You are on page 1of 2

Jab jab dard ka baadal chaya Jab ghum ka saya lehraya Jab aansoo palkon tak aya Jab

yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya ...Dil aakhir tu kyun rota hai Duniya mein yunhi hota hai Yeh jo gehre sannate hain Waqt ne sabko hi baante hain Thoda ghum hai sabka qissa Thodi dhoop hai sabka hissa Aankh teri bekaar hi nam hai Har pal ek naya mausam hai Kyun tu aise pal khota hai Dil aakhir tu kyun rota hai

Ik baat honton tak hai jo aayi nahin Bas ankhon say hai jhaankti Tumse kabhi, mujhse kabhi Kuch lafz hain woh maangti Jinko pehanke honton tak aa jaaye woh ...Aawaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaye woh Lekin jo yeh ik baat hai Ahsas hi ahsas hai Khushboo si hai jaise hawa mein tairti Khushboo jo be-aawaaz hai Jiska pata tumko bhi hai Jiski khabar mujhko bhi hai Duniya se bhi chupta nahin Yeh jaane kaisa raaz haiSee More 7 hours ago Like Comment Kabhi Jo U Lagay Tum Ko K Tum Ko Bhool Gaya Hu Main Meray Dil Main Teray Wastay

Ab Wo Chaahat Nahi Baaki Tou Maazi K Dareecho Say ......Wo Sab Guzray Huay Lamhay Jo Meray Sath Beetay Hon Unhain Tum Yaad Kar Lena Tumhain Mehsoos Ye Hoga Keh Teray Wastay Meray Dil Main Muhabbat Aaj B Wo Hay Meray Dil Main Teri Chaahat Ka Jazba Aaj B Wo Hay Meray Dil Pay Teri Yaado Ka "Love has to be learned. Love is a creative art; one is not born with the capacity to love, no one is born with the capacity to love. Love is a growth, an achievement, the finest achievement possible. It is just like music: no one is born playing an instrument, you have to learn it. And the more complex the instrument, the longer it will take."-

You might also like