You are on page 1of 10

Bhookh Hindi song

By Jagadish

Yeh kaun se desh mein a gaya

Jaha par sab bhookhe hain

Jitna bhi kaam saumpu

Sab pyaas aur khane ke bare mein

Jikar karke rote rehte hain

Kaam par dhyan hi nahi rakhte

Aur khana khane ki taraf

Muh bana kar baithe rehte hain

Logo ka dimag aisa chalta hain

Ki agar khana do to kaam bhi na kare

Kaun si duniya mein kaam mila tha

Yaha par to sab nange ghoomte hain

Bhookh aisi chidiya ka naam hain

Jo kaam koi kare to do chaar lafde pade

Yeh kaun se desh mein a gaya

Jaha par sab bhookhe hain

Jitna bhi kaam saumpu

Sab pyaas aur khane ke bare mein

Jikar karke rote rehte hain


Yeh mera bharat desh hain

Jaha ka main raja hoon

Kaam karne ke liye paise milte hain

Jisse ki khana mil sake

Bhookh aur pyaas ki yeh charcha

Hum nahi karne dete hain

Jab khana chahiye to kaam karo

Nahi to wetan le hi mat

Bhookh aur pyaas ki charcha

Hamare desh mein nahi chalti

Yaha par sab kaam ke bhookhe hain

Pyaas aur khane ke nahi

Jis disha pe bhi tu ghoom

Yaha par sab kaam karne ke liye razi

Khana kisi ko bhi na naseeb

Yeh aisi desh hain meri

Jis desh ki nigrani ka kaam saumpa

Maine use kaam ke badle mein

Khana aur pyaas mitane ka kaam saumpu

Yeh mera bharat desh hain

Jaha ka main raja hoon

Kaam karne ke liye paise milte hain

Jisse ki khana mil sake

Bhookh aur pyaas ki yeh charcha

Hum nahi karne dete hain


Desh jitna bhi bada ho

Khana to avashya milna chahiye

Khana agar mil jaye

To kaam kaun kare

Hum to bhookhe hain nange hain

Kaam kaun dekhta hain

Hum to savari karte hain

Pyass ko mitane ke liye

Kis nagari ka tu shasak hain

Jo kaam khane se ho jaye matlab

Waha par tu kaam saump deta hain

Yeh kaisi niyati hain teri

Khana dene ke badle kaam dekar marvaye

Logo ko khana chahiye

Bhookh aur pyaas mitana hain

Waha par to teri nazar hi nahi jaye

To tu kaisa shasak

Jab logo ka khana mil jaye

To tabhi to tu hain acha shasak

Khana hi na de aur kaam karvaye

Tu to nalayak hain shasak thodi na hain

Desh jitna bhi bada ho

Khana to avashya milna chahiye

Khana agar mil jaye

To kaam kaun kare


Bharat desh ka shasak hoon

Achi buri ka gyaan rakhta hoon

Sab ko muft mein khana khilaya

To meri yeh arthvyavastha kaise chalau

Jis nagari ka tu nivasi hain

Who nagari aise hi chalti hain

Logo ko apna netratva karne ko kahoo

To paisa puchte hain sabhi

Khana kisne manga yeh to bata

Yaha par to sab nange ghoom rahe hain

Logo ke paas kapde thodi to hain

Yaha par paisa chahiye

Bhookh aur pyaas kaun dekh raha hain

Kaam karte hain paisa milta hain

Kapde pehante hain

Bhookh aur pyaas badau

To kaun si disha par main chaloo

Paiso ka mol wohi jane

Jo kaam karne ka tajurba rakhe

Bharat desh ka shasak hoon

Achi buri ka gyaan rakhta hoon

Sab ko muft mein khana khilaya

To meri yeh arthvyavastha kaise chalau


Tujhe to apni padi hain

Khud khana kha leta hain

Aur paise baat deta hain

Yaha par khana de de

To yeh arthvyastha kisne samjhi

Yeh to teri bhasha hain

Jo samajhdar who to bhookh mitane chala

Phokat mein khana deta

To log tere ko sadiyon tak pareshan na kare

Tajurba yahi hain ki log bhookh aur pyaas se tadapte hain

Aur tu unhe naukri dekar aur marvata hain

Jab paisa hi kam mile to bhookha aur pyaas kaise mite

Agar tu acha shasak hain

To muft mein roti kyon na de

Paiso ka ghamand bada kar

Logo ki ninda kare

Bhookh pyaas agar mit jaye

To log kyon kaam kare

Tune to avashyak bana diya

Jo khana muft mein milta hain

Use tune paiso ka tol matol kar diya

Yeh kaisa nyaay

Tujhe to apni padi hain

Khud khana kha leta hain

Aur paise baat deta hain


Yaha par khana de de

To yeh arthvyastha kisne samjhi

Yeh mera bharat desh hain

Jaha ka main raja hoon

Kaam karne ke liye paise milte hain

Jisse ki khana mil sake

Bhookh aur pyaas ki yeh charcha

Hum nahi karne dete hain

Jab khana chahiye to kaam karo

Nahi to wetan le hi mat

Bhookh aur pyaas ki charcha

Hamare desh mein nahi chalti

Yaha par sab kaam ke bhookhe hain

Pyaas aur khane ke nahi

Jis disha pe bhi tu ghoom

Yaha par sab kaam karne ke liye razi

Khana kisi ko bhi na naseeb

Yeh aisi desh hain meri

Jis desh ki nigrani ka kaam saumpa

Maine use kaam ke badle mein

Khana aur pyaas mitane ka kaam saumpu


Yeh mera bharat desh hain

Jaha ka main raja hoon

Kaam karne ke liye paise milte hain

Jisse ki khana mil sake

Bhookh aur pyaas ki yeh charcha

Hum nahi karne dete hain

Yeh kaun se desh mein a gaya

Jaha par sab bhookhe hain

Jitna bhi kaam saumpu

Sab pyaas aur khane ke bare mein

Jikar karke rote rehte hain

Kaam par dhyan hi nahi rakhte

Aur khana khane ki taraf

Muh bana kar baithe rehte hain

Logo ka dimag aisa chalta hain

Ki agar khana do to kaam bhi na kare

Kaun si duniya mein kaam mila tha

Yaha par to sab nange ghoomte hain

Bhookh aisi chidiya ka naam hain

Jo kaam koi kare to do chaar lafde pade

Yeh kaun se desh mein a gaya

Jaha par sab bhookhe hain

Jitna bhi kaam saumpu

Sab pyaas aur khane ke bare mein

Jikar karke rote rehte hain


Tu apni niyati doosro ko samjha

Main hoon hi bharat desh ka shasak

Jisko kamana ata hain

Who bhookh aur pyaas se badkar

Doosro ka gyaan bhi badate hain

Tere yeh tapori anyaay

Koi nahi sehne ka

Jab paisa milta hain

To desh age badta hain

Jab paisa na mile

To taraki desh kya khaak kare

Bhookh aur pyaas agar mita doo

To log kaam karne se dare

To logo ka udhaar main kaise karoo

Paisa hi aisa wetan hain

Jo kar sake to malamaal

Bhookh aur pyaas ki ninda

Wohi kare jo paisa kama na sake

Main aisa shasak hoon is desh ka

Jo apni gyaan doosro ko bata doo

To sab malamaal

Paise ka mol rakhne wale

Bhookh aur pyaas kaise badaye

Paise ko jo samajh le mol

Who bhookh aur pyaas ko bhi paar laga de

Aur gyaan ki duniya mein padhaar chale

To duniya swarg ban jaye


Yeh mera bharat desh hain

Jaha ka main raja hoon

Kaam karne ke liye paise milte hain

Jisse ki khana mil sake

Bhookh aur pyaas ki yeh charcha

Hum nahi karne dete hain

Karne agar baithe

To logo ko aur koi acha shasak nahi mile

Jab khana muft mein mile

To arthvyastha kaun sambhale

Logo ko gyaat hona chahiye

Ki paise ped par nahi ugte

Bhookh pyaas zameen par nahi girte

Jab kaam kare to logo ka gyaan bade

Tab samajhdari ki seema par kare

Aur log avgat ho jaye

ki desh ka shasak Kaun hain

Aur nyaay anyaay se kaun lade

Muft mein khaan paan bat jaye

To logo ki niyat khot lage

Paisa ka mol wohi jane

Jo kaam karne ka tareeka seekh jaye


Bharat desh ka shasak hoon

Achi buri ka gyaan rakhta hoon

Sab ko muft mein khana khilaya

To meri yeh arthvyavastha kaise chalau

Tu agar samajhdar hain

To logo ko kaam pe laga

Aur desh chalane ka bhagya

Mujhe pradaan kar

Logo ko jab gyaat hoga

Ki arthavyavastha bhi chalti hain

To log bhokh aur pyaas ke badle mein

Paisa puchenge aur muft ki roti ke badle mein

Gyaan pradaan karke

Ek doosre ka udhaar karenge

END OF BHOOKH SONG

You might also like