You are on page 1of 4

Naa baitha sukoon se

Kaam karu junoon se


Thak gaya karke
Logo ko mehsoos main
Voh banda nahi
Jo zindagi nikaal dega afsos mein

Liye decisions tab tha nahi hosh


Uthke dekha toh nahi the saath bachpan ke dost
Delusional I was living like a fucking ghost

Jisne kheecha uss daur se


Kyu naa karu life usse main dedicate
Padhlu ya banalu music
Kaafi hai high ab stakes
Dekha jo likhta hamesha
Nahi rakha maine kuch bhi fake
Khudgarzi nahi thi kabhi
Par pehle se nahi tha dil ye nek

Only my notepad knows


What the real me does
Only my close one's know
Who the real me trusts
Only my love know
Kise deta ab main zyada priority
Kandho pe kaafi hai boj
But one day I'll carry the city

I don't know
Dikhe naa
Kon kare pyaar
ya mujhe hate
Kisiko dekhke
nahi seekhta
Likhta main
Apni hi fate

Bhatka musaafir
Dhundu main jagah
Music escape
Aur Jeene ki wajah
Gaane banata
Unme hi maza
Likhaayi anmol
Bani voh khaza

And I know
What to do next
And what to expect
You better know
I learn from mistakes
And how to excel
You better know
I write from my heart
And never pretend
And i know
How to move on
I just say amen

khudse hai ranjishein


Ghere kyu bandishein
khudke khilaaf ab
Karta mei saajishein
Na karta khwayishein
Khudsi hi duri kyu
Lage zaruri kyu
koi bhi ho saath na
Aisi majburi kyu
Khud bhi na vaakif kyu
Jeena na jayas kyu
Dard ka samandar
usi mei barish kyu
Ankhon mei behta hai
Dil mera sehta hai, kitni hi baate
Duniya se dur na hai ab muraade
Paane ki sacha dikhane ki
Kaise batau na baate batane ki
Dar bhi na khone ka
Dure mei hone ka
Mei jaise rooh
Ehsaas na hone ka
Dil bhi mehfus
Pr dard mere hone ka
Thi puri duniya
sahara kyu kone ka
Khudse mayus lage
mtlb kya jeene ka

Mere saath khade apne mere kya


Na jaanu ke dar mujhe ghere kya
Log dhundhe burai yuh mere mei
Mei khada buraiyo ke ghere mei
Na jaane mere kitne chehre hai
Sachai na saare yeh mere hai
Mei baitha gumsum sa krta wait
Kyuki raato ke baad savere hai

Mei dikhta yaha pe


Pr khoya kaha pe hu
Khudbhi mei soch mei
Ke mei kahape hu
Un logo ke beech jo
Dikhte kuch aur
Kehte kuch aur, krte kuch aur
Mehnat se zyada bas krte yeh shor
Inhi ke beech mei lekin in jaisa nhi
Sehluga baate pr glt mei sehta nhi
Dabi hai dil mei par baate mei kehta nhi
Likhta hu nazme jo rahat de dil ko
Janta hu yeh bhi waqt hai manzil ko
Karu bas mehnat ab gitna nhi din ko
Tinko mei bikhra hu vahi jo dikhrha
Par nazro se dur hu andar chur hu
Kaise batau ke kitna majbur hu
Janta hu mei ke manzil se dur hu
Janta hu mei na aabhi mashur hu
Par houega ek din mujhko sabar hai
Koi puchta nhi ab meri khabar hai
Na khush hu zara bhi
Khudse hara bhi
Andar se mara bhi
Bas je rha ghutke
Sabhise hi chupke
Mei thak gya khudse
Puchte sawaal kyu
saare yeh jaal kyu
Safar kamaal kyu
Dil bhi behaal kyu
Koshish ki kitni
Pr vahi haal kyu

I miss everyday when


Mai subha me kaam karu
raato me likhta tha
I miss everyday when
Mai khush nahi
fir bhi khushi me dikhta tha
I miss everyday when
Sabko Mana tha khaas
Aur apna Sa lagta tha
I miss everyday when
Meri apni hasi
Ki wajah bhi main khud hi tha
Kitni yeh baatien hai aaj
Jo rakha tha raaz
Aaj sunlo sabhi meri dil ki awaaz
Mai haar chuka khudse
Kaise ladu Sabse jab koi
Bachi nahi aas
Kaise Mai bolu
Hai baatien hazaar
Jatata nahi chahe
Rahu naraaz
Mai khaas un logo ka
Jinse anjaan
Bhi Reh Chuka kafi Mai

Khud se hi baatein mai kehta hu


Naajane maayus bhi rehta hu
Ajeeb sa ban sa gaya hu
aaj kal akele bhi rehta hu

Pata nahi kitni hi baatien hai


Kehne Ko toh Mai kehduga sab
Kitni hi yaade hai
Jo lagti hai khaas par
Bachi nahi ab

Don't just blame yourself

You just make yourself

Tu bann uss tarah kaabil


Ki log bhi honge sab shaamil

Duniya se khubh tu waakif

Karna tu mehnat munaasib

Unme na sharam zara bhi

Jo kal the saath aur aaj khilaaf bhi

I don't fake the things


My will is just to make my dreams
Yeh aisi kitni baate karte karte
Apni khoyi neend
Raat k adhere me
karta Mai kaam
waqt Naa pata
Naa karta aaram
Mai khudke andar zhaku
Kabhi kabhi
Mai dikhta sabhi me
Fir bhi hu gumnaam

You might also like