You are on page 1of 3

1st Part of video

Jo students US visa ki Interview ki tyari (preparation) kar raha hai unkaa mann ma ye doubt toh
aata hoga ki US visa interview easy hai ya difficult hai.

Well Reality ye hai k Jinka toh interview clear ho jata hai…. unko interview bada easy lagta hai,
ya simple question pucha approved kardiya. But…..Jinki refusal ajati hai, unhe lagta hai
interview bahot difficult hota hai, bina pucha refuse kar deta hai ya totally luck based ya fhir
officer based hota hai.

Second Part

So ye video ka first part hai aur isma ma apna refusal ka experience and mistakes btauga Jo apko
apke interview ma help karegi.

14th of june ko mera visa refused hua delhi embasy se (sab process agent ne kiya tha)

25th of Aug ko mera visa Aproved hua munbai embasyy se (is time maina process khud kiya
tha...

Third Part

14th june ko around 10 bja mera interview tha

Counter no 24
young lady thi
Mera agaa 2 students tha unka visa usna approve kia tha

And Mera interview just 30 sec ka tha….


bss 2 hi question pucha,

First question
1. Why this course….
abhi maine answer shuru e kiya k usna skip krdia

2nd Question Why this university?


Woh bhi 2 line suni aur
Sidha refuse dedi....

Ye chij bahot sara students na face ki hogi ki bina kuch pucha refuse kardia,
agar hum unsa reason pucha na woh reason btata just 1slip de deta hai
Same mera sath bhi yehi hua……
Mera confidence bhi acha tha, mera answer bhi acha but I think officer (with Smile) ka mood
acha nhi tha so isiliya usna refuse kardiya….

Iss moment Pa na bnda totally blank ho jata,


Bina kuch pucha refuse kardiya na koi reason bnda kara toh kya kare, upper se itna paisa laga
rakha just 30 sec ma hi sab khtm.

Us din 80% refusal aa rahi thi


And -20% approval.

Fourth part of video

Even fully funded scholarship walo ko bhi officer refuse kar raha tha
So luck and officer ka mood definately matter karta hai.. acha hai toh sabko visa milta hai

But kuch mistakes jo mere according bahut saare log krte and maina bhi ki…..Jaise ki
1. University and course select according to your interest
2. Interview preparation
3. DS160
4. Embassy information

1. Mostly jo bache haryana punjab ke hai, unko course and universityhi nahi pata hoti,
Inn bacha ko agent apna mrji se low ranking and koi bhi course de deta hai....
Jo chij ke bara ma apko kuch bhi mhi pta toh aap uska bara kuch bol pauga nhi bss jo answer
ratwaa diya wohi...

Solution:
Apni university achi ranking ki
Public- National choose kro
And course jis field ma apka intrest hai jiska bara ma apko pata Hai.

2. Iske ilava agent sab students ko same answer de deta hai ….. unma se kuch kuch ka visa aajata
hai…….aur baki sabki refusals....

Aap apni jab bhi interview ki prepartion karo


Toh apna answer apni university, course and Profile ke hisab se bnao.....
Normal speed ma araam se bolo….
Jitna practice karoga utni hi fluemcy awegi
Fifth part of video

3. Mostly agent DS160 bharte time student ke profile ke according detail nai fill krte.....ek
general pattern hota hai unka....and sabhi ka vaisa e fill kr dete hai

And yehi one of the major reason hai refusal ka (according to me) Hmm 10 me se 2 students ke
visa aata bhi hai.

So apna ds160 ko dyan se and acha se fill karo, apna achievemt and achi chije usma mentioned
kar do..... Jo apke profile ko strong dikhaye.

4. Interview hard work se nhi smart work se clear hota hai...Jaha pe bhi apka interview hai uss
counsalte sab info lelo,
Like current visa ratio, konsa officer acha hai...
Konsa visa deta hai collect phtograph.
Ye game changer chij and very important.

Next part I will discuss my visa approved experience, and some tips.

You might also like