You are on page 1of 1

Hindi Bharat Ki Pehchaan

Hindi bharat ki pehchaan,


Hindi hai bharat ki shaan,

Jan, Jan ki yeh hriday vaasini


Isse hi, ham sabka maan,
Antra 1: Mira, tulsi, aur soorne,
nij bhasha ko de sanman
Karke Rachna aamar,
Krutiyon ki jag mein kamaya apna naam,
Aao ham bhi sapach ootaihe hindi ko dene sanman,
jan ki…
Iski vaani aur lekhi mei khoob jhalakta svabhiman,
har bhaasha se sahaj saral yeh bharat ki bhasha dhanvaan,
aao har dam dhyan dharein aur gaaye hindi ke gun gaa nki…

You might also like