You are on page 1of 12

LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th Nabawi)

• Question 1 : Surah Alaq ke mutabiq insaan kis cheez ki bina par


sarkashi karta hai?

Answer: Insaan khud ko beniyaz (azaad) samajhta hai

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th Nabawi)

• Question 2 : Surah Al Muddassir ke mutabiq kin cheezon ki wajah se


jahannumi jahannum mei jayenge?

Answer:
a) Wo namaz padhne walon mei se na thay
b) Wo miskeen ko khana nahi khilate thay
c) Haqq ke khilaf batein banane walon ke sath mil kar baatein banate thay
d) Aaqirat ko jhutlate thay

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th Nabawi)

• Question 3: Surah Al Muddassir ke dusrey hisse (ayaat 7-56) mein kis


shaqs ka zikr kiya gaya hai? uska poora naam bataiye.

Answer: Waleed bin Mughaira al-Makhzoomi

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th Nabawi)

• Question 4: Kis surat mei Abu Jahl ki taraf ishara hua hai? Abu Jahl ka
asli naam bhi bataiye.

Answer: Surah Al Alaq, Amr bin Hisham Al-Makhzoomi

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th Nabawi)

• Question 5: Surah A'la ki roshni mei bataiye, FALAH kaun log hasil
karenge? Falah ke maana (meaning) bhi bataiye.

Answer:
a) Jisne namaz padhi aur Falah = aisi kamiyabi jiske baad koi nakaami
b) Jisne apna tazkiya kiya nahi

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th Nabawi)

• Question 6: Surah A'la mei Allah ne kis insani kamzori (human


weakness) ka zikr kiya hai?

Answer: Tum log dunya ki zindagi ko tarjeeh dete ho, haalan ke aaqirat behtar hai aur baqi
rehne wali hai

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th N ab awi)

• Question 7: Allah taala kin logon ko aasan raaste ki sahulat denge? Aur kinke
liye saqt raaste ki sahulat denge? Surah Layl ki roshni mei bataiye.

Answer: Aasan Raasta Mushkil Raasta


Jis ne (Allah kii rah mein) maal diya. Jis ne bukhl (kanjoosii) kii.
Allah kii naa-farmaani se parhez kiya. (Allah se) beniyaazi barti.
Bhalaii ko sach maana. Bhalaii ko jhutlaya.

WA RABBAKA FAKABBIR!
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th N abawi)

• Question 8: Allah taala kin logon aazmayesh mei daaltey hain? Surah
Fajr ki roshni mei bataiye.

Answer:
1. Jo yateem ke saath izzat ka sulook nahii karte.
2. Jo miskeen ko khaana khilaane par ek doosre ko nahii uksaate.
3. Jo miraas (inheritance) ka saara maal samaet kar khaa jaatein hain.
4. Jo maal kii muhabbat mein buri tarah giraftaar ho.

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th Nabawi)

• Question 9: Fa-ayna Tazhabun ka kya maana hai? Aur Allah taala ne


ye sawal insaan se kyun kiya?

Answer: Allah insaan kii ghaflat aur duniya kii zindagi kii taraf aakhirat se zyaada masroof
rehne par farmate hain ke ... (0~~ ;).Th) (Tum log kidhar chale jaa rahe ho?) Aakhir tum ko
hamare paas hii waapas aana hai.

WA RABBAKA FAKABBIR!
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th N abawi)

• Question 10: Qiyamat ke din kuch log Allah ke saamne sajda kyun
nahi kar sakenge? Surah Qalam ki roshni mei bataiye

Answer: Jis roz sakht waqt aa-pade ga, aur logon ko sajda karne ke liye bulaaya jaaye ga to
yeh log sajda naa kar saken-ge, unki nigaahein neechi hon-gi, zillat unn par chaah rahi hogi.
yeh jab sahih-o-saalam thae uss waqt inhein sajde ke liye bulaya jaata tha (aur yeh inkaar
karte the)

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH
Revision of Quran and Seerah
(4th N abawi)

• Question 11: Surah Qalam mei baagh walon ke qisse se kya seekh milti
hai?

Answer: Jo log miskeen ko nazar-andaaz kardete hain Allah unn ko nazar-andaaz kar-deta hai

WA RABBAKA FAKABBIRI
LET US PREPARE FOR OUR AKHIRAH

Revision of Quran and Seerah


(4th N ab awi)

• Question 12: Surah Muddassir ke mutabiq is jumle (sentence) ko poora


kijye: Har mutnaffis (zindaa aadmii) apne _ _ _ ke badle rehan hai.

Answer:
Har mutnaffis apne kasab ke badle rehan hai.
~ • - ·- t •
(Har insaan ki qeemat uss ke amaal se hoti hai) (<i:~~j ~~ ~ ~)
- 1

WA RABBAKA FAKABBIRI

You might also like