You are on page 1of 2

Aaltu jalaltu main aayi bala ko taal du

Angrez ki aulaad tu ban ke firta faaltu mein

Jaan le tu jaanleva kaam mere aise h ki

Tum jaise kutto ko main paal du

Lalach aur lobh se manushya ka vinash hota

Laash bnke baithe jab main inke paas hota

Khaas inke who h jo chadate inko jhad pe

Sangeet se mere hi inki vikaas hota

Bakchodiyon se apni ye jamaane ko hasa rhe

Kasam bhi khaake jhuti ye to ladkiyan fasa rhe

Naa jaane kaise inse meri dushmani puraani hai

Lakeer khud ke haatho ki hila ke ye mita rhe

Dimaag ati tivra h ye ladke bhi vichitra

Mere sher jaise mitra rakhte soch hai Pavitra

Up mera chetra bete hum hi tere pitra h

Ye padte dheele kyoki dekhte ye neele chalchitra h

Gun gunaa rahe h bhadve khil khila rahi kali kali gaana

Mera sunkr inki bhi jail jail

Tamache padte muh pe inke saraarte karte ye

Inko g**nd dhoni aati ni or bante h Bahubali

Khali bali si tan mein jab bhi shabt padhte

Beat or adrishya main manushya saare gor krte geet

Pe ajeeb teri kahani jhand teri h Jawaani lafde jo bhi karte

Beech raaste mein ghaseete shikaar inka pyaar peeche waar

Aage yaar pure saal noche baal bura haal chalte chaal

Naa hai sur na h taal fir bhi machta bawal

Bete baap se zyada buddhi mt chalao mere laal

Inha shak tha hum shabd roopi baan maarenge

Tum bhi pyaar se toh bolo hum bhi jaan waar denge

Bete pehle hi bata chuke hum Gandhi giri na krte akd ke bologe

Toh seedha gaand faad denge


Aage shakkar se meethe peeth peeche krte ninda

Hai kyu kaam inka ki inke baao bhi sharminda

Tum bhi khelte rahoge hum bhi pelter henge

Hum shikaar krte sher ka tut oh fir bhi h parinda

Karte hum hustle bete karte hum bhasad na who geet hi kya geet

Jismein shabd ka asar na banadi teri kundli ab chodi koi kasar na

Aaj raat main jo karta tu bete asal mein hustle na

Ye toh karte bhed bhaav fir bhi much par h taav

Mere paas jara aao humse na sharmao

Hum bhi likh rhe h is tarah ki gaand inki fat rhi

Ye bole apne gaane se yu hume na daraao

Hum sanatani h dharm se naa aati hai inko sharam

Svabhav mera naram par dimaag mera garam

Kyu bure inke karam apavitra inka janam

Kyu hai inko ye bharam beeti zindagi inki jaise kumbhkarn hai

You might also like