You are on page 1of 3

Kya Mohammad ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani Ya Hussain x3 Mera nana Nabi, meri maa Sayyada Mera baba Ali, mera bhai Hasan Hum hi hein Panjatan Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani Kiya Muhammad ka pyara nahin hun Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3 Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya Aur quran tumko sunaya x2 Kya ma nana ka saaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 2. Who madina jahaan mera ghar he Aur masjid mein us ghar ka dar he x2 Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani

Kya Muhammad ka pyara nahin hun 3. Chakkiya pees kar maan ne paala Mujhko nana ne jhula jhulaya x2 Apna bachpan mein bhula nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 4. Kamli wale ke lab chumta tha Kitna pyara mera bachpana tha x2 Kya mein unka dulhara nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 5. Mein jo paani kabhi maangta tha Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2 Paas asghar ke jaata nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 6. Mein jo chahun baras jaaein badal Khun mein duba nazar aaye maqtal x2 Jang karne mein aya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar

Kehrahe the Hussain ibne haider x2 Kya mein mehman aaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mein jo paani kabhi maangta tha Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2 Paas asghar ke jaata nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun6. Mein jo chahun baras jaaein badal Khun mein duba nazar aaye maqtal x2 Jang karne mein aya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun

You might also like