You are on page 1of 25

New Seller

Training
Confidentia
l
Fehrist
1. Daraz per kaamiyabi se karobaar karne ke raaz 8. Mukhtalif Packaging Material

2. Product ki qeemat ko muqarrar karte waqt kin baaton ka 9. Packaging Material ke Rates

khayal rakhna chahiye 10. Order ko kese pack karein

3. Category wise commission dekhne ka tareeqa 11. Order Fulfillment

4. Total Deductions 12. Daraz Policies

5. Product listing ka sahih tareeqa 13. Apni Shop aur Products ko delist honay se kesay rokein

6. Seller Picks 14. Do’s & Don’t’s

7. Sales ko kesay barhaein

Confidential
Confidentia
l
Daraz per kaamiyabi se karobaar karne ke raaz

Daraz
Product ki Promotions University
Online Competitor
qeemat Products ki Customers ki Aap DU per
shop Analysis
Products ki iqsaam sahulat ke liye topic wise
Apni online Apne
munasib Mukhtalif Free Shipping tutorials dekh
shop ko competitors ka
qeemat products ki aur Vouchers sakte hain aur
khoobsurti se baa khoobi ka istemaal
muqararr variety rakhein mazeed
tashkeel karein jaiza lein karein
karein maloomat hasil
karsakte hain

Confidentia
l
Product ki qeemat ko muqarrar karte waqt kin
baaton ka khayal rakhna chahiye?

Apnay product ki cost Fuel ki Cost Packaging material ki cost

Daraz Commission Sales Tax Competitor ki price


Confidentia
l
Category wise commission dekhne ka tareeqa
Daraz Seller Center per jakar aap baa asaani apne products per apply honay wala commission dekh
sakte hain:

1. Step 1 – Apni Profile


tab per click karien

2. Step 2 – Commissions
k tab per click karien

3. Step 3 – Category per


click karne say sellers
category wise
commissions dekh
sakte hain

Confidentia
l
Total Deductions
1. Final selling price ko note karlein. Agar aap ne koi
discount voucher istemaal kia hai tou ussay apni
muqarrara selling price mein se minus kardein

2. Makhsoos category ka commission check karne ke


baad ussay note karlein. Commission amount pe
soobay ke hisaab se VAT lagega (Sindh 13%,
Punjab 16%, KPK 15%)

3. Payment Handling fees 1.25% hogi. Is per bhi soobay


ke hisaab se VAT lagega

*Ye calculation Punjab ke soobay ke liye ki gayi hai

Confidentia
l
Total Deductions

4. Shipping fee product ke weight aur dimensions ke


hisaab se muqarrar ki jaegi. Soobay k hisaab se
Shipping Fee per VAT charge hoga jo Seller pay kare
ga

5. Selling Price mein se commission ka total amount


nikal kar apko apni Final Payment mil jaegi

*Ye calculation Punjab ke soobay ke liye ki gayi hai

Confidentia
l
Product Basic Information
Step 1 – Seller Center pe Login
karein. ‘Product’ tab pe jakar ‘Add
Products’ per click karein

Step 2 – Apne product ki ‘Basic


Information’ add karein

‘Product Name’ aur ‘Category’


sahi se fill karna beyhad zaruri hai.
‘Product Name’ mein kam se kam
30 characters daalein.

Agar apkay product ka video demo


maujood hai tou uska URL bhi daal
sakte hain

Confidential
Confidentia
l
Product Attributes
Step 3 – Apne product
ki safaat ko yahan
likhein. Agar aap kay
product ka koi brand
nahi hai tou ‘No Brand’
ka option choose karein

Step 4 – Description mein Highlights add


karein. Ye wo nukaat hain jo customer ko
aap ke product pe click karnay ke baad
sab se pehle nazar ayengay aur ye jitna
detailed hongay, aap ke product ke
search mein uuper nazar aanay ke
chances utnay hi zyada hongay. Apnay
product se related sari details relevant
keywords ke sath yahan likhein taakaay
customer ko search me apka product
nazar ajaye

Confidentia
l
Product Description
Product Description ko achi tarhan
fill karein. Isko fill karne se apka
product dusron se munfarid nazar
aaega. Idhar product ki 2 se 3
tasveerein bhi daali jasakti hain
Product ki description tafseel se
likhein takay customer ko saari
details ke baray me pata hou

Product Description add karne ke baad,


usko copy kar ke English Description ke
box mein paste kardein. English
description likhne se ghaltian nazar
andaaz hojati hain aur English me
tarjuma bhi hojata hai

What’s in the box k section mein


customer ko jo package receive hoga
uskay andar ke products aur quantity
mention karein. Jo aap idhar likh rahey
hain, customer ko wo hi deliver karein.

Confidentia
l
Product Price & Stock
Step 5 – Price & Stock ke tab mein apne product ki qeemat aur tadaad ka intikhaab karein. Yahan aap product ka colour select
kar sakte hain aur picture upload kar sakte hain.

Pictures upload karne ke option ko


click kar ke products ki pictures
upload karein.

3 ya us sey ziada tasveerein dalein.

Picture quality buhat achi honi


chahiye aur tasveer clear honi
chahiye.

Behtar hai ke apkay product ka


background white hou taakay
customer sahi se product ko dekh
sakey.

Confidentia
l
Product SKUs
New SKU dalne k liye ‘Add a new SKU’ ke option pe click karein. Product ki tadaad aur price yahan pe add ki jasakti hai.

Apne product ki available taadad


ko Quantity ke box me likhein. Ye
na likhnay ki soorat mein aap ka
product QC mein nahee jayega.

Product ke makhsoos Seller SKU


bhi banae ja sakte hain. Box ko
khali chorne se system SKU khud
generate kardega.

Agar aap apne products ka stock


add nahi karengay, Quality Control
team apkay product ko review nahi
kar paegi aur wo Daraz per live
nahi hoga.

Confidentia
l
Product Service & Delivery
Step 6 – Service and Delivery ke
tab mein product ki warranty select
karein. Warranty ki mutaaliq
mukhtalif maloomat fill karein.

Delivery ke tab mein package ka


weight aur dimensions add karein.

‘View Shipping Cost Detail’ per


click karke costs dekhi jaa sakti
hain.

Step 7 – Submit per click karne se


apka product create hojaega.

Confidentia
l
Seller Picks
Seller picks aik free traffic booster hai jis se aap ke products ki visibility improve hoti hai. Iski madad se apki
sales me 30% izafa mumkin hai. Seller picks ko istemaal krne ke liye mundarja zel cheezain zaruri hain

Sellers ki Instant
Messaging
ratings 60%
rating 80% se
say ziada hona
ziada hona
lazmi hain zaroori hai

Sellers ke 3 Sellers nay pichle


SKU’s live 7 din main kisi bhi
hona lazmi ek campaign main
hain hissa lia hua hou

Confidentia
l
Sales ko kesay barhaein

Free Shipping Bundles


Vouchers Campaigns
Free shipping ek sunehra Bundle offers se
Shop aur SKU wise Campaigns mein shirkat karne
mauqa hai apne customers ko sellers apne product ko
vouchers ke zariye aap se aap ko behtar sales ke sath
mutaasir karne ka. Is sey aap ke ziada se ziada sale kar
apni sales ko barha ziada munafa kamanay ka
orders ki taadaad waazay tor pe sakte hain. Aap “Buy 1,
sakte hain mauqa milta hai
barh sakti hai isliye iska zaroor Get 1 Free” ki tarhan ke
istemaal kijiye bundles ko istemaal
kar sakte hain

Confidentia
l
Mukhtalif Packaging Material

• Daraz.pk se baa asaani aap packaging order kar sakte hain


• Seller apne registered email address ya phone number se hi order place karein
• Apne product ki measurements ke hisaab se packaging order karein
• Fragile ka sticker nazuk products per zarur lagayein
• Ek maheenay ki packaging ka stock laazmi rakhein

Confidentia
l
Packaging Material ke Rates

Daraz sellers apnay qareebi Daraz hub say bhi packaging material khareed saktay hain. Daraz hub
say Packaging material khareedne per delivery charges ka itlaaq nahi hoga.

Confidentia
l
Order ko kesay pack karein

Fragile
Boxes Flyers Cardboard Sides Bubble wrap Wrapping paper Shrink Wrap
Sticker

Products ki measurements ke hisaab se packaging choose karein


Agar product nazuk hai tou uski packaging mein bubble wrap, wrapping paper ya shrink wrap istemaal karein
Nazuk items per Fragile ka sticker zarur lagayein
Products ki packaging achi tarhan karein takay products damage na houn
Jo orders delivery ke dauraan damage hojate hain, wo return kardiye jatay hain. Is say apki seller positive rating aur return rate
per negative effect ata hai

Confidentia
l
Order ko kesay pack karein
Ye documents hain jo aap ko apnay
order ki details ke sath nazar ayengay.
Aap inko print karengay aur apne orders
ke saath attach karengay:

1. Picklist – Is ke zariye apne orders


manage kar sakte hain.

2. Shipping Label – Ye aap package ke


oopar lagaengay. Ye lagana behadd
zaruri hai. Label per diye gaye
barcode ke beghair order process
nahi hoga

3. Customer Invoice – Ispe aap ke


order ki details hongee aur ye aap
package k andar rakhengay.

Confidentia
l
Order Fulfillment

Baaqaidgi se apne
Apne orders ko muassar Jo orders customers
orders ko seller center
tareeqay se ship karein ko Monday se Sunday
pe check karein ya phir
aur delays, cancellations ke darmian mil rahay
seller center app ko
aur poor performance hain, unki payment
apne mobile pe
ratings se bachein. Daraz guzishta 5 din ke
download kar ke fori
guidelines ke mutabiq andar apkay account
order notification haasil
sellers ko product hub pe me transfer kar di
karein
48 hours ke andar jaey gi.
pohaunchana hota hai. Misaal ke tor pe, agar
SLA breach ki soorat me Agar seller claim orders 01-07
order system se cancel form ko product ke December ke darmian
Customer returns se hojaega return honay ke 5 din deliver horahe hain,
bachne ke liye orders ko tak claim nahi karta payment 12
hamesha sahih tareeqay tou uski request December ko ki jaaye
se pack karein reject ho jati hai gi

Confidentia
l
Daraz Policies

Prohibited Items
Product Guidelines Policy Payment Policy Seller Compliance Policy Restricted Brands
Aesi cheezain jo mamnu
Is policy ke zariye jaaniye Ye policy apko milne wali Compliance ki hidaayaat Is policy ke zariye jaaniye
hain unhe Daraz pe
ke apne products ko payment ke baray me ko madde nazar rakhte ke konse brands Daraz
dalne se guraiz karein
upload karne ka sahi maloomat farahum karti huay apne store ko per bila ijazat farokht
warna unko apkay store
tareeqa kia hai hai chalaaein nahi kiye jasakte
se hata dia jaega

Category Restriction
Marketplace Agreement Marketplace Commission
Policy
Daraz aur sellers ke Structure
Jaaniye ke Daraz pe konsi
darmian muahide ke Category wise commission
categories restricted hain
baray mein parhiye structure ke baray me
aur un mein kese khareed-
o-farokht ki jasakti hai maloomat hasil kijiye

Confidentia
l
Apni Shop aur Products ko delist honay se
kesay rokein
Neechay diye gaye aamaal se guraiz karein aur apni shop ko close honay se rokein

Fraudulent Anti Competitive Self Promotion


Dealing Behaviour Apne products ko
Daraz ya apne kisi Dusre sellers ke khud khareed kar
customer se fraud products per buray achay reviews dena
nahi karein reviews nahi dein ghalat hai
Vouchers aur Fulfillment Fraud
Subsidies ka ghalat Daraz ke platform ke
istemaal elawa customers se
Single use ke order details lena ya
vouchers ko dobara order deliver karna
Confidentia
istemaal nahi karein l sakht mana hai
Marketplace Insights

Daraz University visit kar ke aap Marketplace Insights ke page ko visit kar sakte hain.

Category wise best performing products ki details ko yahan per dekh sakte hain. Product ke eham
keywords aur munasib qeemtein bhi yahan maujood hain.

Ye page har hafte update hota hai jis sey aap updated information le sakte hain.

Confidentia
l
Do’s & Don’t’s

Confidentia
l
Seller Q&A Session

Confidentia
l

You might also like