You are on page 1of 2

IMAM E ZAMANA

1. Imam e zamana ki walda e grammi Narjees Khatoon ke ilawa


chand namon ka tasqira bayan karen.
Answer: Rehana, Sosan
2. Imam e zamana ke par dada ka naam bataen.
Answer: Imam Muhammad Taqi
3. Imam Mehndi a.s 1 lakh 24 hazar ambiyan me se kis ke ham
naam he?
Answer: Rasul Allah ke.
5. Ayatollah Sadiq Shehrazi ne apni kitab Al Mehndi fi al Quran
me kitni qurani ayat ehle sunnat ke hawale se Imam e zamana ke
mutaliq jama ki he?
Answer: 106 ayat
6. Imam e zamana aulad e Hussain me se konse number ke
imam hen?
Answer: Nawe (9)
7. Imam e zamana ki qunyat kya he?
Answer: Abu al Qasim
8. A hadees me Imam e zamana ki jismani sakhawat kis qoum
ki manind zikr hui?
Answer: Bani Israel
9.Namaz e janaza me 5 taqbeeren hoti hen, konse 2 aima ese
hen jinki namaz e janaza q liye 7 taqbeeren ada hui hen?
Answer: Moula Ali or Imam e zamana
10.Imam e zamana jab zahir honge to wo dikhne e kitni umar ke
zahir honge?
Answer: 40 saal ke
11.Riwayat me zahur se baad kitne ma tak jihad rahe ga?
Answer: 8 ma musalsal
12. Imam Muhammas Taqi ne zamana e gabat me shiaon ke liye
afzal tareen aml konsa bataya?
Answer: Intezar e Zahur e imam e zama
13. Imam Hasan askari a.s ki shadi Bibi Narjees khaton kis
Imam ki khwahish se hui?
Answer: Imam Muhammad Taqi a.s
14. Bibi Narjees khaton ka laqab “Malka” kyun he?
Answer: Kyun ke aap maeka or susral dono ki taraf se malka hen,
meke ke etbar se Shehnsha e Rom ki dukhtar (beti) or susral ke lehaz
se 12 masomeen ki Bahu hen, or rohe zameen ke tajdar ki ma.
15. Narjees khatoon ka sisila e nasb kis nabi e khuda ke wasi se
ja milta he?
Answer: Hazrat Isa or Hazrat Shamoon
16. Narjees khaton ka 10 imam ke paas ane ka wakiya jo ek
khaas sahabi imam jo abu ayob ansari ki aulad se the, nakal hua
he is sahabi ka naam baten.
Answer: Bushra bin Saleman kis ilake ke rehnne wale the?
17.Bushra bin Saleman kis ilake ke rehnne wale the?
Answer: Samra
19. Hazrat Hujjat ne apni wiladat ke baad apni walda ke daman e
asmat kis surah ki tilawat ki.
Answer: Surah Qadr
20. Imam e Zamana ki wiladat ke foran baad, guftugun ki misal
kis Nabi se milti he?
Answer: Hazrat Isa a.s se

You might also like