You are on page 1of 1

SCENE 30 (FLASH BACK)

EXT. KUALA LUMPUR / PARK - EVENING

We see ASAR wheeling the infant in a cart as the other women accompany her. They are in track
pants t-shirts and jeans. The brothers are seen in the distance walking and cha ng

At one point they meet Farhat Khala and another burkha clad women who stop to talk to them and
hand them some literature.

FARHAT :- Assalam wale kum wa rehmatu wa barqatu!

ASAR :- Wale kum salaam Farhat Khala! Aap ghar kyun nahin aa rahi aajkal?

FARHAT :- Sach poochho toh achha nahi lagta aana!

ASAR :- Kyun?

WOMAN#2 :- Deen se itna door ho gayin hain aap sab - Iss tarah ki numaish ek Muslima ko
zeb de hai kya?

FARHAT :- Azaab-e-kabr se shayad waqif nahi hain aap? Yeh zindagi toh chho aur mamooli
hai - jald kat bhi jaayegi - lekin kabr se aakhrat tak ka safar bahut lamba hai.

WOMAN#1 :- Aur gunahon ki fehrist jitni lambi hogi, azaab utna hi zyada hoga aur qayamat
ki roz bahut bura hashr hoga! Parda karna seekhiye. Apne shauhar aur bhaiyyon ko
bhi shariyat aur hadeeth ki hidayat samjhaiyye! Hum aapko daawat de rahey hain.
Asal Islam ki raah pe wapis laut aaiyye!

The women con nue to talk to them. We see that some other fashionable women from the
neighbourhood are seen observing Asar and the other women listening to the two women.

This me, Mohsin's sister in laws are actually standing as the two women sit and talk passionately.

FARHAT :- Kufr, shirk kya kuchh nahi kar rahin hain hamari ladkiyan... jab voh aisa kareingey
toh hamarey bhaiyon ke paas kya vajah kya maqsad reh jaayega? Kaise lehrayega
Islam ka parcham wapis poori duniya par?
ti
ti
ti
ti
tti

You might also like