You are on page 1of 1

GENERIC CSR

Kya aap taiyaar ho? Jeevan ki zimmedariyon mein hum itne ullaj jaathe hai ki jo aham mudhe
hain unhe bhool jaathe hain unmein se ek hai insurance.
Hum hain Shriram Life aur hum madhat karenge aapki taiyaari mein. Aapko sirf is no mein call
karna hain.

Pesh hai Assured Income Plan, jo mehangayiyon se ladne mein aapko taiyaar kartha hain. Ek
aisa flexible plan jo aapko deta hai dher saare faayde… aur, policy ke mature honey par, aap
policy ki rakm apne hisaab se ek saath, ya phir kaee saari kishton mein bhi le sakte hain!

Super Income Plan - Yeh plan aapke aane waale kal ke liye aapko taiyaar aur surakshit karta
hai aur aapko deta hai Super Income aur life cover. woh bhi 75 saal ki umra tak! Aur uske baad
aata hai aapka maturity benefit. Taaki retirement se pehle hi aap taiyaar rahe.

Golden Premier Saver is plan ki taiyaari se aap chun sakte hai 80 saal ki umra tak life cover ki
tasalli… Saath hi yeh aapko market ke utaar chadhaav se bachaata bhi hai! aur company ke
munaafe ke saath munaafa kamaane ka mauka bhi deta hai.

In saare plans ke saath aapko milta hai Shriram Life ke 45 saal se zyaada ka bharosa aur tax
savings bhi!

Humein abhi is no. par call kijiye, taaki hum aap ke aane wale kal ki taiyaari aaj se hi shuru
kardein. Kya aap taiyaar hain? (Are you ready?) CALL NOW!

You might also like