You are on page 1of 5

Scene (3)

DharBadhar
An original screenplay by
Sachaan Films

Sachaan films
karachi,pakistan
+923362514681/+923022608755
sachaanfilms@gmail.com
Jesay hi dua katam hoti hy umer ki nazar sameer par parti hai....Umer
us ke pass jata hai..(us ke bad )
Umer
Aap yahan is wakt kiya kar rahay ho
Sameer
Me yahan tumhari wajha se hoon
Umer
Matlab
Sameer
Jab me class se bahar nikla tori dhair
bad Mujhe principle ne bolaya or kaha!
Sameer apni story batatay howay. (Sameer Flash back) Sameer
principle ke Office me enter hota hai..Principle or Sameer ke bech
kuch bat hoti hy pir Sameer udas ho kar chala jata hai.
Principle
Aap se ek bacha samhal nahi jata. ek
Bachay ki wajah se pori class disturb hai
Aaj to aap nai had hi kardi us bachay ko
Class se bahar nikalnay ke bajay aap kud
hi class se chalay gai is se dosray bachon
Kiya asar paray ga aap ek kam karain kahi
or nokri talash karein.
Sameer
Ghar gaya to abba ne kaha nokri nahi
to ghar bhi nahi
Umer
Mujhe maaf kardo..
Sameer
Acha tum batao tum yahan kiya kar
rahay ho?
Umer
Ghar late gaya to baap ne ghar se
nikal diya.
Itnay me haris ki entry hoti hai.
Haris
Allah ke naam pe kuch madad kardo
Subah se ghar se nikla hoon kuch nahi
Kaya
Umer
Ghar me kuch nahi detay kiya
Haris
Me ghar se bhaag Aaya hoon
Sameer
Magar kiyo
Haris
Roz ki tarha subah utah mo do kar
ghar se bahar gaya to aaj dada ji ki
bike dikhi chup kese chabi utai or
nikal gaya.
(Flashback)
Haris bike chala raha hota hai ke samnay se chez wala ata hai. Haris
usay Accident kar deta hai. Haris wahan se dar kar bhaag jata hai.
(Again Mazaar)
Haris
Agar ghar jata to abba chamri ujair deta
Sameer
Acha to kiya socha hai.kiya karo gai
Umer
Mujhe ye to pata nahi kiya karain gai magar
Itna zarror jan lo akailay hum kuch nahi kar
Sakte teeno sath miljay to!
Sameer
Abhi so jao subah bat kartay hein

You might also like