You are on page 1of 6

Ahmed Faraz Poetry, Ghazals & Shayari

Ahmed Faraz Poetries - Express your feeling with Pakistans largest collection of
Ahmed Faraz Poetry. Read, submit and share your favorite Ahmed Faraz Shayari.
Find 21 Ahmed Faraz Poetry, Last Updated on Friday, April 03 2015.

Dosti
(Malik Maisum ,sialkot)
In Barshoon Se Dosti Achi Nahi Faraz
Kacha Tera Makan Hai Kuch To Khyal Kr..

Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi


Khwabon Mein Milein
(Waqar Ali ,Karachi)
Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi Khwabon
Mein Milein
Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai
Milain..

Qurbat B Nai Dil Se Utar B Nai Jata


(Awara Hashmi ,Rawalpindi)
Qurbat B Nai Dil Se Utar B Nai Jata
Woh Shakhas Koi Faisla Kr B Nai Jata..

Tanhaiyon K
(m ahmed ,sibi)
Tanhaiyoun K Dard Se Khoob Waqif Tha Wo
Faraz
Phir Bhi Dunia Main Mujhe Tanha Banaya
Usne..

Har Waqt Ka Hasnaa Tujhe Barbaad


Na Kar De
(Waqar Ali ,Karachi)
Har Waqt Ka Hasnaa Tujhe Barbaad Na
Kar De
Tanhaayi Ke Lamhon Mein Kabhi Ro Bhi
Liya Kar..

Masoom lehja
(Jahanzeb ali ,Samaro)
Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka
"FARAZ''
Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan
Kar Gaya..

Iss Dafa Barishain Rukti


(Mohsin shaikh ,Hyderabad sindh)
Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz
Hum Ne Ansu Kiya Piya Sare Mosam Ro
Pare..

Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke


Aazaar Ke Saath
(Noman ,Karachi)
Wehshatain Barhti Gayeen Hijr Ke Aazaar
Ke Saath
Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham
Khwaar Ke Saath..

Imtehan.
(Awais yaari ,Bhawlpur)
Suna Hy Zindgi
Imtehan Leti Hy..

Piar
(malik ahmed ,Rawalpindi)
Sab He Apni Gharz Se Miltay Hain Faraz
Maza To Tb Ha K Koi Bay Sabab Milay..

Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay


(Kashif ,Lahore)
Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay..

Tavaaf-E-Manzil-E-Jaanaan Hamen
(Shahid Iqbal ,Islamabad)
Tavaaf-E-Manzil-E-Jaanaan Hamen Bhii
Karnaa Hai Faraz
Tum Bhii Agar Thorii Duur Saath Chalo..

Kuch Muhabat Ka Nasha Tha


(Ahmed Arif ,Islamabad)
Kuch Muhabat Ka Nasha Tha Pehle Hm
Ko Faraz
Dil Jo Tota To Nashe Se Muhabat Ho Gai..

Page: - 1 - 2
First << Back - Next >> Last

Reviews on Ahmed Faraz Poetry, Ghazals & Shayari

Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milein


Deraaaa alaaaa
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: Muni, peshwar on Mar, 23 2015


Piyar itna Piyara tha ke piyar se piyar ho gaya.
Lakin hamara piyar humse khafa hogaya...
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: SHAIKH MOIN, MUMBAI on Mar, 11 2015


Won samajhta hay Mei her Chery Ka talabgar hon.
Mein daikhta sub hi Ku Hn mgr uski talaash Mei.
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: aadi, khi on Feb, 17 2015

Har Waqt Ka Hasnaa Tujhe Barbaad Na Kar De


Dard sehnay ki adat si jo par gai hay
Arif ahmdani
dard na milay to bara dard hota hay.
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: Arif khan, Basti fuja on Feb, 11 2015


yun to tery shahir sy koi gila nhi hy lekin,,,,,bra adal gaya hy mery jany k baad
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: Allah Ditta, chowk azam on Feb, 04 2015


This is a very short poetry but the meaning of this poetry is very depth, i dont think
so who feel the meaning of this line.
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: shaista, khi on Jan, 24 2015

Dosti
I love this very old poetry by Ahmed Faraz
Ab ke hum bichray to shayad kabhi khwabon mein milein
jis tarah sookhey huey phool kitabon mein milein.
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: Saima, Karachi on Jan, 21 2015

Har Waqt Ka Hasnaa Tujhe Barbaad Na Kar De


Brother, this poetry is not by Ahmad Fraz, it is by Mohsin Naqvi Shaheed, book is
Barg-e-Sehra. So please make correction.
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: Mohsin Raza, Mirpur AJK on Jan, 02 2015


wah kia sher ha muhabbat un dino ki bat ha jb log suchy aur makan kuchy ty
Commented on Ahmed Faraz Poetry By: ani princes, quetta on Dec, 04 2014

Qurbat B Nai Dil Se Utar B Nai Jata


heart touching.....

Commented on Ahmed Faraz Poetry By: bubli doll, pind dadn khan on Dec, 02 2014

You might also like