You are on page 1of 10

Soch Hindi song

By Jagadish

Tu kya sochta hain duinya kya jane

Jo tu karne aya hain who tu kare

To logo ko pata chalta hain

Ki tu insaan ki murthi

Faydemand hain duniya ke astitva ke liye

Karne ke liye ate hain log

Kuch karte hain

Kuch karke gujar jate hain

Tu kya chahta hain

Who tu hi jane

Duniya mein aya hain

To kuch karke ja

Wohi kafi hain

Is duniya ki nigrani ke liye

Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya


Sochta to tu bahut hain

Duniya mein yeh karega

Yeh banayega ya barbaad karega

Soch apni jagah hain

Kartavya apni taraf se bemisaal

Tu kya chahe yeh duniya kyon parvah kare

Jis disha se ghum tujhe log hi milege

Apni nagari ke samrat

Aur tu unke pairo ki juti

Apni pehchaan banane ki koshish

Duniya tujhe kyon chahegi

Who to khush kismat hain

Jinhe sahi disha milti hain

Apne balbute par nahi

Kisi ke daya aur dakhshanya par nirbhar

Log ache mile to khush ho ja

Kisne socha tha ki duniya haseen hain

Log abhi tak nahi badle

Tu bacha isliye

Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya


Logo ko teri soch chahiye

Apna astitva banaye

Tu kya chahta hain unse

Unko farak nahi padta

Tu unse kya mang le

Unhe nahi chahiye tera pata

Tu apni nagri mein khush rahe

Unko apni nagari pasand

Yeh waqt hain , kisi ke liye nahi thamta

Tu soch yeh teri jivan hain

Kya chahiye yeh tere upar nirbahar karta hain

Apni pasand ka tu kaam kare

Log kuch nahi bolenge

Unke raste pe aakar ruk

Log sochne lagege yeh kaun

Rasta tu bhatak gaya hain

Log to waise bhi kuch nahi dekhte

Paisa tujhe chahiye

Log apni naukri khud dundte hain

Tujhe yeh rasta pasand hain

We apni nagri ke malik

Tujhe kyon chahe


Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya

Zindagi mein kitne din rahega

Yeh tere par nirbhar hain

Faisla tere haath mein hain

Saathi kisko banayega

Log to milte hain apna faisla sunane ke liye

Tujhe kyon mauka milega

Who to teri disha par nirbhar karta hain

Tu kaun hain ya nahi who tujhpe choda

Meri nagri ka main malik

Tu hain ya nahi mere raste mein

Soch to main waise bhi badlunga

Chahiye the mujhe duniya se

Kuch apne aur kuch paraye

Logo ka dimag hi chalta hain isliye

Kyonki mujhe chahiye rahat

Aur unko fursat se shiksha

Bina wasooli ke
Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya

Jis disha se bhi gujar

Milenge tujhe log

Kuch khush honge tere se

Kuch ninda karenge

Soch teri badal jayegi

Ya badla denge yeh unki zubani

Tu kyon unki gali se gujra

Yeh unki soch tere par lagoo

Teri nahi chalne denge tera jadoo

Logo ko apni padi hain

Logo ko likhna hain apni kahani

Tu kyon unki madad kare

We to mangege more

Aur tujhe dena hoga zor

Bajua mein kitna dam hain

We to mangenge more

Aur tujhe dena hoga

Once more
Tu kya sochta hain duinya kya jane

Jo tu karne aya hain who tu kare

To logo ko pata chalta hain

Ki tu insaan ki murthi

Faydemand hain duniya ke astitva ke liye

Duniya yahi chahegi ki tu kya dega

Usme unka kya fayda

Jab mamla sulajh jaye

To paisa milega

Karne ke liye ate hain log

Kuch karte hain

Kuch karke gujar jate hain

Tu kya chahta hain

Who tu hi jane

Duniya mein aya hain

To kuch karke ja

Wohi kafi hain

Is duniya ki nigrani ke liye

Logo ko apni zindagi pyari

Jo unhe dekhega

We unse pyaar karke

Kuch mangenge zaroor


Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya

Soch teri aisi honi chahiye

Jisse duniya ka fayda ho

Apne bare mein sochega

To kuch bhi kamyaab nahi hoga

Jis disha se bhi gujar

Milenge tujhe log

Kuch khush honge tere se

Kuch ninda karenge

Soch teri badal jayegi

Ya badla denge yeh unki zubani

Tu kyon unki gali se gujra

Yeh unki soch tere par lagoo

Teri nahi chalne denge tera jadoo

Soch teri aisi rakh

Jinse duniya mein aye paisa

Kamyaabi shahurat

Aur tujhko usme se mile shaadi ka tofa


Bina dusre ke fayda dekhe

Log apni gali chodte bhi nahi

Jis gali ka tu rakhwala

Waha par log gujarte bhi nahi

Apna rasta khud banake

Patli gali se chakma dete hain

Yeh baat hi sahi sab aur jhooth

Tujhe apna rasta banana hain

Log usme shaamil hote hain

Paisa rakm puchenge

Aur tujhko akela chod ke

Duniya bhar ki rishwat

Haath mein thama kar

Bol denge tu khush

Aur hum na khush

Har soch ki buniyad

Apne mohalle se ati hain

Saaf kar ya thokar maar

Kaun apna kaun paraya

To karna kya hain

Is duniya mein

Jab sab paraye


Duniya mein dost ki kami

We bhi apne raste ke shehanshaah

Duniya mein gairo se mulakaat

We apni gali ke betaaz baadshah

Duniya mein apno ki kami

Waha par bhi tu akela

Sochta to tu bahut hain

Duniya mein yeh karega

Yeh banayega ya barbaad karega

Soch apni jagah hain

Kartavya apni taraf se bemisaal

Tu kya chahe yeh duniya kyon parvah kare

Jis disha se ghum tujhe log hi milege

Apni nagari ke samrat

Aur tu unke pairo ki juti

Apni pehchaan banane ki koshish

Joojhte reh is duniya mein

Tham gaya to thokar milegi

Ruk gaya to maut ki ghanti bajegi

Dost mile to bana de ameer

Kyon dusro ke pairo ka tu nishaan bane

Apni akalmand kis kaam ki

Jab apni rakhwali kar sake to kyon ghabraye


Seekh main yahi doonga

Jo meri gali se gujra

To main yahi bataunga

Tu kya sochta hain duinya kya jane

Jo tu karne aya hain who tu kare

To logo ko pata chalta hain

Ki tu insaan ki murthi

Faydemand hain duniya ke astitva ke liye

END OF SOCH HINDI SONG

You might also like