You are on page 1of 4

Story Name: Sone ke Matar ki Kheti

Characters : Kundan, Aurat, Geeta, Babita


Sc.No Character Dialogue
1 Scene (Khet)
Vo Kundan sabjiyo ka vepari tha. Kundan ke ghar ke aage
uss ki khud ki zamen thi, wahi sabjiyo ka kheti karta aur
bazar me bachta.
2 scene (Bazar me)
Vo Iss bar kundan ne baigan ka kheti ki thi. Bazar me kun-
dan baigan bachne aaya hain.
Kundan Aao aao! Baigan lelo taje taje baigan.
Aurat Bhaiya baigan kaise diye?
Kundan 40 rupay killo!
Aurat Itna zyada?
Kundan Aap lijiye toh! Aap ke liye 35 lag dunga.
Vo Kundan ke bagal me ek aur sabji wala tha.. vo chila chila
ke matar bach raha tha… wo aurat matar wale ke pass
chali gayi.
Vo grahak kundan ke paas aate par bas daam puchkar chale
jaate. bazar me har koi matar bech raha tha.. bas kundan
baigan bech raha tha…
Kundan (self Har koi matar bech raha hain. Aise me mujhe bhi matar
talk) hi bechna chahiye tha. Baigan ki kheti kar ke apna nuk-
san kara liya.
3 Scene (ghar )
Vo Baigan ki sabji bazar me zyada nahi biki, 2 din ke andar
kundan ke sare baigan kharab ho gaya, kundan ko accha
khasa nuksan hua!
Kundan Abki bar matar ki kheti karungi
Vo Kundan ne apne bache huye paise se, matar ki kheti
karne ka nirnay liya!
4 Scene (Matar ki kheti)
Vo Agle din kundan matar ki kheti karna shuru kar deta
hain.. kundan ki do betiya thi, jo kundan ki madad kiya
karti hi..
5 Scene (Matar)
Vo Kundan do mahino tak matar ke kheto main mehnat
karta hai… aur do mahine baad uske matar tayiyaar the
Story Name: Sone ke Matar ki Kheti
Characters : Kundan, Aurat, Geeta, Babita
katai ke liye…
Geeta Pita ji matar ki kheti bahot acchi huyi hain. Ek ek matar
acche se bada hai!
Babita Badega kyu nahi? Ham teeno ne itni mehnat jo ki the.
Kundan Aaj bazar se aate aate paneer launga! Aaj ham matar pa-
neer khayege.
Vo 2 mahino se pura parivar rukhi sukhi roti khaa ke apna
peth bhar rahe the. Kundan sochta hain, matar ki acchi
bikari hone pe aaj kuch aache khayege!
6 Scene (Bazar me)
Vo Kundan matar bechne lagta hain.. par ab bazar me koi
bhi matar nahi leta hain.
Kundan Aao taze taze matar lelo.
Aadmi Oo bhaiya bhindi bhi hain?
Kundan Are matar leke jaiye.. bahot taaze hain.
Aadmi 2 mahine se bas matar hi khaa rahe hain.. bhindi hain
toh batao!
Kundan (sad)nahi bhindi toh nahi hain!
Vo Kundan ke bagal me jo sabji wala hota hain…. ramu vo
kundan pe hass raha hota hain..
Ramu (laughing)Aao bhaiye yaha aao ,bhindi yaha hain... kuch
log bas kheti karna jante hain…. bazar me konsi sabji
chal rahi hain, unhe pata hi nahi hota hain(laughing)
Vo Iss bar bhi kundan ki sabjiya nahi bikti hain.
7 Scene (ghar )
Vo Kundan ghar aata hain.. usski beetiya paneer ka intzar
kar rahi hoti hain… kundan ke paas paneer na dekh ke-
hti hain.
Geeta Pita ji paneer nahi laye!
Kundan Kaise laata? Jab matar ki sabaji bazar me biki hi nahi
babita Aap ne kaha tha! aaj matar paneer khayege. mujhe vahi
khana hain
Kundan (gusse )mera dimag bahot kharab hain! Chup chap se jo
mil khaa le.
Vo Kundan gusse me anpe choti beti babita ko chila deta
hain..
Story Name: Sone ke Matar ki Kheti
Characters : Kundan, Aurat, Geeta, Babita
Vo Kuch dino me matar bhi kharab hone lagte hai… Kun-
dan scohta hain, matar kharab hone se aacha matar
cheel kar bahar rakh deta hu.. koi na koi janwar pakka
Khaa lega!
8 scene (Chidiya)
Vo Har din ek chidiya aati aur, khud matar khakar apne
parivaar walo ke liye bhi le jaati hai… dekhte hi dekhte
dher saari chidiya matar khane aaya karti hai!
Kundan Accha hain, matar kharab hone se pahle khatam ho gaya
kisi ka toh peth bhara.
Vo Vo chidiya fir se aati hain..
Kundan Kuch nahi bacha hain! Sab matar khatam ho gaye.
Vo Fir bhi vo chidiya kundan ke piche aati hain.
Kundan Ab khilane ke liye kuch nahi hain mere pass. Jaao yaha
se.6 mahine se meri betiyo ko acche se khane tak nahi
mila hain. Kaha se paise aayega vo bhi nahi pata.
Vo Kundan ke paas kheti karne ke liye bhi paise nahi the,
Kundan vahi preshan hoke baith jaata hain.. vo chidiya
kundan ke paas aati hain, aur apne muhh se ek sunhere
ka beej nikalti hai.
Kundan Iss bij ka kya karu? Apne khet me laga du!
Vo Vo chidiya apni gardan hilati hain.
Vo Kundan chidiya pe zyada dhyan nahi deta hain. Sunhere
ke beej ko apne khet me fek deta hain.. fir bhi kundan
jaha jaata chidiya uske piche aati
Kundan Ab kyu mere piche lagi ho? Vo beej khet me bo toh diya.
Vo Fir bhi vo chidiya vahi khadi hoti hain
Kundan Us me paani daalu?
Vo Chidiya apni gardan hilati hain
Kundan Kya musibat hain?
Vo Kundan ne jaha beej feka tha. Vaha paani dal deta hain.
Fir jaa ke vo chidiya udd jaati hain.
Vo Kundan apne ghar chala jaata hian.
9 scene (matar ki kheti )
Vo subha subha babita apne khet main aati hai toh dekhti
hai ki saare khet main firse matar uge hai!
Story Name: Sone ke Matar ki Kheti
Characters : Kundan, Aurat, Geeta, Babita
Babita Pita ji bazar me bhindi ke sabjiyo ki mang hain. Toh fir
se matar ki kheti kyu ki aapnee? Dikhiye khet matar aa
gaye.
Kundan Kya? Maine toh matar ki kheti nahi ki thi..
Vo Kundan bahar jaa ke khet me dekhta hain. Uske khet me
matar aa jata hain..
Kundan Kal tak toh kuch nahi tha khet me, achnak se matar kaha
se aa gaye.
Vo Kundan ek matar cheelta hain…. Andar sone ke matar
nikalte hain..
Vo Khet se sare matar ghar laata hain.. unhe cheelkar sone
ke matar nikal leta hain.. kundan aur uska parivar bohat
khush hote hain sone ka matar dekhkar
Geeta Pita ji par ye sone ke matar kaha se aaye apne khet me.
Kundan Ye sab uss chidiya ka kalam hain… ussi ke beej se sone
ke matar uge hai.
Vo Kuch sone ke matar bechkar kundan ki ghar ki paristithi
badal jaati hai… wo daan puniya bhi karta hai… aur bade
khet bhi khareed leta hai… iss din ke baad kundan ko
kabhi paiso ki kami nahi hui!

You might also like