You are on page 1of 1

DP :

Top Down:
Kya store krana hai ye ham aise pta krenge ki apne arguments ko dekhenge aur
us arguments me jo change ho rhe honge ham us position par apna solution ans store
kra denge,.\
Solution wo hota hai jo ham return kra rhe hote hai.

Bottom Up :

1. Ham log har dp k cell ko ek meaning assign kare. matlb ith index ka matlb kya
hai. Ki dp k har cell ki exact meaning kya hai, yadi ham har cell ko meaning assign
nhi karte to iska matlb hai ki ham rat rhe hai bs.
Aur ham meaning assign karenge with the help of top down approach.
2. Aur know what is size of our dp array.
3. Ham array ki filling kaise karte hai. Ye dhyan se dekhe aur ye question to
question vary karega.
4. Jo ham top down me base case me likhte wo ham phle se array me fill kar de.

Top-Down : Means we have a bigger picture and we break it into smaller part.
Bottom-Up : Means we have smaller picture and we make it large.

You might also like