Eeshwar
b) Bhagwan
c) Onkaar
d) Hifazat krne wala

10. ALLAH ka paigham pahunchane par logon se hifazat ka jimma ALLAH ne kaun si Ayat me liya
hai?
a) 5:32
b) 5:57
c) 5:33
d) 5:1

You might also like