You are on page 1of 6

Quotes Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (R.

A)
I have started this post because I want that you people add all the Quotes of Ha
zrat Ali ( R.A) which you know and make a collection here. I'll also possibly ad
d all Quotes Which I know.
Thanks

Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (R.A) In Urdu


"Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milne Par Logg
Badaltay Nahi, Balkay Be-Naqab Hote Hain."
"Hazrat Ali (R.A)"
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (R.A)
Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho
Allah k nazdik us neki se behtar hai
ji se tum mein ghuroor peda ho jaye
"Hazrat Ali. R.A"
....Quote Of Hazrat Ali In English

Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib - A wise man first thinks and then speaks and a fool
speaks first and then thinks.

Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (R.A) In Urdu And English

Hazrat Ali (A.S) Ne Farmaya:


Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki
Usne Usse Sanwar Dya.
Or Jisne Kisi Ko Sb K Samne Nasihat Ki
Usne Usko Mazed Bigar Dya.
********************
"zindagi ki asal khoubsurati ye nahi k aap kitney khush hain, balke zindagi ki r
eal khoubsurati to ye hai ke doseray aap se kitnay khush han".
Hazrat Ali(R.A).
peace full Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 437 Ag
e: 21
Posted on:21st Nov 2008, 6:52am
Quotes Of Hazrat Ali A.S
This is very nice topic I will also share ..
"Bura dost koiley ki tarah hota hai .jab garam hota hai to haath jala deta hai
aur jab thanda hota hai to haath kaale kar deta hai."
"HAZRAT ALI (R.A)"
"Ager kisi ko ache tareeke se phechan-na hai to us se mulakat karo kiun k insaa
n apni zibaan k neeche chupa howa hota hai."
"HAZRAT ALI (R.A)"
DicTaToR Group: Members Joined: 05th Nov, 2008 Topic: 3 Post: 27 Age:
21
Posted on:23rd Nov 2008, 4:58pm
Hazrat Ali Quotes In Urdu
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (AS)
"Gia WaQt Fir HaTh aTa Nain"
"Women are Scorpio Whois Grips is Sweet"
Janbaz Group: Members Joined: 31st Jul, 2008 Topic: 4 Post: 21 Age: 28
Posted on:24th Nov 2008, 2:13am
Hazrat Ali Aqwal
Ay, Aftab (Sooraj) gawah rehna ke hamessah :ALI" ne tujhey ubhartay dekha hai
magar too ne "AlI" ko kabhi sotay our Ibadat-e-ilahi se ghafil nahi pay.
"Hazrat Ali. R.A"
Hazrat Ali Quotations In Urdu
Imam Shafai k farsi Ishar ka Tarjuma,
"Khud apni martab ko chupaya hai "ALI" ne phir bhi usy logon ne kahah hai ye JA
LI hai main mout pe jaa ker bhi ye jaan na paya k Jis ne mujhay pala wo "ALLAH"
hai ya "ALI" hai.
Hazrat Ali Qol
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q k agar tu Tang-dast howa to ye tujhey Ch
orh dengay, our agar tu Dolat-mad huwa tu tuje se Hasad Krenge.
"Hazrat Ali. R.A"

sunny007 Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4166 A
ge:
Posted on:24th Nov 2008, 5:39am
Aqwal Hazrat Ali In Urdu
"hamesha sach bolo ta k baad main tuje qasam khana na pare"
"Hazrat Ali RA"
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (R.A)
"muje jannat se ziada masjid main bethna acha lagta hai
q k jannat main mera nafs khoosh hoga
jab k masjid main mera Rab khush hoga"
HZARAT ALI RA
khayali Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1444 A
ge: 23
Posted on:6th Dec 2008, 12:35pm
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (A.S) In Urdu

''Hamisha such bola karo taki tumy bad may kasm uthany ki nobat na aye''
Hazrat Ali (A.S)
s4u Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 92 Post: 5194 Age:
Posted on:22nd Dec 2008, 12:13am
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (A.S)
Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K
"Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak K
Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye "
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (A.S)
Agar rizq
aqal-o-danish se milta
tou jaanwar aur
bewaqoof zinda hii na
rehte
(Hazrat Ali r.a.)
Quote Of Hazrat Ali Ibn-e-Abi Talib (A.S)
Qabar 4 awazien deti hai..
1.yahan andhera hai roshni lana.
2.kaak hon bistar lana.
3.tanhai hai dost lana.
4.Saanp bichoo hain dawa lana
~:(HAZRAT Ali R.A):~
ch Babar Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1855 A
ge: 37
Posted on:4th Jan 2009, 2:59am
Aqwal Syedena Ali (R.a)
Eik shakhs ne Hazrat Ali (R.A) se poocha.us shakhas k question aor Hazrat Ali (R
.a) k answer is tarah thay.
Q. qareeb kya hae
A.Qayamat
Q. aor qareeb tar
A. Maot
Q. Ajeeb kya hae
A. Dunya
Q. aor ajeeb tar
A. talib-e-dunya
Q. wajib kya hae
A. Toba
Q. aor wajib tar
A. Gunah k foran baad toba
Q. Mushkil kya hae
A. qaber main uterna
Q. aor mushkil tar
A. amal k beghair uterna
Allah humain in baaton pe amal karne ki tofeed de.Allah k payaray Rasool (PBUH)
, Ahl-e-Bait (R.A) aor Sahabah Karam (R.a) pe lakhon salam.

Bhimji Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1801 Age: 28
Posted on:16th Jan 2009, 2:20am
Sayings Of Hazrat Ali
Apni sochun ko pani ke qatroon se b zeyada shafaaf rakho
Kyun ke
Jis tarah qatroon se mil kar Darya banta hai Ussi tarah Sochun se Iman banta hai
..
*******
Mujhe iss Dunia se kya lena jis ke halaal main hisab
aur
haram main azab hae.
peace full Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 437 Ag
e: 21
Posted on:21st Jan 2009, 12:49pm
Farman Of Hazrat Ali
Kabhi Apne dost ki sachai ka imtehan mat lo, kya pata us waqt wo kisi majboori m
e ho aur tum ek aacha dost kho betho..[HAZRAT ALI(A.s)
Hazrat Ali Ne Farmayame
baron ki ezat es lye karta hoon kiun k unki nekiyaan mujh se ziyada hain...aur c
hoton se pyaar es lye karta hoon kiun k unke gunah mujh se kam hain. [HAZRAT ALI
(A.s)
Doctor K K Group: Members Joined: 02nd Apr, 2009 Topic: 25 Post: 1945 A
ge: 34
Posted on:14th Dec 2009, 12:05pm
Hazrat Ali (Maula Ali) R.A Ke Aqwaal Zarin
Koi mumlikat Kufr ke saath to chal sakti hai magar naa insaafi ke saath nahi
Main ne Allah Ko apne iraadon ke totne se pehchana hai
Jab mere dua qabool hoti hai to mujhe khushi hoti hai ke Allah ne mere dua p
ori ki. Aur jab mere dua rad hojati hai to mujhe aur bhe ziada khushi hoti hai k
e ye mere Allah ki marzi nahi.
Waterr Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3371 Age:
Posted on:14th Jan 2010, 11:04pm
Quotes of Hazrat Ali(R.A) in urdu:
1)Tumhari woh khamoshe jis ke baad tumsey baat karney ke khawahish paida ho jaie
y,tumharey uss kalam sey behtar ha jis ke baad tumko khamosh kar diya jaey.
2)Khoobsorati kaproun sey nai ilm o adab sey hoti ha
3) har shakhash kei qeemat wo hunar ha jo uske ander ha
Waterr Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3371 Age:
Posted on:14th Jan 2010, 11:11pm
Quotes Of Hazrat Ali(R.A) In English:
1) Man is a wonderful creature,He Sees through layers of Fat(eyes), hears throug
h Bones(ears) and speak from a lump of flesh(tongue)
2) live among people ina a manner that when you die they weep over you and while
u r alive they crave for your company.
myrizvi Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 89 Post: 3958 A
ge:
Posted on:23rd Jan 2010, 4:42am
Quotes of Hazrat Ali RA: Request to All
jab kabhi bhi deen say related aqwaal o waqe'aat ko agay forward kia jaa.ay....
mostanad hawalah jaat zaroor diyeh jayaiN.
quotation khaah quran o hadees say mansoob ho yaa sahabah karaam aur deger buzur
gaanay deen, har soorat main mostanad hawala k beghair koi baat aagay barhana kh
atray say khali nahi hotaa.
ajkal IT ka daur hai sms /net etc k zariyeh bahoot say dushmanaanay deen, deen k
naam par man.gharat batain bhi phailaa detay haiN aur hum inhi ko paRh kar agay
forward kardetay haiN, jo imaan k manaafi baat hai.
plz ap log ayandah iss baat ka khaas khayaal rakhaiN. jazak Allah
Bewaqoof Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 226 Post: 3588
Age: 36
Posted on:1st May 2010, 1:46pm
Friendship Quotes By Hazrat Ali RA
Peak of knowledge is friendship and causing offence destroys it.
Do not violate the rights of your friend, because when deprives of his rights an
d privileges he will not remain your friend.
Do not develop friendship with the enemy of your friend otherwise your friend wi
ll turn into an enemy.
Unfortunate is the one who cannot gain a few sincere friends during his life and
more unfortunate is the one who has gained them and then lost them (Through his
deeds).
If you want to cease relation with your friend, then do not break off totally an
d completely, let your heart retain some consideration of him.
Do not run after him who tries to avoid you.
Very thought provoking quotes nai? I loved them. Do share more everyone.. but ma
ke sure only by Hasrat Ali (RA).

You might also like