You are on page 1of 5

Ho gai phir parbat-si pighalni chahiye

is himalay se koi ganga nikalni chahiye


aj ye diwar pardoon ki tarah hilane lagi
shart lekin thi ki buniyad hilani chahiye
har sarak par har gali main har nagar har gaon main
hath lehrate huye har lash chalni chahiye
sirf hangama khara karna mera maqsad nahi
meri koshish ye hai ki ye soorat badalni chahiye
mere sine main nahi to tere sine main sahi
ho kahi bhi aag lekin aag jalni chahiye

Dosto, bachpan me padha tha… kabhi nahi bhool paya..

Ho gayi hai peer parvat si pighalni chahiye,


Iss himalaya se koi ganga nikalni chahiye.

Aaj ye dewaar, pardon ki tarah hilne lagi,


Shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye.

Har sadak par, har gali mein, har nadi, har gaon mein,
Haath lehraate hue har laash chalni chahiye.

Sirf hungama khada karna mera maksad nahi,


Meri koshish hai ki ye surat badalni chahiye.

Mere seene mein nahi to tere seene mein sahi,


Ho kahin bhi aag, lekin aag jalni chahiye.

Dushyant Kumar

"यह कह कर मेरा दश्ु मन मझ


ु े हँसते हुए छोड़ गया,
के तेरे अपने ही बहुत हैं तझ
ु े रुलाने के लिए........!"

"Life laughs at you when you are unhappy...


Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #

Dard hua to dil se awaz aye maa


Takleef hue to yaad teri aye maa
Jab Sab na chor deya Mutlabi bewafa kah ke
Phir majhey tere achal ki yaad aye maa

Main kitna badnaseeb hoon


Logo se piyaar maanga maine Mile majhey Tanhai
Tuney Bin maanga Kitna piyaar deya
Aur main teri hi kadar na kar saka maa

BadGumani mein har ek ko maine Seena se lagaya


Bus Badnaseebi to dheko bus tujhey hi apne galey se na laagaya maa

Duniya ki ranginyon mein kohya raha


bus ek tujh hi ko bhool ka sab ke pecha bhagta raha
Teri Tanhaiyon mein ek pal bhi tere saath na raha
Main badnaseeb teri maafi ka kabil bhi na raha

Jab Hosh mein aya To maloom hua ke


kio apna nehi bus tere siwa maa

Teri goad main sar rakh ke ro ro ke mout-e-faryad ki dua ki


Maa na rote rote apni zindagi apni khushiya bhi mere naam ki

Main Kitna beaqal kamzarf hoon


Tera khwab bhi pura na kar saka main tere leya kuch bhi na kar saka maa
Maine kitne dhuk deya
Aur tuney uff tak na ki maa
tuney kabhi na saath chora
Na kabhi kuch kaha majhey tuney maa

bus ek khwab hai zindagi ka


beshak kuch mile na mile
main kuch bano ya na bano
bus ek arman hai zindagi ka

Main ek dafa teri goad main sar rakh so sako maa


woh sakoon-e-neend pana chahta hoon maa
Bohat dard ho raha hai maa
apne hathon se mere zakham-e-dard ko mita do maa

"Woh Zeher De Ke Marta Tou Duniya Ki Nazron


Mein Aa Jata
So Us Ne Yun Kiya,Mohabbat Ki Aur Mujhey Chhor
Diya....."

!!!~~~~Zindagi Humse Bichher Ke Pachhtai


Bohut~~~~!!!
Maa-baap

Jab tu paida huwa kitna majboor tha


Yeh jahan teri sonch se bhi dour tha...

Haath paaon bhi tab tere apney na thay


Teri ankhon main duniya ke sapney na thay...

Tujh ko aata sirf rona hi tha


Doodh pi ke kaam tera sona hi tha...

Tujh ko chalna sikhaya tha maa ne teri


Tujh ko dil main basaya tha maa ne teri...

Maa ke saaye main parwaan chadne laga


Waqt ke sath qad tera badne laga...

Dhirey dhirey tu kadiyal jawan ho gaya


Tujh pe saara jahan meharban ho gaya...

Zor-e- bazoo pe tu baat karne laga


Khud hi sajney laga khud sanwarney laga...

Ek din ek ladki tujhe bhaa gayei


Ban ke dulhan woh tere ghar agayei...

Ab faraayez se tu door honay laga


Beej nafrat ka khud hi tu boney laga...

Phir tu maa baap ko bhi bhulaaney laga


Teer baton ke phir tu chalaney laga...

Baat be baat unn se tu ladney laga


Qayda ek naya tu phir padnay laga...

Yaad kar tujh se maa ne kaha ek din


Abb humara guzara nahin tere bin...

Sunn ke yeh baat tu tayesh main agaya


Tera gussa teri aqal ko kha gaya...

Josh main aake tu ne yeh maa se kaha


Main tha khamosh sab dekhta hi raha...

Aaj kehta hoon peecha mera chor do


Jo hai rishta mera tum se woh tod do...
Jao ja ke kahin kaam dhanda karo
Log marte hain tum bhi kahin ja maro...

Bait kar aahen bharti thi maa raat bhar


Inki aahon ka tujh par howa na asar...

Ek din baap tera chala rooth kar


Kaise bikhri thi phir teri maa toot kar...

Phir woh bhi bas kal ko bhulati rahi


Zindagi isko har roz satati rahi...

Ek din

You might also like