You are on page 1of 4

BKS AS A TEACHER

Guruji paper check kar rahe hain jo peon diye Jaa Raha hai.

GURUJI

Anish pass hai, Kashish pass hai, Aashish pass hai,

(Peon apna sar rakhta hai baba haath rakh ke check karte hain)

Aashirbaad hai Aaaaann.

PEON

Sab check ho gaya Bhirendra Sir.

GURUJI

Ho gau, je baat (clap on face and give cardboard) Je le bata aaj kiski Arji lagi hai Parent teacher meeting
ki.

PEON

(Take) Guruji Dhruv Laathi.

GURUJI

Aaaaann iski to kabhi Hajri naa lagi saal ke 365 din Absent rehtau hai, bula thathri ke ko, class lagau zara.

PEON

(Gatta rakh ke frame se nikal jayega GURUJI KI LINE KE BEECH ME HI MUNDI HILA KE NIKAL JAYEGA jaise
Dhruv ko bulane jaa raha ho)

DHRUV

(Come with his mom)

DHRUV

(Wo aur uski maa baithenge) Namaskar (shows attitude, phone in hand) Bhirendra.

GURUJI

Mooh pe naam bagal me chhori. (Writing on parcha While talking)

DHRUV

Chhoori nahi Bhirendra, Mummy hai moori.

MOM (Shy)

GURUJI

Parcha ban gau Ab Pol khulegi toori.

DHRUV
BKS AS A TEACHER

(Attitude reaction)

School kabhi aata nahi hai Padhai me nalayak hai, bolte hain, pait me jakdan bani rehti hai keh kar toilet
jaake phone chalata hai, Rokne pe Tokne pe Tu Tadak kar ke badtamiji karta hai aur 4 saal se phail kar
Raha hoon is saal bhi karunga, Shraap hai.

MAA

Nahi nahi guruji ek yahi to,

GURUJI

Mic haath me lo.

MAA (all time haath me mic)

(Take reporter mic) Nahi nahi guruji ek yahi to Sahara hai mere budhape ka, aap isee hi maar denge to.

GURUJI

Nahi hum ise maarne ke liye keh rahe hain, hum ise phail karne chayete hain.

MOM

Arey guruji kuchh humara bhi sochiye, hum to kuchh aur chahte hain (Paisa nikalegi Ghoos)

GURUJI

Aaeehh, Pass karaana chahyete ho to humare paas tution lagwa do, principal sir ki kripa bani rahegi,
Bahut Aashirbad hai.

MAA

Par paise to nahi hai na guruji.

GURUJI

(Look at Boy) Phir to beta copy kitaab khareed lo.

DHRUV

(phone me laga hai ghusse me dekh ke bolega) Bhai pad ke pass hona hota to hum yaha baith ke
Settlement kyu karne lag rahe hote.

GURUJI

Arey poori baat to sun le thathri ke, Apne paas copy zarur rakho kitab zarur rakho, Padhne ke liye nahi,
Pharra banane ke liye, Padhna nahi hai, Haan pakde gaye to please humara naam mat lena tumhe
tumhare baap ki saugandh. (A silence)

MAA

Maja nahi aaya.

GURUJI
BKS AS A TEACHER

Leo ab aayega, (funny weird reaction AND EFFECT OF THUNDER IN EYES)

{BOTH CLAPPING AND SEETI MAAR RAHE HAIN}

{Mom and son khusur phusur kar rahe hai Beta keh rha hai BOL NA, “AREY BOL NA MAA” mana karegi
fir ek do baar sun ke maan jaayegi}

MAA

Guruji mai aapko ek mahine se padhate hue dekh rahi hu youtube pe or mujhe aap se m m mujhe aap
se.

GURUJI

Aaounnn !

MAA

(Sharmayegi)

GURUJI

Ab tumne yeh sabke saamne bol hi diya hai toh ham bhi tumhe bata de ki ham bhi tumhe dekh rahe hai
jab se tum idhar aayi ho hame esa lagra hai ki hamari jeevan saathi ki khoj poori (itne me camera dekh
lega babaji)

--Maa orr dhruv ka frame hau orr upper wala dialogue background me chal rha hai orr dhruv ne phone
pakad rakha hai potrait me fir achanak de phone ka flash jal jaata hai hai orr baba ji chillate hai--

GURUJI

Aaaaaaahhhh ! Je ka kar raho thathri ke video bana ro SENAAPATIII chameeta maaro isme.

MAA

(Sir bhoot jese hila ke khud ko maarne lagegi)

GURUJI

Arey ! Senapati je ka kar ro inko na maaro ye to humri Abb ba ba (points to dhruv) Ya kutte ko maaro,
(Khud ko marne lag jayenge) Arey hume hi marne lag gaye, Bas karo Bas karo. (Set himself by Cough up)

MAA

Guruji aap galat samajh rahe hain, Mujhe to aapse iske Result ka parcha banwana tha.

GURUJI

Hume bhi konsa shauk hai tumhe dekhne ka (Akad ke bolta hai uski Maa ko dekh ke, bejatti bachane ke
liye aur bolte bolte likh deta hai aur Parcha padhta hai phusphusa ke Darr ke utha ke bhaag jata hai ya
Dheere se khisak leta hai) Lo ban gaya (then phusphusana and leave)

(Dhruv and mom smiling and hasing)

CHAMCHA FRAME ME AAYA OR DEKHA BABA KI ORR ACHAMBHIT HO JATA HAI


BKS AS A TEACHER

Sir ji bhaag kyu rahe ho sir ji kya hua, (doubt) aisa kya aaya hai parche me.

(Chamcha board uthata hai orr padhne lagta hai)

Aapka naam shyam manav hai, Bhes badal ke aaye ho, dhokhadhadi orr andhbishvas ka parda faash
karte ho nagpur se hame pakadne aaye ho Agar bhaga nahi to pakde Jaunga Aashirbaad hai. (Chamcha
shocked and looked at camera)

RANDOM PEROSN

(Holding camera and running behind Guruji in FPP) Arey wo dekho BIRENDRA Master ji bhaag rahe hain.
(Bhaag ke pakdega aur puchega bhagte bhagte) Master ji Bhaag kyu rahe ho.

GURUJI

Aaaaann, Hum bhaag nahi rahe hain, Jogging kar rahe hain Thathri ke (And run fast video ends).

You might also like