You are on page 1of 9

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,

dil me rehne walo ki baat nahi karte,


hamari to ruh me bus gaye hain aap,
tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte

Ishq main hum tere kuchh is tarah MASHHOOR huey,


Jab bhi tere der se guzare, Nazare jhukane pe majbur huey!

one frm galib


Hazaro khahishe aisi,
Ke har khahish pe dam inkle
Bahut nikle hai mere arman,
Lekin wo bhi kam nikle

ho gaye fanah mohabat ke is zamane mein,


saza ke taur per mili maut paimane mein,
mohabat ne nakara kar diya warna khubiyan,
aur bhi thi is deewane mein............

DIL jeet le woh jigar ham bhi rakhte hai,


Katl ker de woh nazar ham bhi rakhte hai,
Wada kiya hai kisiko hamesha muskurane ka,
varna aankho mein samunder ham bhi rakhte hai.......

Zindagi mein mushkile aati hai........,


Aur insan zinda rehene se ghabrata hai,
Na jane kaise hazaron kaanto ke beeche,
Reh kar bhi ek phool muskurata hai.....

vakt or teri izzazat ka mohataz huu


mai tujee ajj kuch batanee kie liyee betab huu
gar ho jayee gustakhiee tho nazar andaz kar dena
kyuki mai ajj mai nahi jasbat huu

ai gomon-e shaam kee har mehfil mein unka intahan tak intazaar kiya kartey
hein...
is jaam mein us nashey se silsileybaar hua kartey hein....
us shaamo shaba ke intzar main hum jaam bar bar piya karte hain.
dein app izazzat toh ajj hum aapko sajjaein
kajal,bindiya,payal aor kangna,sab pehnanye
karien shringar aapka,hum aapne hathon se
yeh saare nakhre hum aapke uthayein ...!!!

Aankho ke saamne kal, jo aapka rumaal aa gaya,


Kaise miloon mein aapse, ye sawaal phir aa gaya,
Uutth to gaye hi the kadam aapke ghar ki taraf,
Magar Dil ko aapki dee gayi qasam ka khyaal aa gaya

palkon ki nami mein chupakar sapno ko


humne unhe jaane ki izazzat de di
hum toot kar bikhar gaye tukdon mein
unhe muskurane ki izazzat de di

Mere pyaar ki mehak teri soonson ko mehkayegi


jha bhi jayegi teri nazar wha bas mujhi ko payegi
Jab dil na lagega tera aur tanha kudh ko payegi
Tod ke sare rasm o riwaaz meri agosh mrin aa jayegi !!

Woh pal woh lamhe kuch ajeeb hoonge


Duniya me hum khushnaseeb hoonge
Duur se itna chahte hai tume
Kya hoga jab aap hamare kareeeb hoonge

KUCH YAADEIN HAIN BHULANE KO,


KUCH KHAT HAIN JALANE KO,
JAKHM-E-DILKO BHARNA HOGA,
PHIR SE DIL LAGANE KO.

(1)Bewafaa se dil lagaa bethe..


Hosh apne ham gavaa bethe..

palkoN pe jis ne bithaaya tha,


aaj nazaroN se giraa baithe .
gham jo dekhe ham ne auron ke,
Apne gham ko hii bhulaa bethe..

Aisi raaheN haiN muhabbat ke,


Khud ko khud hi se chhupaa bethe..

wafaa ki sogaat jo chaahii,


NazroN ko hi wo firaa bethe..

jaane kya kya ki khata hamne,


Wo chhuriiyaaN hii chalaa bethe..

muflisii me aaye wo ghar pe,


ZakhmoN ko mayank Sajaa bethe..

(2)aisaa nahii.n ki un se mohabbat nahii.n rahii


jazbaat me.n vo pahalii sii shiddat* nahii.n rahii

sar me.n vo intazaar kaa saudaa nahii.n rahaa


dil par vo dha.Dakano.n kii hukuumat nahii.n rahii

paiham** tavaaf-e-kuuchaa-e-jaanaa*** ke din gaye


pairo.n me.n chalane phirane kii taaqat nahii.n rahii

chehare kii jhurriyo.n ne bhayaanak banaa diyaa


aa_iinaa dekhane kii bhii himmat nahii.n rahii

kam_zorii-e-nigaah ne sanjiidaa kar diya


jalvo.n se chhe.D-chhaa.D kii aadat nahii.n rahii

KUJH KIHA TAAN HANERA JAREGA KINWE


CHUP RIHA TAAN SHAMANDAAN KI KAHENGE

har insaan layi pyar hai mere dil vich


par fer vi pata nahi kyon kismat saath nahi dindi
jadon mainu zaroorat paindi hai sahare di
tan takdeer vi hai mukh mod laindi
Yaad una nu kita janda aa
jina nu pulia janda aa
Massa massa si aayi maut
ik hor hii adchan pe gayi
Tusi kal milan da vaada kar gayee
saanu ummer vdhaani pe gayii....

bhulna hota to fariyaad na karty


toot kar tumse aise payaar na karty
payaar hai tabhi to dil rota hai
tuj bin, zindagi lagati sirf ek dhoka hai!!!

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,


dil me rehne walo ki baat nahi karte,
hamari to ruh me bus gaye hain aap,
tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte

Husn ka aasique aur tere ishq ka gulaam


Saare shahar mein meri mohabbat ka charcha hua hai aam
Deewangi mein teri na hota main itna badnaam
Gar mil gaya hota kabhi tere labo ka ek jam

Ek pal main sadiyon ka maza hum se poocheye


do din ki zindagi ka maza hum se poocheye
bhoole hain rafta rafta unhe muddaton me hum
qistoon main khudkushee ka maza hum se poocheye

Aansuon Me na dhoondna hamein,


Dil me hum bas jaayenge!
Tamanna ho agar milne ki,
to band aankhon me nazar aayenge!!

Main nahi khud ke liye,hoon main zamane ke liye 3:45 AM


Khud ko zakhm de dekar auron ko hassane ke liye 12/11/2006
Humne kya kya na kiya tere chale jaane ke baad
Tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye
(1) Abhi abhi to pyaar ka pc kiya hai chaaloo
Apne dil ke hard disk pe aur kitani files daaloo
Apne chehare se ruswaai ka error to hatao
Ai jaaneman apne dil ka password to batao
Woh to hum hai jo aap ki chahat dil main rakhate hai
Warna aap jaise softwares to bazaar main bikte hai
Roz raat aap mere sapne main aate ho
Mere pyar ka mouse bana ke ungaliyon pe nachate ho
Tere pyar ka email mere dil ko lubhataa hai
Par bicch main tere baap ka virus aa jataa hai
Aur karvaaoge humse kitnaa intejaar
Hamaare dil ke site pe kabhi enter to maro yaar
Apne insult ka badalaa dekho kaise loonga
Jaaneman tere baap ko shift delete kar doonga
Aapke ke nakhare apne dil pe bang ho gaye
Do pc joodte joodte hang ho gaye
Aap jaiso ke liye dil ko cut diya karte hai
Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai

Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style


Aapke adaaon ki hamne save hai kar li file

sabne kaha pyar ek dard hai


humne kaha dard kabul hai
sabne kaha is dard ke saath ji nahi sakoge...
humne kaha unko pyaar ke saath marna kabul hai!
muskura kar jab woh ada se mera naam letein hain,
bekhudi mein bakhuda hum dil ko thaam letein hain,
sil jati hai jubaan jab shokh-e-ulfat mein,
iltaja-e-ishq ko hum nigahon se kaam letein hain.

na tumhien yaad rakhna na bhoolana chahtein hain,


nahi teri yaad mein umr gujarna chahtein hain,
jane kya mukaam hai tera meri jindagi mein,
na tumhien jindagi mein laana,na nikalna chahtein hain.

Khuda ne jab ishq banaya hoga,


To khud bhi zaroor aazmaya hoga;
Hum hain kaun aur tum ho kya,
Is ISHQ ne to khuda ko bhi rulaya hoga!!
Jhuki nazro se ikrar mat karna,
nazre utha kar inkar mat karna,
raat bhar tadapte ho kisi ki yado me,
aur dusron ko kahte ho kisi se pyar na karna.

Rasm-o-riwaz hi samjh kar, palat kar dekh lete wo


Sar-e-aam kuch na kah kar bhi, jawaab suna gaye wo
Badal sakty thy, hum bhi hawa ka rukh, aitbaar to karte
Aise dil ko torr kar, zinda lash bana gaya wo !

CHUPKE SE KOI DIL ME SAMA JAATA HAI,


JAISE HUME TADPAANE ME MAZAA AATA HAI,
KOI ITNA DARD DE JAATA HAI,
PAR KAMBAKHT DIL KO USPE HI PYAR AATA HAI"

Is Qadar Humari Chahhat Ka Imtehan Na Lena


Jab ho jau mujh say Khafaa Bayaan to Karna
Kar Dena Maaf Agar hogaye Mujh Se koi Khataa
Yu YAad Na Karke Kam Se Kam Saza To Na Dena

"RaaT hogi To chand bhi duhai dega,


Khawbon mein tera chehra dikhai dega......
Yeh pyar hai zara soch ke karna,
Ek aansoo bhi gira To sunai dega......"

Na kabhi ye chupaya ki pyar kitna hai,


na kabhi ye jataya ki dard kitna hai,
bus ek hume aur uss khuda ko hai maloom,
tujhse mulakat ka intezar kitna hai.

Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,


Hai meri dosti mein itna dum,
Teri aankh ka aansoon aapni aankh se gira sakta hoon !!

kyon aj bhi ilteja hai khuda se us ek pal ki,


kyon aj bhi us ek pal main unko janse bhi zyada paye dena chahte hai
hum,
kab bitenge yeh lamhe intezar ke,
aur yeh zamana meri muskurahat ko dekh,
mera gum bhulaye pochta hai kaise hai hum........

NEEND AAT I HE TO KHWAB AATE HE, KHWAB AATE HE TO


AAP AATE HO ISI KASHMAKASH ME RAT BIT JATI HE NA
NIND AATI HE NAHI AAP AATE HO

arz hai meri dastan ashqon ki siyahi se,


har pal yaad satati hai unki judai se,
tanhayion ko apna razdar banaye jindagi bitate hai hum,
thak gaya hun razmo riwazo se phir nibhate hai hum,

dil subah se kehta hai aaj wo jaroor aayenge,


dher sari khusia wo apne sang layenge,
pehle unhe satayenge bad me unhe manayenge,
hal e dil apna fir unhe batayenge,
aankhe meri to abhise hai rone lagi,
barso ki durion ko wo ek pal me mitayenge.

kya meri aankhon mein pyaar dikhai nahi deta ,


kya meri sadaon mein dard sunai nahi deta,
kyun aapko dekh ker hum thum se jatey hey,
kyun aapki her ik baat per yun muskuratey hey,
kyun aapkey chehrey per nazar ruk si jaati hey,
kyun aapke gum mein ruh dukh si jaati hey,
aur poochtey hey hum se ki humein kisi se to pyaar hoga,
kisi ke liye mera dil bhi to bekrar hoga,
kya mera tadpna bhi mere pyaar ki gawahi nahi deta ,
Ya meri aankhon mein pyaar dikhai nahi deta.

original...............
Jitna bhi karlo Pyaar Unse, unhe Ehsaas nahi hota
Cheer ke Rakh Do Dil, Tabhi Unhe Yakeen Nahi Hota.......
La kar diye chaand sitaare , lakin khuwashish thi unki suraj ki ,
Kya karte jatte hue suraj ke paas , hum Baaan gaye RAKH......
Ab mitti me mil gaye hai, phir bhi ik naaam hi aata hai ,
kya kare kambhakat ruh mein, sirf aur sirf woh bassi hai.......

door chand kahin jal raha hoga


kisi ka dil mere liye machal raha hoga
ufff ye mere pairon mein chubhan kaise
zarur mera apna koi kaanto par chal raha hoga..

LIKHU KUCH AAJ YEH WAQT KA TAKAJA HAI


DIL MEIN DARD ABHI TAZA TAZA HAI
GIR PADTE HAI ANSU KAGAJ PAR MERE
LAGTA HAI KALAM MEIN SYAHI KAM AUR ISHQ JYADA HAI

yeh bata de mujhe zindagi


piyaar ki rah k hamsafar
kis terha ban gaye ajnabi
yeh bata de mujhe zindagi
phool kiyun saaray murjah gaye
kis liye bhuj gayee chaandni
yeh bata de mujhe zindagi
kal jo baahoon mein thi
aur nighaahoom mein thi
ab woh garmmi kehaan kho gayee
na woh andaaz hai
na woh awaaz hai
ab woh narmmii kehaan kho gayee
yeh bata de mujhe zindagi
be wafa tum nahiin
be wafa ham nahiin
phir woh jazbaat kiyun kho gaye
piyaar tum ko bhi hai
piyaar ham ko bhi hai
faaslay phir yeh kiya ho gaye

jati hai koyee kash maksh undooh-e-ishq ki !


dil bhi agar gayaa , to wohi dil ka dard thaa

Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehata hai,


har pyar ko apna pyar yaad rehta hai,
wo pal jo yaar ki baho me guzarta hai,
maut tak vo nazara yaad rehta hai
hasarat hai tujhe saamane baiThe kabhii dekhuu.N
mai.n tujh se muKhaatib huu.N teraa haal bhii puuchhuu.N
[muKhaatib honaa = to address someone]
dil me.n hai mulaaqaat kii Khvaahish kii dabii aag
mehandii lage haatho.n ko chhupaa kar kahaa.N rakhuu.N
[Khvaahish = desire]

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa


ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluu.N
tuu ashk hii ban ke merii aa.Nkho.n me.n samaa jaa
mai.n aa_iinaa dekhuu.N to teraa aks bhii dekhuu.N
[aks = reflection]
puuchhuu.N kabhii Guncho.n se sitaaro.n se havaa se
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuu.N
[Gunchaa = flower bud]
ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaa.N hai
tuu aaye to ye jism shab-e-Gam ko na sau.npuu.N

You might also like