You are on page 1of 2

SAIL INTERVIEW EXPERIENCE:

1)Shared by ROHIT RAI:


8 members in panel....
i am sharing my interview experience of npcil....first q-how r u feeling?
ans-scary because first interview of my life for job..but i have problem of smiling face...chairman
asked-but u r smiling...
i remain silent...
chairman-i think u r comfortable in hindi par mughe hindi kam aati nai aapke liye hindi bolne ka
prayas karta hu...technical portion ka suruyaat karte hai
apne powerplant ka nam suna hoga mai samghata hu ki apne padhai bhi is subject ki achhi tarh
ki hogi..
ans-yes
q-thermal power plant ki efficiency kitni hoti hai..
ans-40to 42%
q-rohit itni hi knoy or heat kanha chali jati hai..
ans-loss due to irrevasibility.and ham available energy ko hi work me convert kar sakte hai..
q-carnot cycle ki efficiency kya hoti hai..
ans-tmax-tmin divided by tmax
q-max tem 600 min 25 celcius efficiency kitni hogi..
ans-pencil diye to maine solve ki kelvin me badal kar aprox 65 to 67
q-par apne to 40 to 42 kaha
ans-sir ye ideal cycle hai heat transfer revsible hone ke liye bahut small temp defference hona
chahiye jo practical sambhaw nahi hai
q-apne centrifugal pump ka nam suna hoga--kaise work karta hai batayiye
ans-centrifugal action ke karna florce lagta hai pressure badh jata hai
ok
q-apko 50 meter ki height tak pani pahunchana hai batiye pump kanha lagayege 20meter ya
usase upper ya ground par
ans-main confuse ho gaya..par kaha 20 meter par knoki jayda durPAR LAGAYE GE TO
CAVITATION HO JAYEGA LOSSES KE KARAN
Q-u r right,man lijiye friction loss zero hai.tab kaha lagayenge?
ans-maine kuchh nahi bola
q-chaliye dusra q puchate hai.ek cantilever beam hai uske end pe point
load laga hai.deflection curve banayie
ans-maine bana di or end deflection ka formula bhi likh di
q-shear stress bataye....
ans-each crosssection par same shear stress distribution ho ga
q-ek crossection par bending stress distribution banye
ans-maine linear bana di nutral axis par zero top fibre tension bottom fbre comression kaha.
q-do rectangular crossection diye puchhe kaun x-tion use karenge.
ans-maine puri bending moment equation likh kar explain kar di.jiska section modulus jyada
hoga o use karenge.x-sectin bhi bata di.
q-bin ko design kaise karte hai?
ans-critical point select karte hai.itna kahte hi sir ...ne mughe rok diya or kaha..yanha kuchh der
bat lotate hai...mam aaap q puchiye..
q-ek tank hai height hai h.orifice at distance-H pani x distance par gir raha hai x kitna hoga...
ans-maine bahut achhi tarah se explain kar di mam khus ho gai
q-ek pipe hai water 30 par enter kar raha hai wall temp constant q rate per unit leth heat add kar
rahe hai water ka temp kaise change ho hoga.
ans-maine curve jo galat hai bana di ....to chairman sir ne kaha kis basis par aap curve bana
diye...to mere dimag mcpdt ayya or phir linear variation bata di...sr ne kaha wall temp 600 celcius
hai kaise temp vary hoga
ans-phse change bhi kaha..
q-apne refrigerator dekha hai
ans-ha
q-refrigerator ke pichhe black color se paint knoy karte hai?
ans-maine kaha main refrigerator ka back side nahi dekha.
sir log hansne lage...
q-isi related dusra q petrol tanker ko silver color se knoy paint karte hai?
knoy ragin nahi bante achha lagta?
ans-reflectivity badh jati hai....radiation observe kam hota hai petrol ka temp nahi badhega...ye
meri understanding hai...
unhe ne kaha ok sir...
last q-ghar me apko ac lagni hai upper lagao ke niche...
ans-sir niche 
knoy-garam hawa ki densty kam hoti hai or dadhi hawa ki dinsty jayda ham niche rahte hai
isliye...bouynt force ke karan dandhi air niche garm upper circulation ban jata hai...
q-ise kya bolte hai
ans-free convection last q-
ok sir- ab aap kaise feel kar rahe... hai..maine kaha -achha----thank u sir.
bahar aa gaya....40 tp 45 minute hua interview....

You might also like