You are on page 1of 10

Insaaf Hindi song

By jagadish

Socha tha mera insaaf hoga

Dushmano ne mujhe maaf kiya hoga

Kuch nahi hasil hua

Yeh devtao ka desh

Vidwano ka desh bana

Insaaf ke badle mein seekh mili

Galti kar par paise jaroor ikhate kar

Bina paiso ke yeh desh pura nanga

Do chaar lafde khaye par paise ke bina kuch na hoga

Maafi ki saja bhi paiso ka khel hain

Jevan mrutyu ki shankha bajti bhi pet puja se

Aya tha nikama kuch kaam karne

Socha na tha ki kaam ke badle mein naukri jayegi

Kuch to milega soch ke chal pada

Paiso ka khel is duniya ne jab bataya

To insaaf ka taraju bhi paiso ke liye hi bana

Mukadma chalta hain fariyad hota hain

Dushmano ki seema par karni padti hain

Do chaar goiiya khaye bina zinadagi nahi milti

Paiso ki is duniya mein nalayako ki kami nahi hain

Kaam karne ka irada pakka ho to insaaf bhi milna jaroori hain

Waqt ne aisa kaam kiya ki paiso ki waat lagi to zindagi kam pad gayi
Dukandaar se lekar politician ne ghamand dikhaya

Paisa lekar a ke nakalchi ka kaam sikhlaya

Duniya ki is vesh bhusha mein

Zindagi kam pad gayi

Paiso ka lalach har waqt nyara lagta hain

Kahani chod kar filmo ki duniya mein ghus gaya

Waha par bhi yahi pata chala ki paiso ka khel bahut nyara

Jisne bhi kam kamaya duniya ne use thukra diya

Insaaf ke mamle mein paiso ka kya kaam maine socha

Jaan ki baaji lagayi to haspatal pahuch gaya

Paisa chahiye tha zinda rehne ke liye

Ghamand tod kar zindagii mein umr kaid ki saja sunva di

Haspatal ke bed se to nikla par pahucha seedha jail mein

Paise the mere paas pass ho gaya

Insaaf waha par kaam karne lag gaya jaha par paiso ka nivesh hota hain

Socha tha mera insaaf hoga

Dushmano ne mujhe maaf kiya hoga

Kuch nahi hasil hua

Yeh devtao ka desh

Vidwano ka desh bana

Insaaf ke badle mein seekh mili

Galti kar par paise jaroor ikhate kar

Majboori mein maine paise lutva diye

Takdeer andha ban kar mujhe satane lag gaya

Paisa hain hi aisa cheez mai baap sab a tapak pade


Lottery mein maine paise liye

Kyon maine yeh khel khela

Mujhe kabhi pata na chala

Duniyadari thi ki chod dena tha

Mamaji ki batayi rah par chala

Lottery mein paise lagaye

Ameer banne ki khushi laut ayi

Ghar mein paiso ki bhookh lagi

To do chaar aur shaanpati ki

Paise aye mashoor hua

To dukan daar bhi khush ho gaya

Rajneeti ka sabak bhi mil gaya

Ki unki aur se bhi mujhe nyota mil gaya

Akhir kitna kamaya yeh koi nahi jaan saka

Bas nyota milta raha aur mein barbaad hota raha

Is duniya mein sabko paiso ki bhookh hain

Kaise ata hain yeh janne ki ek seekh bhi nahi hain

Duniya se samjhauta karo to

Paiso ka ghamand hain to kisi aur ke muh lago

Jab apni bari ati hain to sab pasand karte hain

Doosro ke shor sharabe mein paisa aye

To visfot karke chura lete hain sabke paise

Majboori mein maine paise lutva diye

Takdeer andha ban kar mujhe satane lag gaya

Paisa hain hi aisa cheez mai baap sab a tapak pade


Duniya mein pehle kaam seekhna hain

To paiso ka vyaapaar seekho

Jab kar sake to duniya mein thehro

Nahi to duniya se muh mod kar

Wapas apni imarat khud banao

Is duniya mein jeena hain

To paiso ke bal bute par jiyo

Mai baap koi bhi dusra ho

Jhuk kar salami jaroor marega

Sabki yahi kamjori hain

Paisa mujhe kab milega

Bina paiso ke yeh desh pura nanga

Do chaar lafde khaye par paise ke bina kuch na hoga

Maafi ki saja bhi paiso ka khel hain

Jevan mrutyu ki shankha bajti bhi pet puja se

Aya tha nikama kuch kaam karne

Socha na tha ki kaam ke badle mein naukri jayegi

Kuch to milega soch ke chal pada

Paiso ka khel is duniya ne jab bataya

To insaaf ka taraju bhi paiso ke liye hi bana

Majboori mein maine paise lutva diye

Takdeer andha ban kar mujhe satane lag gaya

Paisa hain hi aisa cheez mai baap sab a tapak pade


Mukadma chalta hain fariyad hota hain

Dushmano ki seema par karni padti hain

Do chaar goiiya khaye bina zinadagi nahi milti

Paiso ki is duniya mein nalayako ki kami nahi hain

Kaam karne ka irada pakka ho to insaaf bhi milna jaroori hain

Waqt ne aisa kaam kiya ki paiso ki waat lagi to zindagi kam pad gayi

Kaam karne ka tajurba agar a jaye

To kaam kabhi bhi na chodo

Duniya aisi vichitra pradesh hain

Jaha par jitna vyaapaar karo

Utna desh mehnga banta jayega

Sochte hain ki duniya bahut kam bikti hain

Andar jhanko to devdas se lekar vakeel tak banne ka khwaab hain

Jis disha se tum niklo waha par paiso ka lalach hain

Jitna nazdeek jao utn gustakhi maaf hain

Paiso ke liye to sab jiye par paisa kisko mile

Yaha par to khoon se sab jale huye hain

Bujna to door kamyaabi sabko chahiye

Uske bina kya bhookh kya tadap

Majboori mein maine paise lutva diye

Takdeer andha ban kar mujhe satane lag gaya

Paisa hain hi aisa cheez mai baap sab a tapak pade


Dukandaar se lekar politician ne ghamand dikhaya

Paisa lekar a ke nakalchi ka kaam sikhlaya

Duniya ki is vesh bhusha mein

Zindagi kam pad gayi

Paiso ka lalach har waqt nyara lagta hain

Kahani chod kar filmo ki duniya mein ghus gaya

Waha par bhi yahi pata chala ki paiso ka khel bahut nyara

Jisne bhi kam kamaya duniya ne use thukra diya

Insaaf ke mamle mein paiso ka kya kaam maine socha

Jaan ki baaji lagayi to haspatal pahuch gaya

Paisa chahiye tha zinda rehne ke liye

Ghamand tod kar zindagii mein umr kaid ki saja sunva di

Haspatal ke bed se to nikla par pahucha seedha jail mein

Paise the mere paas pass ho gaya

Insaaf waha par kaam karne lag gaya jaha par paiso ka nivesh hota hain

Bata hoon batata hoon is duniya mein seekh sabko chahiye

Choti si umr chote kadam

Paiso ka wajan sabse alag

Jitni bhi rakam huyi nivesh karne ki anumati

Badi rakam huyi to duniya ne dekh li

Bachelor se shaadi ho gayi aur ladki faraar paiso se

Shaadi ke baad paisa dekh usse pehle kabhi nahi

Insaaf ka taraju chalta hain shaadi ke baad

Usse pehle nakalchi ki to milti hain saja umr bhar

Ladki ki saugandh kha kar ke kehta hun


Shaadi is godly sent, mubarak baad

Shaadi is vasiyat nama to bhi pauper

Shaadi is great jab paisa ho aur ghamand ho

Shaadi is nyay kyonki vakeel chod diya paisa lekar

Insaaf ke taraju mein ladki ka kya bhagya

Jiski paas biwi who ustadgiri

Jiske paas biwi nahi who dhar dhar kampne laga

Duniya se anjana aur anjaani ladki ke gale lag kar swargwas

Insaaf ki taraju mein ghar wale buniyad

Unke bina na chalti fariyad na milit naukri har baar

Kitna bhi tu is duniya mein ro le

Jab tak maa baap chalti hain saans

Jab gujar jaye to kisi aur ke saath lagan karke

Unko bana le apne maa baap jaise khaas

Jab tak rishtedari hain aur jaan ki baazi lagani hain

To duniya mein ghar walo se kabhi nata nahi chodne ka

Samjha kya , agar nahi samjha to paisa haramkhor

Jitna tu lega utni bimariya teri

Jitna uda dega utni samajhdari

Apne mein lutaya to khas khandani

Dusro par lutaya to wafadari

Jitni bhi galtiya kar , paisa chahiye jaroor

Chahe apno ke liye ya videsh jane ke liye


Socha tha mera insaaf hoga

Dushmano ne mujhe maaf kiya hoga

Kuch nahi hasil hua

Yeh devtao ka desh

Vidwano ka desh bana

Insaaf ke badle mein seekh mili

Galti kar par paise jaroor ikhate kar

Bina paiso ke yeh desh pura nanga

Do chaar lafde khaye par paise ke bina kuch na hoga

Maafi ki saja bhi paiso ka khel hain

Jevan mrutyu ki shankha bajti bhi pet puja se

Aya tha nikama kuch kaam karne

Socha na tha ki kaam ke badle mein naukri jayegi

Kuch to milega soch ke chal pada

Paiso ka khel is duniya ne jab bataya

To insaaf ka taraju bhi paiso ke liye hi bana

Mukadma chalta hain fariyad hota hain

Dushmano ki seema par karni padti hain

Do chaar goiiya khaye bina zinadagi nahi milti

Paiso ki is duniya mein nalayako ki kami nahi hain

Kaam karne ka irada pakka ho to insaaf bhi milna jaroori hain

Waqt ne aisa kaam kiya ki paiso ki waat lagi to zindagi kam pad gayi

Paisa chahiye tha , zindagi se pyaar karna pada aur duniya ne jab thukraya

To alvida karke paiso ko bye bye bol diya

To Paisa beta lekar mujhe gumshuda kar diya


Is duniya mein baap bete ki wafadari bhi paisa hi hota hain

Jaan ki baazi laga kar bujurg paisa ikhata karta hain

Teen chaar insaaf ke taraju mien beta baap se paisa cheen leta hain

Baap bechara akela , biwi ladke ki tareef aur beta nalayak

Paiso ke bojh mein lut gaya

Akalmand hota to baap se pehle kuch seekhta

Duniyadari yeh thi ki ameer ho ya gareeb

Gharwale har waqt saath ho to insaaf jaroor milta hain

Yeh to manna padega ki kamjori bahar dikhao to maut

Andar ghar mein dikhao to mehnat karne ka tajurba

Majboori mein maine paise lutva diye

Takdeer andha ban kar mujhe satane lag gaya

Paisa hain hi aisa cheez mai baap sab a tapak pade

Socha tha mera insaaf hoga

Dushmano ne mujhe maaf kiya hoga

Kuch nahi hasil hua

Yeh devtao ka desh

Vidwano ka desh bana

Insaaf ke badle mein seekh mili

Galti kar par paise jaroor ikhate kar


END OF INSAAF HINDI SONG

You might also like