You are on page 1of 3

 ADDING FETURES

 Ham ak applica on tyar karenge jisme ham former ki crops


aur vegetable ko sell aur buy kar sakte hai.
 Isme selling ki star ng ke liye ham Mandi dealer ko suggest
karenge jisse uska selling market increase hoga aur vo ak
par cular buyer ko sell karne ki jagah india ke kisi buyer ko
sell kar sakta hai.
 Applica on me ham seed ke liye special criteria decide
karenge jisse former ko achhi quality ke seed mil sake aur use
ra ng aur review system se a ach karenge.
 Har seed buyer ko ye detail uske sath add karni hogi ki former
usko kaise ugaye
 Ham ak par cular area ko agriculture expert se a ach karenge
jisse vo hame new crop us area par ugane ke liye suggest
karega aur ham us crop ka seed us area me offer ke through
logo tak pahuchayenge .
 Delivery ke liye hame delivery boy ki jarurat hogi to ham us
youth ko rojgar de sakte hai jiske pas khet nahi hai majduri ke
liye village leave kar city me jata hai .
 Kai bar former ko fer lizer ke liye bar bar chakkar lagana pdta
hai to ham online hi fer lizer provide kara denge .
Log hamri website se hi seed kyon khareedenge?
 Kisi bhi new crop ko ugane se jyada use sell karne me kisano
ko problem ho hai to is applica on ke through ham ye
problem solve kar denge jisse new crop ko grow karne ki
tendency increase ho jaygi.
 Ham farms ka jo hissa pada hai us par sugges on le sakte hai
aur kuchh naya kar sakte hai kyuki ab former ko kisi bhi nyi
crop ko bechne me problem nhi hogi.
 90% sell market me low price pe ho hai.
 Former ko uski genuine crop ki price bhi mil jayegi aur koi bhi
crop ya food grain MSP se kam par nhi sell hogi.
 Foreign country me export karna asan ho jayega.
 Vegetable aur fruits ko spoiling se bacha sakte hai kyonki 20%
vegetable aur fruits waste hota hai.
 Former ko achhe quality ke seed provide kara sakte hai jo ki
bahut jaruri hai.
 Fer lizer ka major part bade kisan kharid lete hai yanha tak ki
government fer lizer bhi jo adhar se link ho hai usko bhi isse
bade kisan fer lizer ko chhote kisano ki tulna me kam price
par le lete hai is problem ko ham app ke through easily solve
kar sakte hai.
 Future me former khud hi itna advance ho jayega ki vo apni
crop direct sell kare.Isse usko achhi price mil jayegi aur vo
forming me Jayada interest lene lagega.
 Ham delivery boy ki tarah new youth ko job bhi de sakte hai
jiske pas farm nhi hai isse vo bade sahron ki taraf jane se
achha apne birth place pe hi family ke sath job kar sakta
hai.(badh popula on ki vajah se din ba din farms par cular
person se kam hote ja raje hai)
 Future me popula on itni badh jayegi ki log vegetable ke liye
ghar se nikalana hi nahi chahenge to ham logo ko door to door
vegeatable provide karenge .

 58% popula on directly or indirectly depent on agriculture aur


GDP me agriculture ka 16.8% contribussion hai.
 India has the highest net cropped area in the world and
largest number of former.aur uske baad bhi ham top ten food
grain , vegetable,export country ki list me nahi aate hai.
 20% se jyada fruits aur vegetable waste ho jate hai.
 Koi bhi app aisa nhi hai jo food grain and vegetable selling ka
proper market deta ho.
 e-nam ak government website hai jo kuchh hi mandi se
connect hai.
 Jitne bhi app present hai agriculture par aisa koi app ya
website nhi hai jo hamare feture ko fullfill karte ho.

You might also like