You are on page 1of 3

In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram Author: Imam Zainul Abideen (Alahey Salaat o Wassalaam) Jo Guzar Nasib

Ho Aey Saba, Kisi Din Diyaare Hijaaz Mei(N) To Mera Salaame Niyaaz Kehna, Harime Banda Nawaz Mei(N)

In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram Balligh Salaami Rawdatan Fihan Nabiyyul Mohtaram Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba, Kisi Din Diyaare Hijaaz Mei(N) To Mera Salaame Niyaaz Kehna, Harime Bandaah Nawaaz Mei(N) Man Wajhohu Shamsud Doha Man Khadduhu Badrud Doja Man Zaatuhu Noorul Hoda Man Kaffuhu Bahrul Hemam Wohi Jinke Ruey Munir Par, Kisi Mehromaah Ka Gumaan Hai Tu Himam Ka Ik Yame Bekaraa(N), Hai Karam Ke Daste Daraaz Mei(N) Quranuhu Burhaanona Naskhan Le Adya Nim Madat Iz Jaa-Ana Ahkaamuhu Kullus Suhuf Saaral Adam Huey Fiskh Ehde Kohan Ke Deen, Woh Jo Laaey Qurane Mubi(N) Woh Dalile Roshano Aakhri(N), Ke Hai Deene Haqqe Jawaaz Mei(N) Akbado Na Majruhatun Min Sayfe Hijril Mustafa Tuba Le Aihl-E Baldatin Fihan Nabiyyul Muhtasham Zahesa Kinaane Haram Jahaa(N), Shahe Do Jahaa(N) Ka Qayaam Hai Bara Dil Phigaar Hu(N) Mei(N) Yahaa(N), Ghame Hijre Sina Gudaaz Mei(N) Ya Laytani Kunto Kaaman Yattbaa Nabiyyan Aliman Yawman Wa Laylan Daaeman Warzuq Kazaali Bil Karam Aey Khusha Woh Momine Khush Amal, Ke Muti-Aey Hukme Rasool Hai Hai Yeh Aarzoo Meri Zindagi, Bhi Ho Waqf Sharaaey Niyaaz Mei(N) Li Hasratun Ismaa Kazaalema Lam Aasefil Mustafa Fi Kulle Hi-Nin Qad Mada Fil Haale Ma Yahsul Behim Thi Azal Se Dil Mei(N) Tarap Yehi, Ke Ho Madd-Ha Shaane Hazoor Ki Hui Harfo Saut Se Aashna, Jo Fugaa(N) Thi Pardaaey Saaz Mei(N)

Lasto Berajin Mufradan Bal Aqrebaee Kullohum Fil Qabre Shifaa Ya Shaafio Bissaade Wan Nunil Qalam May(N) Aur Sab Mere Aqraba, Hai(N) Ik Shafaat Ke Gada Ho(N) Ba Saado Nuno Qalam Ata, Woh Lahad Ki Manzile Raaz Mei(N) Ya Mustafa, Ya Mujtaba, Irham Ala Isyaanena Majburatun Aamaalona, Tam-An Wazanban Wazzulm Karam Aey Shahewaala, Hasham Ke Hai(N), Aaj Muntazire Karam Woh Asire Gham Ke Shikasta Par, Hai(N) Gunaah Ke Daamane Aaz Mei(N) Ya Rahmatan Lil Aalameen Anta Shafiul Muznebin Akrim Lana Yawmal Hazina Fadlan Wajudow Wal Karam Sare Hashr Aap Ke Haath Hai, Mere Hashr-O-Nasr Ki Aabru Ke Kalide Rehmate, Do Jahaa(N), Hai Nabi Ke Daste Majaaz Mei(N) Ya Rahmatan Lil Aalameen Adrik Le Zaynil Abedeen Mahbuse Aydiz Zaalemin Fil Mawkabe Wal Muzdaham Lillaah Zaynil Abedeen, Pe Bhi Nigaahe Lutfe Huzoor Ho Ke Sitam Nasib Rahine Gham, Hai Udu Ki Qaide Daraaz Mei(N) In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram Author: Mola Imam Zainul Abedeen (a.s.w.) Bin Mola Imam Hussain (a.s.w.) Bin Mola Ali (Alahey Salaat o Wassalaam)

Gul az rukhat aamokhta naazuk badani raa Author: Molana Abdur Rehman Jami (Rehmat ullah Alahey) Phool nay tujhay dekh ker naazuk badni seekhi Bulbul nay tujh say hi meethay sukhan seekhay Gul az rukhat aamokhta naazuk badani raa Bulbul zay tu aamokhta sheereen-sukhani raa Phool nay tujhay dekh ker naazuk badni seekhi Bulbul nay tujh say hi meethay sukhan seekhay Har kas keh lab-e-la'al tura deedah ba dil guft Haqqa keh cheh khush qandda aqeeq-e-Yamani raa Jis nay bhi dil ki aankh say teray la'al jesay hont dekhay Us nay kaha keh bayshak Yamman ka yeh aqeeq bahut mithaas rakhta hay Khayat-e-azzal dokhta bar qaamat-e-zeba Dar qad-e-tu een jaamaa-e-serv-e-chamani raa tumhaaray khoobsoorat qad ko saamnay rakh ker azzal kay darzi (Allah) nay Gulshan main serv jesay seedhi lambi qamat walay darakht ka libaas tiyaar kia Dar ishq-e-tu dandaan shikastast beh ulfat Tu jaama rasaaneed Owais-e-Qarani raa Tumhaari mohabbat main bay-qaraar ho ker us nay apnay daant tore daalay Tu nay phir us Qarran kay renay walay hazrat Owais ko apna libaas mubarik ataa kia Az Jaami-e-baychaara rasaaneed salaamay Bar dargaah-e-darbaar-e-Rasool-e-Madani raa Aik baychaaray Jaami ki taraf say salaam ponhchay Rasool-e-Madani(pbuh) ki aali dargaah aur darbaar main

You might also like