You are on page 1of 88

Dil ka ek Kona

By
pinuram

pyaar ke mod pe chhodoge jo baahe


meree
tumko dhundhegee jamaane me
nigaahe meree

jindagee me jo kahee aur mai kho


jaaunga
tumse milane ke liye laut ke phir
aaunga
aye meree jana ye wafa dekhana
raahe meree

aisa naa ho ai sanam jaao toh phir aa


naa sako

1
meree yeh tamanna hai, tum mere
paas raho
kyo tumhe bhaatee nahee, aaj
panaahe meree
Dil ka ek kona (#1)
---------------------

Office ki chutti bahut pehle ho chuki


thi. Mein apne cabin mein chup chap
baithe laptop mein mail check kaar
raha tha. Jin jin logon ke gadi tha
woh bahut phele hi chale gaye the.
Bahar bahut zoron se barish ho rahi
thi. Sham ke char baje se jo barish
shuru huyi woh aabhi taak rukne ka
naam hi nehin le rahi thi. Mein thoda
pareshan tha, mujhe aaj kahni jana
tha paar us barish ne meri yojna par
pani fer diya. Peechle hafte mein

2
meine resignation de diya hai, kuch
dino mein mujhye ek bada sa
company mein vice president
technical ke taur paar join kar na
tha. Mujhe ghumne jana tha sur aaj
raat ko hi nikal na tha. Us jagah se
jyada us se judi huyi yaden mujhe us
jagah keech k le jati hai.
Cabin k darwaza khol k mein ne
bahar jhank kaar dekha ki poora
office khali hai aur second shift ke
network engineers hi khali baithe
huye hain. Mein ne cafeteria ke taraf
kadam badaya. Ghadi dekha to saath
baaj rahe the, abhi agar mein nehin
nikla to Nainital pahunchte
pahunchte bahut der ho jayegi aur
mujhye munsiyari jana tha. Coffee
cup haath me liye meine coffee
machine ki taraf kadam badaya tab

3
hi mujhye peeche se surili awaz
sunai di.

“Sir aabhi taak aap ghar nehin


gayen?” peeche dekha ki Desdimona
Saharia khadi thi.

Office ki naya junior HR managr,


mata pita ne bhi kya naam rakha hai,
Desdimona. Kya uaamr hogi, yehhi
koi pachees saal ki hogi. Assam ki
rehne wali, haan sundari thi woh,
gori badan haseen chehera. Yeh
ladki office join karne k baad office
ke sare ladke uske peeche pad gaye.
Sab ka HR ka kaam badh gaya, kisi
bhi keemat paar sab ladke uske
kareeb hona chahate the. Bahut hi
open minded ladki thi Desdimona.

4
Jyada tar din mein ghutne taak jeans
pehen ke aati thi aur tight top. Patli
kamar, sudol kulhe ke upaar jeans
jakad kaar baith jaati thi. Jab chalti
thi to lagta tha ki koi hirni chaal
matak ke chaal rahi hai aur woh
dekh kaar sare ladke ke halat kharab
ho jate the. Us hirni jaisii chaal aur
machalati hui nitamb ke lay ko dekh
kaar office ke sare ladke ke pant
chotee jo jate the. Mein baithata tha
cabin ke andaar, mere fute huye
bhaag mein yeh kamseen ke nazar
munaseeb na thi.

Mein ne muskurate huye uske taraf


dekh kaar jawab diya “Tumhari kya
khabar hai, tum abhi taak ghar nehin
gayi?”

5
“Kya karun sir, itnii barish mein
kaise niklu.mere paas to aap ke jaise
gadi nehin hai aur na boyfriend hai
ki mujhe ghar taak lift de.” Meri
taraf muskurate huye Desdimona ne
jawab diya. Us muskurahat ne kisi
bhi pathaar dil ko bhi pighal saakti
thi. Dhanush jaise kali kali bhauwe,
regulary shayad brow pluck karti hai.
Choti thi uski aankhe paar us aankho
mein kayi samundar sama ja sakta
hai.

Mein ne use pucha, “Need some


coffee?”

“Sure sir.” Mein ne do cup coffee


nikal kaar ek cup uske taraf bada
diya. Laal hothon se coffee ke chuski

6
lete huye mujh se puchee, “Aap ghar
kab jayenge?”

Meine ne use kaha, “Mein aaj ghar


nehin ja raha hoon, mein kahin aur ja
raha hoon. Paharon mein ek long
drive.”

“Kahan pe sir?” badi utsuk ho kaar


puchii Desdimona.

Mein ne use kaha, “Shayad tumhe us


jagah ka naam nehin pata hoga
jahan pe mein jar aha hoon.
Munsiyari Uttarakhand ke upaar ke
taraf hai.”

7
“Na sir, yeh jagah ka naam mein ne
kabhi nehin suna hai.” Utaar diaaa
Desdimona.

Mein ne coffee cup le kaar apne


cabin ke taraf kadam badaya, aur
der nehin karni chahiye. Jo bhi ho,
yeh coffee khatam kaar ke mujhe
nikal na chahiye. Rucksack, camera,
tent ghumne jane ke sare saman
gadi ke peeche mere liye intezaar
kaar rahe the . Desdimona mere
peeche chal ne lagi. Mein ne soocha,
haan ladki ke maan me mere liye
kuch izzat to hai.

Mein cabin ke darwaza khol kaar


andaar jane ke liye kadam baday to
Desminona ne mujh se puchii, “Aap

8
jab niklenge taab raaste mein mujhe
ghar chood denge, please?”

Mein aisii sundaar ladki ka abedan


kaise thukra sakta tha. Mein
muskurate huye uttar diya, “Mein to
highway ke taraf se nikal jaunga,
agar tumhara ghar rastee mein ho to
mujhe tumhe ghar pe drop kaar ne
mein koi pareshani nehin hai.”

“Aap kaun sa highway lenge, sir?”


thoda soochte huye woh mujh se
puchii.

Mein ne kaha, “Noida se nikal kaar


mein NH-24 jaunga. Tumhara ghar
kis taraf hai?”

9
Thoda sa udaas ho gayi woh choti
aankhe, “Tab kaisee hoga, Sir.”
Coffee ke kuch ansh jo uski hothon
ke upaar lagi thi, uske upaar se
aapni jib fer di. Gulabi jib jab woh
bhure raang ke hothon pe fer gayi to
mere dil uchaal uthaa. Ek ghehre
saans lete huye mujh se boli, “Mein
to CR Park mein rehti hoon.” Us
lambi saans ne uski sugol vaksh ko
aur nikhar diya. Tight top k neeche
se kandhe pe neele bra k strap
dikhai di. Aisaa laga ki aab yeh
vaksh uss top ke andaar se machalti
huyi bahar nikaal kar aa jayegi.

Mein muskurate huye bola, “Thik hai


mein drop kaar dunga. Chinta maat
karo.”

10
Mere baat sun kaar udaasi ke badal
haat gaye. Desdimona muskurate
huye boli, “Thank you sir.” Aur apne
seat ke taraf kadam badaye. Mein ne
peeche se use jate huye dekha kaar
aapne cabin ke taraf jana bhul gaya.
Kale rang ki jeans jo uski ghutne
taak seemit thi, uski peechle aang se
sare sugol soundraya mere ankhon
ke samne nikhar kaar rakh di.
Ghutne ke neeche se gori gori pair ki
pindli mere dil mein hulchal macha
diya. Bayen pair ke ghuri pe ek
chandi ka chain jisne us gore pair ki
soobha ko hazar guna nikhar diya.
Chaal jasiee ke kaziranga ke machal
te huye hastini ke tarah. Kandhe
taak latakte baal, ek chota sa pony
tail mein ek ghore ki punch ke tarah
lag raha tha.

11
Desdimona apne seat paar baith gayi
aur mein apne cabin ke andaar ghus
gaya. Laptop khol kaar dekha ki kuch
mails ayen huye hain. Meine ne
soocha ki Mails ka zawab de kaar hi
jaun, kyon ki aglee hafte mein office
mein nehin rahunga aur uske baad
mein yeh office hi chood raha tha.

“Kya mein andaar aa sakti hoon,


Sir?” mein ne sar utha kaar dekha ki,
Desdimona mere taraf muskurati
huyi chere liye khadi hai. Us
muskurahat ko dekh kaar koi na
kaise kar sakta hain. Mein ne saar
hila kar use andaar ane ke liye kaha.
Table pe baithte huye jaise hi samne
jhuki, aankhon ke samne us top ke
andar chipa hua gehra vaksh bidalan
spast dikhai di, roshni jaise us gore

12
gore vaksh ke saath aankh micholi
khel rahi ho.

Mein laptop ke screen ke taraf


dekhte huye bola, “Baas kuch mails
ka utaar dena baki hai, phir nikal
chalte hain.”

Desdimona boli, “Thik hain sir. Jab


aap mujhe ghar taak lift de rahen
hain to chinta ki koi baat nehin hain.
Aap aapne kaam kaar lijiye phir
chalenge.”

Meine mails ka jawab de kar laptop


band kaar ke bag k andaar rakhte
huye bola, “Reply de diya hai. Ab
humlog nikal sakte hain.”

13
“Ok sir,” yeh kah kaar apne bag ko
kandhe pe lete huye khadi ho gayi.

Hum dono ne bahar nikal kaar dekha


ki barish tab bhi ho rahi thi. Mein ne
soocha ki yeh barish mere yatra ke
liye mushkil khadi na kaar de. Mein
thoda pagal kisam ka aadmi hu,
akela ghumte rehta hoon, akela hi
door door drive kaar ke chalee jata
hoon.

“Barish aab bhi ruki nehin hai. Thodi


der ruk kaar chalen, Sir?” Desdimona
ne asmaan ki taraf dekhte huye boli.

Mein parking ke taraf kadam badate


huye bola, “Jab car hai to problem
nehin hoga. Aa jao.”

14
Gaadi mein chadhne ke baad usne
apna saar hila kaar barish ke boonde
ko sare dashboard ke upaar faila
diya. Kuch boonde mere chehere
paar aa giri, meri taraf dekh kaar wo
thoda sa muskurayi. Phir mein ne
gaadi start kiya.
“Aap akele hi ghum ne jaten hain?”
usnee mujhe pucha.

Mein saar ko hilate huye uttar diya,


haan. Us machalti huyi chingari ke
taraf dekh kar agar jawab deta to
shayad accident kaar baithta.

“Aise barish mein mujhe long drive


jane ke liye maan kaar raha hai”
Uske swar mein ek ajeeb si khusi thi.

15
Beech beech me mein uske taraf
nazar daal raha tha. Woh seat pe
baithe huye aangrai le rahi thi jiske
chalte uske tops ke bahon se uski
chikni bagal taak dikhai de di. Masrin
twak ke upaar jaise street lights
fisaal rahi ho. Ek adbhut man-mohak
khusbu ne mere magaj ki sari naso
ko hila kaar raakh diya.

Mein ne use pucha, “Itna ghumne ke


maan karta hai to nikalti kyon nehin
ho?”

“Kaun le kaar jayega mujhe?” mere


taraf khilkhilati huyi boli, Aap le kaar
jayenge?

16
Dil to kaar raha tha ki bolun ki haan
nikal chalo mere saath uss door
pahari mein. Phir dil ko samjhaya aur
bola, “Kyon tumhara boyfriend nehin
hain?”

Boyfriend ka naam sun kaar


desdimona ke chehere pe udasi ke
badal cha gayi, dhire se jawab di,
“Mera koi boyfriend nehin hai.”

Mein yeh baat sun kaar hairan ho


gaya. “Kya keh rahi ho, tum itnii
sundaar ho aur tumhara koi chahne
wala nehin hai?”

“Akele hain, bahut ache hain, sir” ek


halki muskan de kaar puchii woh
mujhse, “Aap bhi to akele ghumne ja
rahe hain?”

17
Ek bahut hi purane ghao ko khured
diya is choti si baat ne. Mere paas
jawab dene k liye shabd kaam paar
gayen. Mere patni, meri pyari
Sukanya mere dil ke ek kone mein
aaj bhi basi huyi hai. Aapne mata
pita ki akeli ladki, meri Sukanya,
chaudah saal phele achanaak ek din
mujhe tata-byebye kaar woh jo mere
good mein so gayi, mein use jaga
nehin paya. Mein ne doctor se
minnate ki ki mere sukanya ko meri
god mein lauta do, paar kisine mere
baat ka koi jawab nehin diya. uski
aanke nehin khuli aur. Saab loog
muje samjhane lage ki meri Sukanya
ab is duniya mein nehin hain, paar
mein ne saab ki baat maan ne inkaar
kaar diya aur uski band ankho ki

18
taraf dekhte huye cheekha, Ankhee
kholo please.

Jane se ek din phele, jab mein uske


bed k paas baitha huya tha, woh
mujhse boli thi, “Cigarette peena
kam kaar do, mere dil mein bahut
dard hota hain. Aur nahane ke baad
ache tarah se aapna saar pochh lena,
tumhara sinus ka dard mere sar
mein aa jati hai.”

Mein ne doctor se anurodh kiya tha


ki mujhe koi issue nehin chahiye, bas
Sukanya ko kisi bhi tarah bacha
lijiye. Kisi ne mere ek nehin suni, na
doctor na upaarwala. Bhrun ke
andaar us nawjaat ke gale mein naal
jakar gayi thi, raat mein hi uss bhrun
ka dehant ho gaya tha aur garbhasai

19
faat gaya tha. Bahut khun baha tha
Sukanya ke sarir se, operation table
pe dum tood chuki thi woh. Mere
samne laya gaya tha safeed kapde
mein lipta huya uska pranhin sarir.
Aapne godi mein uska seer liye mein
rone ka awaz bhi bul gaya tha.

Mein chup tha, Desdimona ke us


prasna ka uttar mere paas nehin tha.
Kisiko yeh dard bayan karne ki
khsamta nehi thi mujhme. Mujhe
chup pate huye usne puchha, “Kya
hua Sir? Kya mein ne kuch galat
puch liya?”

Meri aankhe jal rahi thi par rone k


liye aansu nehin bache the mere
paas. Dil ko kas kaar ek halki hasi

20
dete hue bola, “Kuch nehin, tum
aapni baat bataon.”
____________________________

Dil ka ek kona (#2)


-----------------------

Usne mayus ho kaar boli, “Kuch


nehin Sir, mujhe aisa laga ki mein
aapke koi purane yaad ko khured
diya hai. Sorry Sir.”

“That’s ok” mein ne uttar diya.

Desdimona badi utsuk ho kaar


puchii, “Aap jis jagah ja rahen hain
woh jagah kaisa hain?”

21
“Bahut sundar jagah hain woh.
Ekdum pahar k neech. Samnee baraf
se Dhaka hua pahar aur baki
hariyali. Yeh papi pet na hota to
mein wahi ghar bana leta”, mein ne
muskurate huye bola. Thodi der mein
hum CR Park pahunch gayen. Mein
ne uske taraf dekhte huye pucha ki
uski ghar kis taraf hain.
Woh apne unglion se khel rahi thi,
mere taraf dekhe bina usnee udaas
ho kaar boli, “Sir, iss barish mein
mujhe ghar jane ka maan nehin kaar
raha hai. Mujhe bahut ghumne jane
ka dil kaar raha hai.”

Mein ne has ke bola, “Thik hai. Jaab


tumhara koi boyfriend hoga to uskee
saath tum ghumne jana.”

22
Mere baat sunne k baad bhi woh
chup rahi, mein phir se pucha,
“Desdimona, tumhara ghar kis taraf
hain? Tumhe drop karne ke baad
mujhe agee bhi jana hai.”

Mere taraf dekhi woh, ankhon mein


ek ajeeb binti liye huye usnee puchii,
“Aap ke saath ja sakti hoon, Sir?
Jahan pe aap ghumne ja rahe hain.”

Phele to mein samajh nehin paya ki


woh bolna kya chah rahi hai. Mein
achambhit ho kaar use puchaa, “Kya
keh rahi ho tum?”

23
Woh mujhse boli, “Haan sir. Is barish
ke mausam mein nikaal padte hain,
jahan bhi aap le kaar chalenge.”

Mujhe thoda gussa aa gaya, yeh


ladki kya bol rahi hain, “Tum kya bol
rahi ho tumhe pata hain? Tumhare
gharwale kya soochenge, aur mein
tumhe kyon ke kaar jaun?”

Usnee boli, “Mein to yahan pe ek


mess mein rehti hoon. Aap mujhe le
kaar challenge ki nehin woh
bataiye.”

Mein sooch mein paadh gaya, yeh


kya musibaat hain. Mein ek senior
position mein hoon aur yeh ladki ek
junior colleague. Humare darmian
faasle bahut hain, upaar se woh

24
mujhse takreeban pandrah saal choti
hain. Meinne haas kar kaha,
“Tumhara dimaag kharab ho gaya
hain Desdimona. Ghar jao, dinner
karo aur so jao. Sawere dekhoge
saab kuch thik ho gaya.”

Mere baat sun kaar uske dil ko thes


pahunca, usnee abhimaan ho kaar
boli, “Mujhe yahan pe utaar dijiye
mein auto le kaar ghar chali jaungi.”

Bahar barish tham ne ka naam hi


nehin le rahi thi. Gaadi ko dhire
dhire agee badate hue mein soochne
laga ki yeh kya musibaat mein ne
gale kaga liya. Mere dimmag mein
kuch bhi nehin aa raha tha ki mein
kya karun. Aisaa gaadi chalane se to

25
mein Munsiyari pahunc nehin
paunga.

Mein use ahiste se puchaa, “Is there


any problem?”

Usnee udaas ho kaar boli, “samne se


right le kaar mujhe drop kaar dijiye.”

Mein uske taraf mudh kaar dekha ki


woh khidki se bahar dekh rahi thi.
Sundar chehere paar ek udasi ka
Ghana badal chya hua tha. Uss
udasin chehere ko dekh kaar mein
kuch puch nehin paya.

Dhire se boli Desdimona, “Aisaa hi


barish ke din mein mera break up
hua tha.” Uski gaal par ek bund ansu

26
moti ki tarah chamak rahe the. “Aap
ko woh baat me kyon bata rahi hoon.
Aap mujhe drop kaar ke saukh se
ghumne jayiye.”

Uss chaand sa chehere paar udaasi


ke badal mandrate huye dekh kaar
mera dil ghabra gaya. Mein ne
soocha ki aisii ek sundaar ladki mere
saath ghumne ke liye jayegi aur
mein mana kaar raha hoon. Chahat
ki ek aag jwal uthi mere dil ke andar.

Mein ne aapne aap ko samhalte huye


bola, “Thik hain tum aa sakti ho
mere saath. Paar tum mere
byaktigat mamle mein dakhal andazi
nehi karogi.”

27
Mere baat sun kaar woh uchaal uthi,
naam ankhon khusi ke chingari se
chamak uthi, “Saach, aap mujhe aap
ke saath le kaar challenge.”

Mein haste huye bola, “Haan tum aa


sakti ho mere saath. Jao jaa kaar
aapne kapde le kaar ao, mein yehi
gaadi mein tumhara intezaar kaar
raha hoon.”

“Aap rukiye mein aabhi aati hoon.”


Chere pe khusi jhalak rahi thi,
Desdimona ki. Jaise taise gaadi ke
darwaza khol kaar mere taraf ek
choti si muskaan de kaar nikal gayi
woh.

Mein uss machalte huye chanchal


hirni ko jate huye dekhta raha. Mere

28
dil ke gehraai mein ek aag jwal utha,
ek jismani aag jise kabu mein rakhna
namumkin tha. Mein ne soocha,
Desdimona jarur jaanti hogi ki ek
purush aur ek naadi jab akele ghum
ne ja rahe ho too agee kya ho saakta
hain. Yeh soochte soochte mein khud
paar haas pada.

Haan me ne peechle chaudah saal


mein kaafi ladki ke saath sambhog
kiya hain paar kisi ko dil mein jagah
nehin diya. Suraj ke roshni mein
mera chehera ek gambhir sher ke
tarah, office me mein bahut hi kathor
kisaam ka manager hoon aur raat ke
andhere mein mein baan jata hoon
ek bhuka nanga vediya. Iss jismani
bukh ko mitane ne k liye mein,
bukhe vediye ke tarah raat ko nikal
padta hoon, Delhi ke nightclubs aur

29
pubs mein. Jaab koi sundaar si ladki
milen to haath mein ek lifafa de kaar
poochta hoon ki, “Hi baby, your
place or my place.” Yehi aasliyat hai
mera.

Stearing ke upaar saar rakh kaar


mein kho gaya aapne Sukanya ke
pyar mein. Dil ke kone mein aaj bhi
baasi huyi hai woh. Mein uski woh
kona kisi ko de nehin paya. Kaan ke
lolki paar aapne daant se kaati huyi
haar sawere neend se jagati thi woh.
Kaabhi kabar natkhat Sukanya mere
sithil shisn ko shelate huye bolti thi,
“Kya re, puri raat mujhe itnaa
jwalaya aur abhi so rahe ho.”

Mein jab bhi tours ke liye jata tha to


woh mujhe phone kaar ke jagati thi.

30
Mein baad mein uski awaz record
kaar liya tha aur aaj bhi woh mujhee
jagatii hai, “Ummm.... utho na,
dekho sawera ho gaya hai. Kya hua,
phir se takiye le kaar mud kaar so
gaye, office nehin jana hain kya....”

Mein Desdimona ke awaz sun kaar


achambhit ho gaya,“Kya hua aapko,
aapki tabiyat to thik hain na.”

Woh kaab gaadi ke darwaza khol


kaar andaar aayi mujhe pata bhi
nehin chala.
Sukanya ke yaadon mein kho gaya
tha mein, uski hothon ki sparsh ko
yaad kaar ke mere aanke naam ho
gaya tha. Aapne aap ko smhaalte
huye bola, “Nehin aise hi, mein
thoda thaka hua hoon.”

31
Desdimona mujhse pucha, “Mein
gaadi chalaun sir?” mein ne dekha ki
woh ekdum ghumne jaane ke liye
taaiyar. Bermuda shorts aur sandow
vest uske kasa hua badan ko dhakne
waja aur nikhar raha diya. Sugol
baksh mano jaise vest ke kapde ko
cheerte huye faat padenge. Mere
sishn ne aapna astiva ko jataya.
Mere kamuk maan mein bhuk ki
vasna jaagi, yeh lag raha tha ki mein
us kamseen kaali ke upaar tuut padu
aur nooch dalun uski komal sarir ko.

Tabhi kisi ne mere aandar se awaz


di, “Anindyo, nehin.”

32
Mein use pucha, “Tum gaadi chalana
jaanti ho? Tumharee paas DL hain?”
Ek jadu bhari muskaan dete huye
boli, “Haan sir, bahut achii tarah
aata hain. Aap rest Karen mein gaadi
chalati hoon.”

Mein utaar kaar gaadi ke passenger


seat paar baith gaya, aur woh bina
utre hi driver seat paar aa gayi. Mein
ghadi dekha, raat ke nau baaj rahe
the, aab hume chalna chahiye, warna
Munsiyari thik time pe nehin
pahunch paunga. Kuch hi deer mein
gaadi, shere se bahar nikaal kaar
highway paar daudne laga. Barish ke
wajah se rasta bheenga hua tha,
mein ne Desdimona se bola ki woh
gaadi dhiree chalayen.

33
Mere taraf khilkhilati ek hasi de kaar
boli, “Kyon sir? Maarne ka daar hai
kya aapko? Mujhe to aaj yeh gaadi le
kaar uudne ka maan kaar rahai.
Lagta hain ki mere peeth pep ankh
lage hain. Many many thanks Sir,
mujhe aapne saath le jane k liye.”

Gaadi bahut teez ja rahi thi, mein


bola “Raaste mein trucks hain, dekh
kaar chalaon.”

Aas paas ke gaadi ke drivers bhi


mere gaadi ko dekh rahe the. Use
dekha kaar aisaa lag raha tha ki
mano ek choti si ladki ko koi khoyi
huyi gudiya mil gayi. puree chehere
per ek niskalank muskaan thi. Kuch
hi deer mein hum bahut aage nikal
gayen. Iss taraf barish nehin ho rahi

34
thi. Mein seat ko peeche ke taraf
jhuka kaar aaram karne laga. Yeh
ladki to bahut achii gaadi chalati
hain, ek haath stearing paar aur
bayen haath gear pe, laagta hain ek
professional driver ke tarah.

Mein dekh kaar haas pada, “Office


join karne se phele kyat um driver
thi?”

Mere taraf bina dekhe hi haas ke


utaar di, “Shillong ki ladki hoon
mein. Paharon me bahut gaadi
chalayi hain meinne.”

Shilloong, yeh naam sun kaar dil


dhak kaar utha, Shilloong, Sukanya
ka mamera ghar, haan shadi ke baad
ek baar gaya tha mein us jagah pe.

35
Mein Desdimona se pucha, “To kyat
um Munsiyari taak gaadi chala ke le
kaar jaogi?”

“Haan agar thik thak parisramik


milta hain to chalane mein koi
pareshani nehin” haas kaar boli woh.

Mein yeh sun ne ke liye bahut der se


bechain tha. Maatlab woh bhi raazi
hai. Mein ne pucha, “Tumhe mere
saath aane mein daar nehin laaga?
Mein akela aur tum bhi akeli, agaar
kuch ho jayen to?”

Mere taraf tirchii-nazaar daal kaar


boli, “Kya aap ko daar lag raha hain?
Mein balig hoon aur aap bayask hain,
kya hum aapne aap paar kabu nehin
rakh payenge?”

36
Mein mand-mand muskurate huye
maan-hi-maan mein bola, Mujhe to
tum janti nehin ho, mein raat ko
kuch aur hi baan jata hoon. Mujhe
haar raat ek nayi ladki chahiye hota
hai mere bistaar pe. Mein me has ke
pucha, “Aagar mere sanyam na rahe
to?”

Khilkhilati huyi boli woh, “Kya baat


karten hain Sir, aap jasie isaan to
dhun ke bhi nehin milega. Kitna
polished hain aap. Aaj taak office
mein aap ko kisi se haas ke baat
kaarne nehin dekha, laadki ke taraf
nazar uthana to dur ki baat hain. Aap
se safe kaun ho sakta hain.” Thodi
der chup rahi, phir puchi mujhse,
“Kya mein aapko ek sawal kaar sakti
hoon?”

37
Mein gambhir ho kaar bola, “aagar
sawal personal nehin hain to tum
puch sakti ho.” Mujhe yeh bilkul
pasand nehin ki koi mere Sukanya ke
bare mein kuch puchee aur aapni
dukh jataye.

“Ok sir, sorry. Paar mujhe na bahut


joor se bhukh laagi hai” woh boli,
“raat bahut ho chuki hai aur aapko
blood sugar hain. Hume kahin pe ruk
kar kuch kha lena chahiye.”

Mein uske baat sun kaar achambhit


ho gaya, use kaise pata ki mera
blood-sugar hain. Mein pucha use,
“Tumhe kasie pata ki mera blood
sugar hain?”

38
“Me HR me hoon sir. Peechli baar jab
medical insurance ke dauran saab ka
medical history liya gaya tha to
usme mein aapka history pada tha.”
Usne uttar di.

Uski yeh baat sun kaar mein toda


hairan ho gaya, kya yeh ladki mere
bare mein saab kuch jaanti hain?
Mein ne use bola ki kuch door chaal
kaar gadganga naam ka ek jagah
ayega, hum wahan pe ruk kaar kuch
kha sakte hain.

Continued ......

______________________________

39
Dil ka ek kona (#3)
----------------------

Kuch der chalne ke baad, ek dhaba


ke saamne mein ne Desdimona ko
gaadi rok ne k liye bola. Gaadi ruk te
hi, uchaal kaar nikaal gayi. sandow
vest ke aandar se komal sugol vaksh
ek doosre ko dhakka de rahe the.
Uske manmohak vaksh ko dekh kaar
aisaa laga ki mein un sugol stano ko
aapne dono haathon se masal doon.
Aur woh laal laal hothon paar aapne
daant gaad doon. Phir se woh awaz
mujhye boli, “Anindyo No.”

40
Mein formal dress mein tha isliye
mein soocha ki dress change kaar
loon. Gaadi ke peeche rakhe bag se
mein track pant aur T-shirt nikaal
kaar change kaar liya. Mein change
kaar k uske peeche dhaba ke or
chalne laga.
Woh mere taraf mud kaar haste huye
boli, “Wow.. aapne to achii tarah
maintain kiya hain.”

“Haan, haar sawere mein morning


walk jata hoon phir kuch excersice.”
meine uttar diya phir use pucha “Kya
khana chahti ho?”

41
Usne mujhse boli, “Mein jyada kuch
nehin khaungi, baas ek roti aur thodi
si chini.”

Mein ne pucha, “Kya? Bas itnii si?”

Wo hasi aur boli, “Itnee raat gaye


agar jyada kha liya to gas ho jayega,
aur phir jyada khane se moti nehin
ho jaungi?”

Mein usko upaar se neeche niharte


huye bola, “Kya baat kaarti ho, tum
aur moti? Tum to bilkul perfect ten
ho ekdum najuk phul ki tarah.”

Haas kaar boli woh, “Mere saath


flirting kaar rahen hain?” woh moti

42
jade daanto ki hasi dekh kaar mano
dil pighal kaar haath mein aa gaya.

Mein aasmaan ke taraf dekha,


ghanghor badal chayi huyi thi, barish
hone ki bahut samvabna thi. Mein ne
Desdimona ko jaldi kha kaar nikal ne
ke liye bola.

Khane ke baad usnee ek coke pee


aur mein aapne vodka ke liye ek
limca kharida. Mein gaadi me driver
seat ke taraf jane hi wala tha ki woh
mujhe dhakka de kaar boli, “Yeh kya
sir, agee bhhi mein hi gaadi
chalaungi.”

Uss dhakke ne uske komal stan ko


mere sine ke upar pachar diya.
Komal vaksho ke mere chati se

43
takrate hi mere andaar ki bujhti huyi
aag sulag uthi. Mein uske aankhon
mein dekha, usnee nazar chura li aur
chup chap driver seat mein baith
gayi. mere liye nari ke stan ka
sparsh koi nayi baat nehin tha paar
uske komal aang ne dil me tufaan
macha diya jo chaudah saal baad
mein ne mehsus kiya. Mein soocha,
yeh kya ho raha hai mujhe, meri
Sukanya ka pyar dagmaga gaya.

Mein vodka ka bottle khol kaar


seedha aapne gale mein utaar diya.
Taral mad ne mere lahu mein mil
kaar dil mein aag jala di, yeh aag
kuch khone ki thi.

Desdimona ne mujhpar adhikaar


jatate huye kaha, “Kya pi rahe hain?

44
Aapko woh saab peena nehin
chahiye, chupchap baith jayiye gaadi
mein.”

Me uske taraf dekh kaar bola,


“Desdimona mere personal mamle
mein dakhal-andazi mujhe pasand
nehin hain.”

Abhimaan cha gayi us sundaar


mukhote paar, “Haan mein to aapki
koi nehin laagti hoon, mein to bus
aapki driver hoon na, mere baat
kyon manenge aap. Chaliye baith
jayie bahut dur jana hain.”

Uss abhimaan yukt awaz sun kaar


mera peene ka suakh khatam ho
gaya. Meine ek baar Desdimona ki
taraf dekha aur ek baar aapne haath

45
mein padi vodka ki bottle ke taraf
dekha. Wo gaadi se utrii aur mere
taraf aa kaar mere haath se bottle le
kaar fenk di. Mein chupchap gaadi
mein passenger seat par baith gaya
aur saar ko peeche ke taraf kaar ke
ankhe band kaar li.

Gaadi chal rahi thi, bahar thande


thande hawa bah rahi the. “meine
aapko woh sab gaande drinks lene
ke liye mana kiya isliye aap mere
upaar gussayen huye hain?” usne
ahiste se mujhse pucha.

Mein gambhir ho kaar bola, “Tum


aapna hadh paar kar rahi ho,
Desdimona.”

46
Thodi ikhteyar barakte huye mujhse
boli, “Jo bhi kya hai thik kiya hai. Ab
chup chaap so jayiye.”

Mei soocha jo iske saath behes karna


thik neihn hoga aur mein aanke band
kaar kar so gaya.

Jab meri aankhe khuli too mein


dekha ki gaadi kahin pe khadi hain
aur charo taraf ghana jungle aur
ghanghor andhera tha. Bahar garaz
ke saath saath barish bhi ho rahi thi.
Ghadi mein dekha ki raat ke teen
baaje the, mein dekha ki Desdimona
gaadi ke andaar nehin hai. Mein
sooch mein paar gaya ki itnee raat
gaye, is ghanghor andhere mein
Desdimona kahan chali gayi. Mera
maan biclit ho utha, mujhe daar

47
laaga ki kahin kuch anhoni na ho
jaye.

Mein windscreen ke taraf dekha, aur


us andhre ko chirte huye, gaadi ke
head light mein mujhe Desdimona
nazar aya. woh dono haath feylaye
huye aasmaan ke taraf dekhte huye
barish mein bheeng rahi thi. Uss
ghanghor andhere mein uska
akarshak taan badan dekh kaar
mujhe aisaa laga ki swarg se koi pari
dharti par utaar aayi ho. Pura badan,
barish mein bheeng gaya tha, uske
kapde uss manmohak tan pe lipte
huye the. Kisi bhi insaan ko pagal
kaarne k liye woh tasweer kafi thi.

Mera sishn jag utha. Mein gaadi se


neeche utar kar use dekhne laga. Ek

48
lambi saans li mein ne mano ek
bhuke bhediya aapne shikar ko dur
se nihar raha ho aur pal bhar mein
jhapet kaar uske madhosh sarir ko
nooch kaar kha lene ke liye tayar ho.

Achanak woh mere taraf dekh kaar


hakbaka gayi aur boli, “Aap jaag
gayen hain?” phir woh daud kaar
mere paas aa gayi. Humare darmiyan
baas kuch hi inch ka faasla tha, uski
bheege huye vaksh mere sinee ke
upaar halka sparsh kiya. Usnee mere
taraf dekhi, un dono jheel si ankhon
mein niskalak khusi jhalak rahi thi.
Uske Chere pe ek nirmal muskaan
jaise use koi khoyi huyi gudiya mil
gaya ho.

49
Woh muskurate huye boli, “Aap ko
pata hain sir, shillong mein bahut
barish hoti hai. Jab mein choti thi
taab uss barish mein bheengti thi
aur meri mummy mujhe bahut
daantti thi. Par mere papa mujhe
khali yeh bolte the ki jee le aapni
zindegi. Yeh delhi mein aa kaar woh
barish mein bheegna bhul gayi mein.
Yahan bas kaam k peeche daudna
laga rehta hai. Aaj iss ghane raat
mein akele sunsan sadak paar mein
aapni bachpan ki woh khusiyan
sametne ko uchaal padi.”

Woh khusi aur woh aankhe dekh kar


uski sundarta ko nasht karne ka
mera khayal kahin chala gaya.

50
Mein uskee aankhon mein dekh kaar
bola, “Chalo bahut der ho chuki hai.
Tum bilkul bheeng gayi ho, dress
change kaar lo, aur aab mujhe gaadi
chalne do.”

“Thik hai Sir” aur ek machalti huyi


hirni ki tarah kud kar gaadi ke
peechle seat mein chaad gayi.

Gaadi chalate chalate meri nazar


samne rakhe aine mein gayi aur
mein achambhit ho gaya. Mein ne
aine me dekha ki mere pichlee seat
paar jaanat se utrii huyi koi nor
baithi thi. Desdimona ne aapni vest
utaar chuki thi, badan paar kapde
nehin the, khali ek choti si laal rang
ki bra uski sugol vaksh ko apne
andar rakhne ki nakaam kosish kar

51
rahe the. Uski masrin bahen, komal
twacha ke upar se dhimi roshni fisaal
rahi thi. Bheenge baal ke kuch ansh
uski sundar gol mukhote paar aa giri
thi jaise ki mano puranmashi ka
chanda kisi badal se dhak gaya ho.
Meri kamuk nazar uske chote gol
kokh par padi, gahri nabgi jaise
mujhe bula rahi ho. Woh peeche
mudi aapna bag se kaapde nikal ne
ke liye. Jaise hi peeche mudi to
meine dekha ki woh Bermuda bhi
utaar chuki thi. Sugol komal nitamb
mere aankhon ke saamne mujhe
aapne paas bula rahe the. Aap ne
aap paar kabu rakhna mushkil ho
gaya tha. Uss ne ek choti si panty
pehni huyi thi jo nitamb ki darar
mein kahi kho gayi thi. Uski pelab
jaangh jaisi kisi ped ki masrin
sakhayen. Mera sara sarir aag se jal
utha, yeh sundari iss barish ke raat

52
mein jarur aag lagayegi. Mujhee lag
rahaa tha ki mein aapni gaadi khadii
karun aur tut paru uske upaar, phir
jo hoga dekha jayega.

Achanak phir se woh surili awaz


sunayi di mujhe, “Anindyo nehin.”

Mein iss baar aapne aap ko rok nehin


paya aur us awaz se pucha, Aaj se
phele to mein kitne ladki ke saath
raat bita chukka hoon, uss samay to
tum kabhi mujhe roki nehin to aaj
kyon.

Woh surili awaz mujhe phir se boli,


“Anindya nehin.”

53
Mein ne aapna nazar seedha kiya aur
ek awaz di. Mera awaz sun kaar
Desdimona hakbaka gayi aur usnee
ek towel le kaar aapne aap ko dhak
li. Usnee ainee se mere taraf dekhi
aur sharmate huyi boli, “Aap mujhe
kuch puch rahe hain?”

“Haan mein yeh puchna chahta tha


ki hum log kahan pe hain.” Mein ne
use pucha.

“Do ghante ho gayen hum


muradabad cross kiye hain.” Usne
uttar diya. Mein ainee mein dekha ki
uska chehera laal tha aur aanke
sharam se jhuki hui thi. Usnee thodi
der baad sharmate huye mujh se
pucha, “Aap chori chori mujhe dekh

54
rahe the na? Yeh bilkul galat baat
hai, Sir.”

Mei haas kaar utaar diya, “Kyun tum


hi to bol rahi thi ki hum log adult ho
gayen hain.”

Thodi gusee se woh boli, “To kya aap


mujhe chori chori dekhenge?”

“Wah, mein ne to khali tumhara


woh ....” mein jaise hi uska sundarta
ka bibaran dena shuru kiya woh
gusse se boli, “Thik hai, thik hai,
bahut hua mujhe aap se baat nehin
kaarni aur mujhe sunna bhi nehin hai
jo aap ne kya dekha. aab aap bilkul
peeche nehin dekhenge mein kapde
change kaar k saamne aa jati hoon.”

55
Mein ne bola, “Nehin tumhee samne
aane ki jarurat nehin hai, peeche
dekho ek sleeping bag rakha hoga
usko le kaar peechle seat pe so jao.”

Gaadi kuch der chalti rahi, hum dono


bilkul chup the. Aasmaan paar badal
garaz rahe the aur barish ke boonde
windscreen pe lag rahi thi. Ek ajeeb
sannata chaya hua tha.

Kuch der baad Desdimona boli,


“Mein saamne wale seat pe aa jaun,
please?”

Mein ne pucha, “Kyun peeche kya


problem hain?”

56
Udaas ho kaar woh boli, “Kuch nehin
bas, yahan pe bahut akela lag raha
hai.”

Mere pant ke andaar chota sher tang


ho kaar khada tha, mein uski awaz
sun kaar naa bhi nehin bol saka aur
meri halat dekh kaar haan bhi nehin
bol saka. Desdimona dono seat ke
beech se samne wale seat pea a kaar
baith gayi. Teerchi nazar se mein
dekha ki woh ek tight jeans aur ek
full shirt phehni huyi thi. Seat pe
baith ne ke baad woh aapne aap ko
ek shawl se puri tarah dhak li.

Mein ne pucha, “Thand lag raha hai


kya?”

57
Usne muskurate huye kaha, “Thand
bhi lag raha hai aur garam bhi. Kahin
aap fir se mujhe na ghure isliye mein
shawl odhna behter samjha.”

Mein haas kaar bola, “Takreeban che


ghante tum ne gaadi chalayi hai aab
to so jao.”

Wo mand mand muskurate huye boli,


“Mein so jaun aur aap kuch kaar de
to!!!”

Mujhe kuch bhi kar ne ka bahut


maan kaar raha tha paar ek awaz ne
mujhe rok rakha tha.

Kuch deer baad Desdimona udaas


sur mein boli, “Jaante hain sir, jab

58
mein college mein padhti thi tab
mera ek boyfriend tha. Aise hi barish
ke mausam mein mujhe pata chala ki
woh meri saheli ke saath sex kaar
raha hai. Mein uskee paas gayi aur
uss se nata tood diya aur mei aapne
saheli ke gaal par ek jor ka tamacha
maar kar boli, yeh tamacha tune
mere gaal paar maar deti to achaa
hota. Pyar ke naam se mujhee nafrat
hone lagi, duniya ke saare mard
mujhe ek jaise lag ne lage. Uski
seene ke andar se yeh dard aansu
ban kar nikal rahe the. Aap ko pata
hai sir, do bhaiyo ke baad mera
janam hua. Mein aapni papa ki pyari
gudiya thi. Meine jaab naukri kaarne
ke liye bahar jana chaha to sab koi
mana kiya. Mere papa mujhee bole ki
Dim, jaa aapni jindegi ji kaar aa.
Mein aapne papa ko bahut miss karti
hoon, Sir." Desdimona ro padhi,

59
"Mein aapne papa ko bahut miss kar
rahi hoon.”

Continued....
______________________________

Dil ka ek kona (#4)


----------------------

Uski ye saari baaten sun kar mera dil


pighal gaya, een jheel si kaali
ankhon mein bhi sunhare sapne huya
karte the jo ab dard ke aansu ban
kar baras rahe the. Ek bar man kiya
ki mein uss ladki ko aapne aagosh
mein bhar loon aur usse dilasa
dilaaun. Par ye aansu dard ka sabse
bada marham hote hain, shayad een

60
ansuon ke saath uss sundari ke man
ka dukh bhi bhah jaye yahi soch kar
mein chup raha aur usse rone diya.
Meri taraf se koi pratikriya na pate
hue wo chup chap so gayi. Kuch der
chalne ke baad mein ne uski taraf
mud kar dekha to wo so chuki thi.
Uske komal gaal par ek maheen
aansu ki dhaara dikhayi di. Mein ne
halke se us dhara ko ponchh diya.
mere hath ke sparsh se woh thodi si
hili or phir so gayi.

Ghadi dekhi to sawere ke panch baj


chuke the. Poorav disha ke aasman
mein naveen usha ki laalima chhayi
huyi thi. Ek naya sawera, ek naya din
humaare saamne intzaar kar raha
tha apni dono bahen failaye huye.
Hum nainital paar kar ke almora ke
raaste chal pade the. Dheere dheere

61
chhoti-chhoti pahadiyan paar karte-
karate aage badhte rahe. Charon
taraf hariyali aur unche-2 shaal,
kedar aur birch ke ped the. Aasman
bilkul saaf tha. Ghane neele aasman
ke neeche rooyi jase safeed baadal
ghoom rahe the. Wo nazara dekh kar
mera man ek jane pehchane chehre
ko talaash karne laga. Mein ne apne
bagal mein dekha, ki kahin wo jana
pehchana chehra to nehin tha.
"nahin" par uski jagah pe ye koi aur
koi chehra tha jo mujhe apne taraf
kheench raha tha.

Achanak mere mobile ka alarm baj


utha... “Ummm.... utho na, dekho
sawera ho gaya hai. Kya hua, phir se
takiya le kar mud kar so gaye, office
nehin jaana hai kya....” Meri

62
Sukanya aaj bhi ussi tarah se har
sawere mujhe jagati hai.
Alarm ke awaz sun kar Desdimona
jaag gayi. neend bhari kali aankhon
se usane puchha,

“Sir, kahan tak aa gaye hain?”

“Bas hum Almora pahunch ne wale


hain. Wahan ruk kar fresh ho lenge
phir chal denge Munsiyari ke
raaste.” Main ne jawaab diya.

Thodi angdayi leti huye Desdimona


ne charo or dekha. Uske sundar
mukhote par sawere ki nayi kiran
fisal gayi. wo mere taraf muskurate
huye boli,

63
“Good morning. Aur kitni der lagegi
munsiyari pahunch ne mein?”

“Takreeban dus ghante aur


lagenge.” maine kahaa

“dus ghante” chaunk gayi wo “Aap


itnii door drive karenge? Nehin ab
mujhe drive karne dijiye.”

“Tum baas araam karo aur mujhe


drive karne do. Mujhe pahadon mein
drive karna bahut achchha lagta hai,
yeh baraf se Dhaka hua pahad mujhe
bahut khinchta hai.” Mein ne hans
kar jawaab diya.

“Shillong mein baraf se dhake huye


pahar nehin hai.” wo boli

64
“hmm... pata hai mujhe par tumhe
pata hai hum jahan ja rahe hain
theek uske saamne panchachuli
pahaad hai. Aur jis hotel me hum
thehrenge theek uski khikdi kholne
par tumhe baraf se dhaki huyi
pahadi nazar ayengi.” maine usse
kaha

“Aap ki baat sun kar lag raha hai ki,


aap bahut baar aayen hain is jagah.”

Mein ne uski taraf dekha aur bola,


“Haan bahut baar aa chuka hoon is
jagah.” Meri aankhen bhar aayi thi,
Main aur meri Sukanya honeymoon
ke liye yehin munsiyari ki pahadi par
aaye the. Aur meri patni ne mujhe
bola tha ki, “Har saal mujhe

65
anniversary pe yahin le kar aana.”
Aur mein pichhale chaudha saal se
uski wahi khwaish puri karta raha
hoon. Mein har saal uski mithi
yaaden aur uski tasweer le kar yehin
munsiyari ke pahadi par aata raha
hoon. Main ne sukanya ko waada
kiya tha ki hum log ek baar Milam
glacier pe trekking karenge par ess
bhagya-vidhaata ne wo waada poora
nahin karne diya.
Almora me hum log thodi der ruk kar
phir aage badhe.

Desdimona ne apni dress change kar


li thi. Neeli jeans mein uska gora
badan bahut pyara lag raha tha.
Kuchh door chalne ke baad hum
chakouri pahunch gaye.

66
Main door pahadi ki taraf dikhate
huye us se bola, “hum wahin pe
jayenge.”

Desdimona ne door se himalay ki


choti dekh kar uchhal padi or badi
ustukta se bola, “Sir gaadi rokiye na
please.”

Kuch dur jaa kar ek sapaat jameen


dekh kar main ne gaadi rok di. Usne
darwaza khola uchhal kar gaadi se
neeche utar gayi. uski ye khushi aur
hansi dekh kar mujhe laga ki koyi
neel pari mere saamne khadi ho.
Ussne mujh se puchha,“Sir aap ye
een saari chotiyon ke naam jaante
hain?”

67
Apna sar khujate huye maine jawaab
diya, “Kuchh kuchh naam to jaannta
hoon. Jaise ki ye trishul, ye
nandaghunti, ye nandadevi, ye
nanda devi east aur wo door mein
hai panchachuli jahan hum jaa rahe
hain.”

Woh daud ke mere saamne aa gayi,


ek baar aisa laga ki wo mujhe jakad
legi. Khilkhila kar hanste huye boli,
“Wow sir mujh se aur raha nehin jaa
raha hai.” Daudne ke karan woh
haanf rahi thi aur uske sudoul vaksh
dhak-dhak kar rahe the. Meri nazar
uske gore badan par gayi, aur pal
bhar ke liye mera dimaag dagmaga
gaya. Uski aankhon mein ek azeeb
pukar thi or hothon pe unkahe labz .
wo laal honthon se mujhe bahut der
se kuchh bolna chah rahi thi par

68
shayad kisi wazah se bol nehin pa
rahi thi. Awaz shayad dil se gale me
aa kar atak gayi ho. Desdimona mere
intne paas khadi thi ki mein uski
garam saanse aapne chehre par
mehsus kar raha tha. Uski dhadkte
huye komal stan meri chhati par
angare barsa rahe the.

Mein ne daant pe daant rakh kar


aapne aap ko sambhal liya, mein
apni Sukanya ki jagah kisi aur ko de
nehin sakta tha. Mere dil mein aaj
bhi wohi basi huyi hai.

Maine dheere se desdimona ko bola,


“ab Chalen? Der ho jayegi.” Mere
baat sun kar uski hansi chali gayi.
Wo apne sar ko neeche kar chup
chap gaadi me jaa kar baith gayi.

69
Mein ne ek cigarette jalaaya aur ek
lambi saans mein jitna dhoouan
andar le ja sakta tha le liya. Uss
nicotine ke dhooyen ne mere sar ko
thodi der ke liye shaant kar diya.

Hum dono chup chaap baithe the.


Kisi ke taraf se koi awaaz nahin nikli.
Bas gaadi ki awaz aur chidiyaon ke
cheh-chahaane ki awaaz hi sunayi de
rahi thi.
Kuchh der baad wo boli, “Sir, I am
sorry.”

Mein chup raha, mere paas uttar


dene ki koi bhaasha nehin thi.
Shaam dhalte-dhalte hum Munsiyari
pahunch gaye. Poore raaste
Desdimona chup chap baithi rahi or
mein bhi kuchh nehin bola. Mera

70
maqsaad kuchh aur tha aur ho kuchh
aur hi raha tha mere dil mein. Ek
taraf wo puraani yadeen aur doosri
taraf ye sundar or khubsoorat ladki
ka akarshan. meri mari huyi patni ka
mere dil me basaa hua pyaa or
desdimona ki nish-kalank khubsoorti
ne mujhe ek do rahe pe la kar khada
kar diya tha.

Mein har saal aata tha isliye KMVN


ke manager mujhe jaante the.
Manager ne kahaa ki, “Sir is baar to
aur koi kamra khali nehin hain to?”

Mein ek bar Desdimona ke taraf


dekha, ussne halke se apne sar
hilaya. Mein ne hans kar manager ko
jawaab diya, “Mera wala to khali hai
na, bas thik hai.”

71
Mein kamre mein ghus kar ek lambi
saans li. Desdimona tab bhi chup thi.
Mein ne dekha ki wo hum dono ke
bag se kaapde nikal kar almirah
mein saja rahi thi. Mera dil cheekh
cheekh ye bolna chah raha tha ki
Desdimona, jo tumhe chahiye wo
main tumhe nahin de sakta, tumhe
mere sath yahaan pe lane ke
peechhe mera koi aur maqsad hai.
Par kya karoon durbhagya se mera
maqsad poora nahin ho pa raha hai
nahin to mein kab ka tumhe nonch
kar apni hawas poori kar leta.

Fresh hone ke baad hum dinner pe


chale gaye. Dinner mein bhi ussne
jyada kuchh nahin khaaya. Ek roti
kha kar boli ki usse bhuk nehin hai.

72
Main ne usse kaha ki, “Tum bed par
so jana main couch par so jaunga.”

Usne jawaab nahin diya bas ek baar


meri taraf kataksh dristhi se dekha
aur uth kar chali gayi.

Hotel ke manager ne aa kar mujh se


puchha, “Kaise hain sir? Ek ek peg
ho jayen.”

Mein jate huye Desdimona ki taraf


mud kar dekha. Wo manager ki
drinks ki baat sun chuki thi aur meri
taraf angare barsate huye dekhne
lagi or phir Bina kuch bole unn
aankhon se bahut kuchh kah kar
chali gayi.

73
Main socha ki ye mamla ab niptna
padega nehin to aage chal kar main
bahut badi musibat mein pad jaunga.

Continued .....
______________________________

Dil ka ek kona (#5)


----------------------

Room ka darwaaza khol kar jab main


andar aaya to main ne paaya ki
Desdimona ek patli sleeveless slip
pehan kar balcony mein khadi thi.

74
Wo silky slip uske nitamb ke neeche
tak thi, aur us akarshak shareer ko
uske swabhavik aakarshan se hazaar
aur nikhar de rahi thi. Wo chup-chap
saamnne andhere ki taraf dekh rahi
thi. Halke andhere mein panchachuli
ka baraf se dhaka hua pahad dikhai
de raha tha. Wo dekh kar main ne
apani chhati par bayen taraf ek
mukka mara or sochane laga ki “yeh
dil, iss jakhmi dil ko aur kitna
tadpaun samajh nahin aa raha.”

Jab main apne dress change karne ke


baad balcony mein gaya to mujhe
dekh kar Desdimona bhi mere paas
aa kar khadi ho gayi.

75
Uski taraf dekh kar maine dheere se
puchha, “Kya hua bahut chup-chup
ho? Kuch bologi nahin kyaa?”

Meri taraf dekhte huye or ankhon


mein haar jane ka dard bayaan karte
huye ussane mujhse poochha,
“Saach bataiye , mujhe kyon le kar
aaye the aap yahan?”

Uski ye baat sun kar mera dil mano


jaise khali sa ho gaya, kon se
shabdon mein main usko ye baat
bataaun ki main to tumhe sirf or sirf
apni hawas poori karne ke liye yahan
par le kar aaya tha. Par tumhari ye
aankhen, ye masoom muskurahat
dekh kar main kahin aur hi kho gaya,
tum jo maang rahi ho wo main tumhe
nahin de sakta. Mera dil to ye

76
cheekh-cheekh kar bol raha tha par
jubaan se ek shabd bhi na nikla.

Angaare barsate huye desdimona


meri taraf dekhte huye fir boli,
“Main aap se kuchh poochh rahi
hoon. Jawab dijiye.”

Mera dimaag ab mere kabu se bahar


ho chukka or main sakht ho chala
tha..

“Okey.. to ab tum bolo ki tum Sach


jaan na chahti ho ya fir jhooth.”

“Aap jo bolenge main wahi sun ne ke


liye taiyar hoon.” Or fir subakne lagi.

77
“ye kyaa pagal pan hai desdi’’or
main room ke andar jaa kar vodka ki
bottle khol hi raha tha ki..

“ chhod kyon nahin dete isko Aap .


kyon pee rahe ho ye jahar?” wo
cheekh kar boli.

“Desdimona, tum apni hadh par kar


rahi ho. Tum aapna promise bhool
rahi ho.”

“ to hell with your promise.” Cheekh


uthi wo. “Main is balcony se kood
jaungi aur phir aap shanti se pee
lena.” Or aansu bahati hui upar
chadhne lagi..

78
“ ohh my god ye kyaa kar rahi hi ho.
Pagal to nahion ho gayi ho tum .
chalo Idhar aao.”

“haan haan pagal ho gayi hoon


main..pagal ho gayi hoon main
tumhaare pyaar me anindya. Pyaar
karti hoon main tumse bahot.” Or fir
jor-jor se rone lagi.
Maine uska haath pakda or room ke
andar la kar bed par bitha diya or
khud uske saamne ghutne tek kar
baith gaya..or fir rote huye ussne
bolna shuroo kiya…

“Jis din mere boyfriend ne mujhe


dhokha diya uss din saari mard jaat
par se mera vishwas uth gaya. Main
ne ye soch liya tha ki kabhi bhi kisi
se main dobaara pyar nahin karungi.

79
Main jab Shillong chhod rahi thi tab
mere papa ne mujh se kaha tha ki ,
beta duniya dekhne ke baad ghar
jaroor loutna, main intzaar karunga.
Bas papa ki wo hi baaten aaj tak
mere kaan mein gunj rahi hain. Main
apne papa ko bahut miss karti hoon.
Uss din hi maine ye taiy kar liya tha
ki agar mujhe koi mere papa ke jaisa
insaan mila to ussi ko main meri
jindagi me laaungi , nahin to main
kabhi kisi se pyar nahin karungi.
Main ye chahti thi ki job hi mujhe
pyaar kare wo mujhe apne dil me
basaa kar rakhe or meri taqleefon ko
apani samjhe.” Dono ankhon se
aansu bahe ja rahe the usski.

“Aap ne shaadi nahin ki, aap ke


chehare par sachchai or gambheerta
chhayi rehati hai. Aap ko dekh kar

80
mujhe laga ki aap wo insaan ho jise
main pyar kar sakti hoon. Jab mujhe
pataa chala ki aap resignation de
chuke hain tab mera ye dil toot kar
bikhar gaya. main aap se milna
chahti thi par aap company ke VP
aur main ek Jr. Hr. Mere paas wo
himmat nahin thi. Jab Mein dekha ki
aap der tak office me baithe huye
hain to main ne socha ki aaj main
apane pyar ka izhaar kar dungi. Phir
jab aap ne bataya ki aap ghumne ja
rahe hain to main socha ki main bhi
aap ke saath chalun taki main aapne
dil ki baat kam se kam ek baar to
aap tak pahuncha sakun . Kal se le
kar aaj tak aapka ye polished chehra
dekh kar mere dil me aap ke prati
sradha or pyaar ko aur bhi badh
gaya hai.” kuch der tak chup rahane
ke baad phir dheere se kaha, “Main
aap se pyar karti hoon, Sir. Ek baar

81
maine pyaar me dhokha khaa liya.
Ab agar phir mera pyaar toota to
main apani jaan de dungi. I love you
Anindya I LOVE YOU.” Or phir dono
haathon se apna chehara dhak kar
rone lagi.

Main uski baaten sun kar dang rah


gaya, kya kahun main iss chhoti si
ladki ko.Tabhi mujhe ek surili awaz
sunayi di, main ne dekha ki
Desdimona ke peechhe Sukanya
khadi thi, wo mand-mand muskura
rahi thi aur mujhse kuch keh ne
koshish kar rahi thi. Main ne
Sukanya ki dhundhali parchhai se
poochha, “ki kya hua?” to ye jawaab
aaya “Saach bataaun anindya, ye jo
tumhare saamane baithi huyi hai, wo
mera hi aina hai ab isse kho mat
dena. apna lo isse.”

82
Main desdimona ke hath apne dono
hathon me le kar kahaa,
“Desdimona, main wo nahin hoon jo
tum dekh rahi ho. main din mein ek
sher ke tarah office me ghoomta
hoon jo tum ne dekha hai, par raat
ke andhere me main kuchh aur hi
ban jaata hoon. Tumhe yahan par
laane ka maqsad kuchh aur tha
mera. Main to tumhe yahan par apni
hawas ka shikaar banane ke liye
laaya tha, apani hawas mitana
chahta tha main tum se par mujhe
kisi ne rok rakha tha itani der tak ..”
wo meri taraf aankhen faad kar dekh
rahi thi, usse samajh nahin aa raha
tha ki main kya bolna chah raha
hoon.

83
“Main or meri jaan se pyari Sukanya
aaj se choudah saal pehale iss
munsiyari mein honeymoon ke liye
aaye the aur main ne usse waada
kiya tha ki har saal honeymoon hum
munsiyari me hi manayenge. Phir ek
din wo mujhe chhod kar chali gayi.
main uska sar apni god mein le kar
uss se aankhen kholne ke liye bahut
minnaten ki par uss ne aankhen
nahin kholi. Main ne cheekh-cheekh
kar usse bola ki sukanya main bahot
akela pad jaunga is duniya mein, par
uss ne meri cheekhen nahin suni aur
kabhi na jaagne waali neend me so
gayi wo.”

“Desi aaj wahi sukanya phir mere


saamane aayi or mujhe ye kah kar
chali gayi ki tum usska aina ho..or
main tumhe apna loon. Meri sukanya

84
desi jise maine kabhi apane dil se
nahin nikala..”

Meri aankhon se aansu baras rahe


the. Kitane saalon baad meri
aankhon se jal-dhaara bahi thi.
Kitane dino ke baad aaj fir ye dil
royaa hai..

Meri aankhon me aansu or mujhe


rota dekh kar desdimona mere
chehare ko apni hatheliyon me bhar
liya or mere aansu ponchhte huye
kahane lagi, “ sir please iss tarah
mat roiye aap mera dil baith rahaa
please.” Or uski aankhon se bhi
ashru-dhaara bahane lagi. Mere
maathe ko choom kar mujh se lipat
gayi.

85
“ nahin desi mujhe sir mat kaho.
Main tumhaare andar meri sukanya
ko dekh raha hoon” or usski aankhon
se aansu pochh kar use apane
aagosh me bhar liya. Mere chehare
ko dono hatheliyon mein le kar rote
hue mujhe choom liya . hum dono ek
doosare se lipte hue the or dono ki
aankhon se aansu bah rahe the. Par
ye aansu kuchh khone ke nahin balki
kuchh pane ki khushi ke the. Meri
najar disdimona ke peechhe khadi
sukanya ki parchhai par padi..jo
mujhe ye kah rahi thi ki “Anindya ab
tum akele nahin ho..”or fir wo mujhe
bye kar ke chali gayi.

Main Desdimon ki patli kamar ko


apne dono hathon se jakad liya aur
usse utha kar bistar par le gaya.
Hum dono ek dusre ke hothon ko

86
chumne lage . choomte choomte
hum apane hosh khone lage.
Humaare badan se kab humaare
kapade alag ho gaye hum ko pata hi
nahin chala or phir Dheere-dheere
hum pyar ke samundar ki gehari
mein utar gaye, ek doosare ke pyaar
me samaa gaye.

Sawere Jab meri aankhen khuli to,


Desdimona meri chhati par sar rakh
kar so rahi thi. Main Desdimona ke
peeth par apne haath se prem-
sparsh karta raha. Tabhi mere
mobile ka alarm baj utha, “Ummm....
utho na, dekho sawera ho gaya hai.
Kya hua, phir se takiya le kar mud
kar so gaye, office nahin jaana hai
kya....”

87
Wo awaaz sun kar dessi bhi jag gayi
aur muskura kar meri chhati ke upar
hothon se choom kar Dheere se boli,
“Sukanya di, mujhe aapka dil nahin
chahiye bas ek kone mein thodi si
jagah de do.”

........................... The
End ..........................

88

You might also like