You are on page 1of 2

Vijayi vishwa tiranga pyara, Jhanda ooncha rahen hamara; Sada shakti sarsane vala, prem sudha barsane

vala Veeron ko harshane vala, matribhoomi ka tan-man sara; Vijayi vishwa tiranga pyara, Jhanda ooncha rahe hamara!! Aaoo pyare veeron aaoo, desh-dharma par bali bali jao Ek saath sab milkar gaao, pyara Bharat desh hamara; Vijayi vishwa tiranga pyara, Jhanda ooncha rahe hamara!! Shaan na iski jaane paaye, chaahe jaan bale hi jaaye Satya ki vijay kar dikhlaye, tab hove pran poorn hamara Vijayi vishwa tiranga pyara, Jhanda ooncha rahe hamara!! ======================================================== Ho Ho O O O O .... (Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang )-2 Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain Neeli Chaadar Taane Ambar Hain Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-4 Ho Ho O O O O .... Sindoori Gaalon Wala Suraj Jo Kare Thitholi Sharmeelen Kheton Ko Dhank De Chunar Peeli Peeli Ghoonghat Mein Rang Panghat Mein Rang Cham Cham Chamkila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-2 [ Des Rangila Rangila Des Mera Rangila Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Ho Ho O O O O .... ?abil? Gulaal Se Chehre Hain Yahaan Mastaanon Ki Toli Rang Haseen Mein Rang Khushi Mein Rishten Jaise Holi Baaton Mein Rang Yaadon Mein Rang Rang Rang Rangila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-2 Hey Dholaaa~, Re Mharo Dhola Re Ishq Ka Rang Yahaan Par Gehraa Chadh Ke Kabhi Na Utre Sachhe Pyar Ka Thehra Sa Rang Chhalke Par Na Bikhre Rang Adaa Mein Rang Haya Mein Hain Rasila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-2 Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain Neeli Chaadar Taane Ambar Hain Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-2 Ho Rangila Rangila Des Mera Rangila ( Des Rangila Rangila Des Mera Rangila )-4

======================================================== Transliteration: sare jahan se accha hindostan hamara ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitan hamara ghurbat men hon agar ham, rahta hai dil vatan men samjho vahin hamen bhi, dil hain jahan hamara parbat voh sab se uncha, hamsaya asman ka voh santari hamara, voh pasban hamara godi men khelti hain is ki hazaron nadiya gulshan hai jin ke dam se, rashk-e-janan hamara aye ab, raud, ganga, voh din hen yad tujhko utara tere kinare, jab karvan hamara maz'hab nahin sikhata apas men bayr rakhna hindvi hai ham, vatan hai hindostan hamara yunan-o-misr-o-roma, sab mi? gaye jahan se ab tak magar hai baqi, nam-o-nishan hamara kuch bat hai keh hasti, mi?ati nahin hamari sadiyon raha hai dushman, daur-e-zaman hamara iqbal ko'i meharam, apna nahin jahan men m'alum kya kisi ko, dard-e-nihan hamara

You might also like