You are on page 1of 4

Lyrics

1.sarela makan se talab


Aye Khatam e Rusul, Kaba e Maqsood tu hee
Dar surat e har chay hast maujood tuhi.
Aayat e kamal e haq ayan nastbato
Azaat kay darpardah nihaan bood tuhi.
Suhani raat thi, x2
Aur pursukoon zamana tha,
Asar mein dooba hua jazb e aashiqana tha
Unhein to arsh main mehboob ko bulana tha,
hawas thi deed key mairaj ka bahana tha.
Sarela makan se talab hui,
Sue e muntaha woh chale Nabi.
Yeh kamal e husn ka mojza,
Ke firaaq o haq bhi na seh saka.
Sir e la makan se talab huwi
Sue e muntaha woh chalay Nabi.
Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwaye
Sadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa.
Sir e lamakaan se talab howi
Su e muntaha wo chalay Nabi.
Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehi
Sir e lamakaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki.
Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Badr ud Duja, Yaani Mohammad Mustafa.
Koye had hei unkay uroj key x4
Khair ul vara, sader ud Duka, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Bader ud Duja, Yani Muhammad mustufa.
Aaqa rawa salare deen, Ya Rehmat Al Lil Aala Meen
Aa muqtuda e mursaleen, aa peshwa e ambiya
Jannat nishan e qoouet to, wash shams eeman ro e to
Wallail wasf e loe to, khubi ye ruyat badduha
Is mein to is mein aazmi, jis main to jaan e alami
Zaat e to fakhr e aadmi, shaan e to shaan e kibriya.
Koi had hai unke urooj ki x4
Jo gaya hai farsh say arsh tak, woh burak to lay gaya bedharak
Tabaqay zameen waraq e falaq, gaye neeche paaon say pursarak
Latein zulf key jo gayi latak, to jahan sara gaya mehak
Hoye must bulbulay is qadar, to yeh ghunche bole chatak chatak.
Koi had hai unke urooj ki x4
Gaye ghar say charh kay burraq per
Shab e wasl rukh say howi sahar
Yeh safar tha khoob se khoobtar
Yeh he tha her ik ki zaban per.
koi had hai unke urooj ki x4
koi had hai unke urooj ki, balaghal ula be kamalehi
Yeh hi ibtida yeh hee intiha, yeh farogh jalwa e haq numa
Ke jahaan sara chamak utha, kasha fad duja bejamalehi
Rukh e mustafa ki yeh roshni, yeh tajallion ki hama hami
ke her ik cheez chamak uthi, Kashafad dujaa bijamaalihi
Kay har eik cheiz chamak uthi x4
Kasha fad dujaa bijamaalihi
Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
Na tera jamal hota, na yeh kainaat hoti.
Ke her ik cheez chamak uthi x3
Kasha fad dujaa bijamaalihi
Woh sarapa rehmat e kibriya, ke her ik pay jis ka karam howa. Aaa (Sufi
Chants)
Yeh Quran e paak hai barmala, hasonat jamiyo khisalehi
Yeh kamal e haq e muhammadi, key her ik pe chashm e karam rahi
Sir e hashar nara e ummati, Hasunat jamiu khisaalihi.
Wohi haqnigar wohi haqnuma, rukh e mustafa hai wo aaina
Ke Khuda e Paak nay khud kaha, Sallu aleyhi wa aalihi
Mera deen ambar e warsi, baKhuda hai ishq e mohammadi. Aaa (Sufi
Chants)
Mera zikr o fikr hai bus yehi, sallu aleyhi wa aalihi.
sallu alaihi wa alihi x4
Che kunam bayane kamaleo, balaghal ula be kamalehi
Che farogh karda jamaleho, Kasha fad dujaa bijamaalihi
mun hairatamza khisaleho, Hasunat jamiu khisaalihi
dil o jaan e maba khayaleho, Sallu aleyhi wa aalihi.
sallu alaihi wa alihi x4
Aie mazhar e noor e Khuda, balaghal ula be kamalehi
Maula Ali mushkil kusha, Kasha faduja bijamaalihi
Hasnain jaan e fatima, Hasunat jamiu khisaalihi
Yani Mohammad Mustafa, Sallu aleyhi wa aalihi
sallu alaihi wa alihi x4
Qawwali Information
Kalam: Hakim Mirza Madani
Recited By: Sabri Brothers ( Ghulam Farid Sabri and Maqbool Ahmed
Sabri )
Album: The Greatest Hits
Official Length of Audio/Video: 17:42
Shaikh Musleh-Ud-Din Saadi Shirazi (D. 1292), a persian Naat Khwaan of
the rank of Hafiz Shirazi, Maulana Rumi, and Shaer Al-Mutanaby,
composed the following Naat. As the Naat depicted the attributes of the
Holy Prophet Muhammad (SAW), the Shaikh was therefore endowed with
the honour of his vision, who showed his appreciation by commanding him
to continue the recitation of the Naat that was composed for him.

2.kaaba ke badrudduja
Kaabe ke Badru duja tumpe karoron Durood
Taiba ke Shamsud Duha tumpe karoron Durood

Shaafae Roza Jazaa tumpe karoron Durood
Daafae jumla balaa tumpe karoron Durood

Dil karo thanda mera woh kaffe paa chaand sa
Seene pe rakhdo zaraa tumpe karoron Durood

Aur koyee Ghayb kya tum se Nihaan ho bhalaa
Jab na Khudaa hi Chupaa tumpe karoron Durood

Wo Shabbe Meraj raaj woh safe Mehshar ka Taaj
Koyee bhi aisa howa tumpse karoron Durood

Kar ke tumhare Gunaah mange tumhee se Panaah
Tum kaho Daaman me aa tumpe karoron Durood

Tum ho Haafiz-o-Mughees kya he woh Dushman Khabees
Tum ho to phir khauf kya tumpe karoron Durood

Ek taraf Adaae Deen ek taraf he Haasideen
Banda he tanha Shaha tumpe karoron Durood

Hum ne khataa me na ki tum ne ataa me ki
Koyi kami sarwaraa tumpe karoron Durood

Aankh ataa kijiye us me ziya dijiye
Jalwa qareeb aa gaya tumpe karoron Durood

Kaam wo le lijiye tum ko jo Raazi kareh
Theek ho naame Raza tumpe karoron Durood

Zoeb :

You might also like