molak main rehtay howay socha nahain ja sakta. Mein kisi zoban say boghaz nahainrakhta. Zoban koee bhi ho woh to mehz izhaar ka zariya hai es kay siwa kuch bhinahain. Zoban to insani khayalaat ehsasaat aur moshahidaat kay izhaar kay liayshakas ki ongli pakarti hai. Yahaan olta moamla chalta aa raha hai,Shakas ko zobanki ongli pakarna parti hai. Ab mein angraizi ki batour namona eak dou funni khamioun ki taraf aata houn aurmein es hawala say her kisi say goftagu karnay ki pozishan main houn: 1- Angraizi ki ibtadaee aawazain (letters) izhaar kay hawala say na'kafi hain. 2- Nahaet ahum aawazain chay aur sheen es main mojoud nahain hain. 3- Marakab aawazoun ka nazaam kamzour, dohra, naqas aur pachida hai. Ab zimun numbar 3 kay hawala say chand misalain bhi malahza farma lain:sheen kay liay das ya das say ziyada marakab aawazain estamal main aati hain jab'kah yah marakab aawazain dosri jaga koe aur aawaz daiti hain. sheen kay hawalasay misalain malahza hoon: 1-chcliche nietzoche, Fitche, charade, chauvinism 2-cecroce 3-cifacial precious, special, social, ancient, apperciate, Chicago 4-shshift, sheet, shirt, shawal, shrink, ship, shop, shade, shelve 5-siasia, malaysia, tesion, demension, impulsion 6-tiaction, mention, residentional, confidentional essential potentialititial, admition 7-ssimission, permission, discussion, procession, session 8-ssuissue, assure, pressure 9-susugar, sure, insurance 10-schschedule, schizophrenia Chay kay liaytuyachmarakab aawazain estamal main aati hain:
tu(chay/chu) picture (pikcher), nature (nacher), mixture (mixcher),