You are on page 1of 5

Aise to muzme, tumse jyada thi tamiz. Bas teri adayen dekhkar, ho gaye badtamiz.

, , , , - . . . . . . . -

~NM~

Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai ... humein aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai ...

ZINDAGI MAIN AUR KYA KAMAAL DEKHO GEY, ISS UMR MAIN HUSN-O-JAMAAL DEKHO GEY, NIGAAH JHUKA KAR CHALA KARO RAAH MAIN, HASEENON KA KYA RANGEEN RUMAAL DEKHO GEY, DADA BAN GAYE HO MAGAR HARKAT WAHI HAI PURANI, KYA AB APNI SAMDHAN KA GAAL DEKHO GEY,

SAALI KO SATAAYA BAHUT TUMNEY SASURAAL MAIN, AB KYA USKA TUM HAAL DEKHO GEY,

NAHIN SUDHREY TO WO WAQT DOOR NAHIN MARHOOM, BAHUT JALD TUM "SANDLE" KA KAMAAL DEKHO GEY,

kharchaa itnaa badhaa ki pareshani bann gayi.! karzaa itnaa chadhaa ki pareshani bann gayi..! sunayaa thaa ek haqeeqat zamaaney ko kabhi, aaj wo shahar main ek kahaani bann gayi...! guzaar diyaa waqt hum ney jiskey intezaar main, sunaa hai aaj wo bachchon ki naani bann gayi...!

diyaa thaa silney jo shauq sey kai saal pahley, shukr hai aaj wo sherwani bann gayi..! bahut koshish key baad bhi khaana hotaa hai kharab, kamaal hai janaab sey aaj wo biryaani bann gayi..! kitney naamwar aaye mehfil main naa huaa kuch asar, terey ek ghazal ki marhoom wo diwaani bann gayi....!!!!

hamne sharab pee thi unko bhulane ke liye usne sharab peeli hame wapas bulane ke liye

Naya gul Khilaana Naye saal mein, Naye Dil milaana Naye saal mein. Naye Dost Humnashin milen raah mein, Puraane naa bhulaana naye saal mein. Fiza se phir nayee Hallo Hai Karlo, Chaand joote naa khaana naye saal mein. Tu ne kaate bhi maare chaante bhi maare, sanam muskuraanaa naye saal mein. Late aake jaldi jaane ka yaara, Laa naya ik bahana naye saal mein.

Yeh degree bhi lelo ye naukari bhi lelo bhale Cheen lo mujhse London ka Visa magar mujhko lauta do college ki canteen vo chaay ka pani... vo teeKha samosaa.... college ki sabse purani nishaanee... vo chaayvaalaa, jise saare kehte the... jaani vo jaani ke hathon ki 'cutting' chaay meethee

vo chupkese journal mein bheji hui chitthi vo padhte hi chiththi, uska bhadakna.. vo chehre ki laali, vo aankhon ka gussaa... kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa vo project ki khaatir shahar bhar bhataknaa vo lecture mein doston ki proxy lagaanaa vo sir ko chidhanaa ,vo airplane udaanaa vo submission ki raton ko jagnaa or jagaanaa vo orals ki kahani, vo practical ka kissaa.... bimaari ka detention ke time bahanaa vo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa vo seminar ke din pairon ka chhatpatanaa vo workshop mein din raat pasinaa bahanaa vo exam ke din ka bechain maahaul par vo maa ka vishvas - Teachar ka Bharosaa... college ki! wo lambiiiiiiiii si raatein vo doston se canteen me pyaari si baatein vo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa vo ladkiyon ka yuhin hamesha akadnaa bhulaaye nahin bhool sakta hai koi vo college, vo canteen, vo masti, vo jawani... vo kagaz ki kashti vo barish ka pani...

alfaaz bhi khafaa rahtey hain meri gaali sey, ustaad bhi khafaa rahtey hain meri gaali sey, kuttey bhi nahin bhauktey ghar key saamney, wo bhi khaufzada rahtey hain meri gaali sey, koi nahin detaa dastakh merey darwaazey par, bhikhari bhi dartey hain meri gaali sey, saaley ko saala pukaro to biwi chillati hai, sasural waley bhi khafa rahtey hain meri gaali sey, koi nahin bulaata mujhey apni mehfil main yahaan, shaharwaley bhi pareshaan rahtey hain meri gaali sey, kartey hain salaam mujhey aaj sabhi izzatdar wo bhi khaufzada rahtey hain meri gaali sey, sudhar jaa apni iss aadat sey marhoom, warna bidaa hoga phir tu sabhi ki gaali sey...!

Dil Ka Dard Dil Tor Dene wale Kya Jaane, Pyaar Ke Rivajoon Ko Zamana Kya Jaane, Hoti Hai Kitni Takleef Ladki Patane Mein, Ye Ghar Pe Baitha Ladki Ka Baap Kya Jaane !!! ..

You might also like