You are on page 1of 1

-Fajr ki Namaz ke baad: (Para 22) & (PARA 30)

Fazilat:Surah Yaseen Quran shareef ka Dil hai, Jis ne 1 martaba SURAH YASIN ki tilawat ki
ALLAH Rabbul Izzat use 10 QURAN PAK padhne ka sawab ata karenge.

-Zohar ki Namaz ke baad: (Para 26)

-Asar ki Namaz ke baad (Para 29)


Fazilat:Is surah ke padhne par Dil me Yaqeen & Noor paida hota hai.

-Maghrib ki Namaz ke baad: (Para 27)

- Isha ki Namaz ke baad: (Para 21)& (Para 29)


Fazilat: Surah Mulk ka har Raat ko padhte rahne Azaab khabar se Najat ka sabab & Azaab
Jahannum se bhi.
-Huzoor Sallallahu Alaihi wa Sallam is waqt tak nahe sote the jab tak Surah al Sajda & Surah Mulk
na padh lete.

Juma ke din : (Para 15)


Fazilat:Is Surah ka padhne Zameen wa Aasmaan tak Noor paida karta hai,8 Din woh Noor khayam
rahta hai, Phir iske padhne wale ko yeh saara Noor Qabar me & Qabar ke baad Qayamat me diya
jayeaga.

Jume ke din: (Para 28)


Jume ke din Surah Juma ko padhe

Tum me se sab se accha woh shaqs hai Jo QURAN Seekhe & Sikhaye.

You might also like