You are on page 1of 1

I bet u will laugh like anything !!

Adarniya sabhapati mahodaya, atithi vishesh shikshan mantri shri R D tripati ji,
maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo
Aaj agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo ko chhu raahaa hai to uska shreya sirrf ekinsaan
ko jaataahai Shri Veeru Sahastrabuddhe
Give him a big hand. He is a great guy really.
Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein ---kar pe ---kar kiye. Umeed hai aagey
bee karte rahege. Hamein to aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni
---kar kaisi kar sakta hai. Inhone kadi tapaasya se apne aapko is kaabil bunaya hai. Waqt
ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi inse seeke. Seeke inse seeke. Aaj hum sab
chaatra yaha hai, kal desh videsh mein fail jayenge. Waadaa hai aapse jis desh mein honge
waha ---kar karenge, I.C.E ka naam roshan karenge. Dika denge sabko jo ---kar Karne ki
kshamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein nahiii. No other
chaatra. No other chaatra.
Adarniya mantraji! Namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski hamein sakht
zaroorat thi. Sstunn! Stunn hota sabi ke paas hai. Sab chupa ke rakte hai, detaa koi nai.
Aapne apna stun is ---kari purush ke haat mein diya hai, ab dekiye yeh kaisa iska upyog
karta hai
Utthamum dadhdadaath paadam Madhyam paadam thuchuk chuk Ghanisthah thud
thudi paadam Surr surri praan gatakam.

You might also like