You are on page 1of 2

4 EMA @Philakone INDICATOR

4EMA settings:

8days, 12 days, 21 days, 55 days

8(blue), 12(green), 21(yellow), 55(red)

 Yeh humain market trend kay baray main batata hai kay market bearish hai ya bullish.
 Yeh indicator market ka trend batata hai kay yeh abhi uptrend main hai ya downtrend main, kb
buy karna hai aur kub sell karna hai.
 Yeh humain buy aur sell kay signals bh dayta hai.
 4 EMA support aur resistance kay taur par bh istamal hota hai.

Ye lines jb apni sequence main hongi(mtlb 8,12,21,55) tb yeh humain indicate karti hai kay ab yeh
buying zone hai aur market uppar jaye gi. Aur hum sell tb karain gay jb yeh appas main chipak jayen gi…
Downtrend kb ayega: jb 55 EMA sub say top par ajaye to mtlb downtrend start hogaya hai.

Bs yaad yeh rakhna hai kay jb sari lines apni sequence main ajayen gi tb he buying signal hoga. Aur yeh
indicator bhi higher time frames main use karna hai (mtlb 1hrs, 4hrs or 1day). Aur 55 EMA uptrend main
as a support kaam karti hai.

You might also like