You are on page 1of 2

Hazrat Khalifatul Masih V (may Allah strengthen his hand) said in regards to fasting and the month of

Ramadhan that:

Thus, after having accepted the Promised Messiahas it is a great responsibility upon our shoulders as
Ahmadis to try and do justice to the true spirit of fasting and to understand what taqwa is and how
to attain it according to the commandments of God Almighty. The Promised Messiahas has informed
us on various occasions who a righteous person is. The true comfort and pleasure is acquired
through taqwa and not through worldly pleasures and he has also explained in what manner we
should perform virtuous deeds. In order for a person to become a true believer, they must perform
every deed of theirs in accordance with the desire of God Almighty and in order to acquire His
pleasure. This is the very aspect which distinguishes a believer from a disbeliever. The Promised
Messiahas also informed us that a person should excel in their cognisance of God Almighty. Every
coming day should allow us to progress in our understanding of God Almighty. We should not
become stationary at one place, nor should we become like those people who observe fasts due to
the influence of society and as an act of pretention as mentioned in the aforementioned example.
Rather we ought to excel in taqwa. (Friday Sermon: 18/05/18)

As the month of Ramadhan is fast approaching, let us end by praying that may Allah the Almighty
enable us to understand what fasting in this blessed month is all about and for us to acquire true
righteousness as well. Ameen.

Hazoore Aqdas Ayadahullah Ta’ala Be Nasril Aziz Farmate hain keh:


Aise hum Ahmadiyon ki bohot bari zimedari hai keh Hazrat Masih Maud Alaihisalatho
wasalam ko maneneh ke baad apneh rozon koh is tareh hak ada karneh ki koshish kerein jis
tarhan ka hak ada karnein kah Allah Ta’ala ka hukam hai
Yeh Samajhne ki koshish kerhein keh takwa kya hai aur ham neh aiseh kis tarein ikhtiar
karnah hai.
Hazrat Masih Maud Aliahisalato wasalam neh mukhtalif mawkon peh bataya keh muttaki
kaun hai. Hakiki Rahat aur lazat asal mein takwa hi seh paida hoti hain, duniyavi zururiyat
seh nahin milthi.
Agar insaan sahih mutaqi ban nah chahe usko har kadam peh Allah ta’ala koh dehan mein
rakh nah chahiyeh, Allah ta’ala ki kushi haasil karneh keh liyeh. Yehi sahih muttaqi ki
nishaani hai, Hazrat Masih Maud Alaihisalam neh humein yaadihani farmai hai keh insaan ko
Allah Ta’ala peh yakeen rakhne peh tarji dehni chaiyeh. Har aneh walay din mein humari
Samajh Allah Ta’ala keh ki hamayat par barti chahiyeh. Humein eik jageh par, rukna nahin
chahiyeh, nah humein rozon ki adaigi meh un logon ke jaise ban na chahiyeh, jo sirf
dikhaweh ke liyeh kartein hain, balkeh humein taqwa ikhtiar karnein meh barh nah
chahiyeh.
Jaisa Ramazan kah mahina araha hai, humein Allah Ta’ala rozon ki sahi ehmiyat ko
samajhneh aur amal karneh ki tofeeq ata farmaeh, ameen.

You might also like