• Later in the afternoon, the children and the parents
are sitting alongside Nani and she says:
Nani: Hayee.. Kya bataun unn poranay dor ki batain.
Vo khoobsoorat zamanay jab har gali, har ghar mein Ramzan ki rounakain lagakarti thein.
Zain: Nani Jaan.
Bataye na kya kya hua karta tha? • Scene 3
• Nani: (goes in flashback) Hum sab bhai,
bhen por josh tareekay say Iftaari ki tayariyon
mein Apni Ami ka haath bataya kartay thay.
Ami, Soya Supreme cooking oil mein mazay
mazay ki Iftaari tayar karti thi.
• Scene 4
• Hira: Phir phir?
• Scene 5
• Nani Ami: Aur phir, Hum sab milkar
gali kay har ghar mein Iftaari baanttay thay. Har darwaza khushi khushi bajakar unkay Gharo mein jakar bethtay thay. (Everybody exchanges a smile) Aur pata hai, kisi kay bhi Ghar say bartan khaali haath wapis nahi atay thay. • Scene 6