You are on page 1of 9

Ab toh unki nazaro ka apni palko se milna nahi hota Ab toh unke bin dil ka chalna nahi hota

Ab chahe dhimi ho jaye humari saanso ki raftaar ek pal bhi kam na hoga dil ka aapke liye pyaar Ham jab judai me the tab hame fasaya gaya Ham jise pasand karte the usine rula diya Hamne jisko chaha tha usine zeher pila diya Ham na jhute the na Dhokebaaz the ham jise apna samajhte the usine hame har din rula diya Jin raaho pe tune apna kadam na rakha Mil jaayenge hum un raaho pe phir kabhi Jin baaho me hume pyaar na milla Mil jaayega hume pyaar unn baaho me phir kabhi Aasma ke taare aksar poochhte hai humse kya tumhe aaj bhi intezar hai uske laut aane ka Mera dil muskura ke kehte hai mujhe to ab tak yakin na hua uske chale jane ka

Hume apka sadiyo tak intezar rahega Jab tak chahoge pyaar barkarar rahega Tod do dil agar kisi aur ke waaste Fir has kar marnaa bhi khush gawaar rahega Unko yaad karke gam chhupaa lete hain Unko yaad karke thodaa muskuraa lete hain Unko Bichhde huye kyi saal ho gaye Fir bhi unki yaadon ko dil se lagaa lete hain. Jo apne the wo begaane ho gaye Nadaan the hum aaj sayaane ho gaye Hume to aaj bhi intezaar hai unkaa Bas isi ummid me zamaane ho gaye Takra ke nikal jate, hum dard ki raahon se Par beech me aati kyu yaado ki wo basti hai Wo baat hi karte hai bas chand sitaro ki Is ishq ke saude me ye jaan bhi sasti hai Rulana hi tha hame to kyo hasaya tha hame bigadna tha hame to kyo banaya tha hame bhool gaya tha dil todne ki aadat hai tumhe ho gayi mujhse galti kyo hamdard banaya tha tumhe Shikayat kabhi karenge nahi kyo badal jaate hain badle halaat me khuda bhi badal jaate hain log aate hai chale jaate hain kuch aik mar ke bhi dil me reh jaate hain

Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot par Gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi Ek tujhko pakar bahut khush tha main Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi Patthar Ki pooja kar baithe hum Anjan the Tumhari har Adat aur bewafai se nadan the Tumhi ne bana diya hai hame bejan moorti Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki Jaan the Roj darwaje par hamari nigahe atki rahti hai ek din aaoge jaroor, yahi dilasa deti hai kaash tum aa jate, le lete mujhe apni bahon mein ji bhar ke ro lete, phir kabhi na aate ansu in ankhon mein Pyar ke kisse toh purane ho gaye Dil ko dhadke toh zamane ho gaye Khushi ke pal toh jaise afsaane ho gaye Aur gum toh jaise jeene ke bahane ho gaye SHISHE KI UMAR PYAR KI AAKHIRI BISAT KYA TUTTA JO DIL KISIKA TO GAIRAT KI BAAT KYA HUM APNE LIYE JITE HAIN HUMEIN JAHAN

SE KYA HUM KHUN-E-JIGAR PITE HAIN HUMEIN JAHAN SE KYA AANSOO JAB BHI PALKON SE BEHKAR AATE HAIN KYA BATLAEIN KE AAP HUMEIN KITNA YAAD AATE HAIN AAJ PATHAR BANKAR KHADDE HAIN USI MOD PAR JAHAN CHHODDA THA KEHKAR RUKNA HUM AATE HAIN waqt toh aa gaya hai ab toh rusvayi ka Waqt toh aa gaya hai firse tanhayi Ka waqt maange jawab is zakhm ki gehrai ka Par dil kya de jawab is haalat ki sacchai ka Aisa Hota Nahi Ki Aapki Hume Yaad Na Aaye Baat Sirf Itni Hai Ki Hum Kabhi Jata Na Paye Pyar Tumhara Humare Liye Anmol Hai Sanam Mauka Diya Nahi Tumne Aur Hum Dikha Na Paye Zamane se nahin hum tanhai se darte hain Pyar se nahin hum rusuvai se darte hain Dil meih umang hai tujhse milne ki Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain

Rishte Hum to dil se nibhate rahe par wo to hume bas bhulate rahe bewafai wo aise karenge yakeen nahi tha phir bhi hum unko khwab me dhundte rahe Hum khade the unke raahon me Lekin wo us raah se nahi gujre Jab hum chale gaye is duniya se To usi raah pe aake hame pukarte rahe Meri suni aankhon ne unka intzar bahut kiya Mere is dil ne unko pyar bahut kiya Mar jau unko ek baar dekhne ke baad Aisi dua maine rab se bahut baar kiya Tum Badle, Jahan Badla, Badli Nazar Zamane Ki Yeh Ansoo Char Baqi Reh Gaye Nishani Dil Lagane Ki Mujhe Is Baat Ka Gham Nahi Kay Badal Gaya Zamana Meri Zindagi Toh Sirf tum Ho, Kahin Tum Na Badal Jana Na rahein yun bekaraar hoti Na kadam yun besahara hote Gar teri mohabbat ki barish hoti To palkon pe yun angaare na hote

na rutho hum se ke hame manana nahi aata na dur jao hum se ke hame bulana bhi nahi aata na aao yadon me hamari ke dard hota hai har dard, dard se bhi gehra hota hai na aao ab aankho me humari ke who bhi pathar ho jati hai.. sukh jata hai har aasu jab bhi yeh sapna dikhati hai... na aao ab raho me hamari ke hum bhi jate hai tumhari gali kya tumhara sher hi chod jate hai... chod jate hai sher tera ke ab muskurao tum ....... meri Akri guzarish ab maan jao tum....... na aawaz de na mujhko ke ab main na aaungi... bahut dur jati hoon tumse ke ab na laut paungi.... Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye Dewane bane bhi to sirf tere liye

Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liye Her saans mein yaad kareinge tujhe Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye Her pyar se pyare lagte ho tum mujhe Maine pyar seekha bhi to sirf tere liye Tum Rooth Jao Mujhse Aisa Kabhi Na Karna Main Ek Nazar Ko Tarsoon Aisa Kabhi Na Karna Main Pooch Pooch Haroon So So Sawal Kar Ke Tum Kuch Jawab Na Do Aisa Kabhi Na Karna Mujhse Hi Mil Ke Hansna Mujhse Hi Mil Ke Rona Mujhse Bichhad Ke Jee Lo Aisa Kabhi Na Karna Tum Chand Ban Ke Rehna Main Dekhti Rahungi Kisi Roz Tum Na Niklo

Aisa Kabhi Na Karna Tum Chale Jao Jab Bhi Toh dekhu Tumhara Rasta Tum Lout Ke Na Aao Aisa Kabhi Na Karna preetichoudhary015@gmail.com Tere Janam Din Par Tuze Kya Pesh Karu Tajmahal Du Tuze Ya Chanderma Pesh Karu Aur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere Sanam Sochta Hu Bas Tuze Apni Baffa Pesh Karu.. ` Agar Yaad Tumko Na Rahe Apna Janmdin Check Karte Rahna Yunhi Apne Mobile Ke Inbox Hardin.. Main Kabhi Na Bhulonga Apne Yaar Ka Janmdin Chahe Woh Ho Mera Akhri Din.. Aapko Jaroor Mera Yeh Msg. Milega Jispe Likha Hoga Mubarak Ho Aapko Aapka Jamdin ` Khuda Kaise Karoon Shukriya Iss Din Ke Liye Jis Duniye Tumhe Dharti Pe Bheja Hamare Liye Naa Jaane Kyon Main Intezaar Kar Raha Tha Shayad Janmdin Hai Tumhara Iss Liye Meri Har Ek Dua Hai Teri Lambi Umr Ke Liye Dil Khud Jaanta Hai Tu Na Ho Dhadkega Kis K Liye.. ` Aa Teri Umar Mein Likh Du Chand Sitaaro Se

Tera Janam Din Mein Manau Phoalo Se Bahaaro Se Har Ek Khubsurti Duniya Se Mein Le Aau Sajaau Yeh Mehfil Mein Har Haseen Nazaaro Se..

You might also like