You are on page 1of 1

Kya sochta hoon Kya ho raha hai!

Kishtiyan to chal rahi hein Kinara kho raha hai Socha tha ki Is Shakti ko bhi dikhla doonga Per bikhar raha hai Ye karwan ka insaan Rafta rafta jyun, Dhool udta ho hawa k jhonokon se Mandir ke gumbaj se koi. Kya sochta hoon Kya ho raha hai!... Satyajeet Bhagat, Pune March 26, 2013

You might also like