You are on page 1of 1

Hum Ko Kiske Gham Ne, Ghulam Ali

Dil Ki Choton Nay Kabhi Chain Sey Rehnay Na Diya Jab Chali Sard Hawa Mai Nay Tuhgay Yaad Kiya Iss Ka Roona Nahi Kyoon Tum Nay Kiya Dil Barbaad Iska Gham Hai Kay Bohut Dair Mai Barbad Kia Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara, Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Kisnay Tora Dil Hamara Kisnay Tora Dil Hamara Yeh Kahani Phir Sahi Dil Kay Lutnay Ka Sabab Poocho Na Sab Kay Samnay Naam Aaega Tumhara ... Ye Kahani Phir Sahih Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara, Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Kisnay Tora Dil Hamara Kisnay Tora Dil Hamara Yeh Kahani Phir Sahi Nafraton Kay Teer Kha Ker Doston Kay Shehar Main Hum Nay Kis Kis Ko Pukara ....ya Kahani Phir Sahih Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara, Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Hum Ko Kiskay Gham Nay Mara Yeh Kahani Phir Sahi Kisnay Tora Dil Hamara Kisnay Tora Dil Hamara Yeh Kahani Phir Sahi Kia Batain Pyar Kee Baazi Wafa Kee Rah Main Kaun Jee Kaun Hara ... Ye Kahani Phir Sahih

You might also like