You are on page 1of 21

Best Of Indian

Rss Feed Google Plus Facebook twitter


Best And Famous Mirza Ghalib Shayari Collection
August 12,
2012
Mirza Ghalib was born on 17 december 1797 in Agra. When he was five years old, h
is father died in the battle of Alwar in 1807. He was then cared by his uncle mi
rza nasrullah baig khan. Mirza Ghalib married Umrao Begum when he was 13 years o
ld. All the seven childrens that he had died in their childhood. He said that hi
s marriage is a second imprision for him, his life itself being the first. He ha
s conflicting relation with his wife. His wife was said to be pious and god-fear
ing. In mughal courts Mirza Ghalib was famous for his poetry as well as a "ladie
s man".
He started writing poetry when he was 11 years old. Most of his work are on sadn
ess and despair but he has also written some very good love shayari. The languag
e of his shayari is mainly urdu but he also knew arabic, persian and turkish.
Here's some of mirza ghalib shayari that are simple to understand and famous.
Mirza Ghalib Picture
Mirza Ghalib
Some Of The Best 2 Line Shayari's
Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...
Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay ...
Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!
Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...
Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...
Love Couple Picture
Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...
Kaiday-hayaat, banday-gham asal may dono eik hain,
Maut say pahlay aadmey gham say nigaat paye kyun ?
Matt poonch key kya haal hai mera tere pechhee,
Tu dekh key kya rangg hai tera meray aagay ...
Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...
Nazzaare nay bhe kaam kiya waan naqaabb ka,
Mastey say harr nigaah terey Rukhh par bikharr gaye ...
Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?
Four Line Mirza Ghalib Shayari

Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,


To naksh dil kay ubharr gayay,
Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....
Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
Jis kadarr logg thay baarish me nahaanay walay,
Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay
Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
Kya baat banay wahan, jahan baat banyay na banay,
Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...
Har eik baat pay kehtay ho tum key toh kya hai ?
Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ?
Ragon may daudtay firnay kay ham nahi qayal,
Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?
A Tribute To The Legand
Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
Hua jab ghamm say yoon behiss to ghamm kya sarr kay katnay ka,
Na hota gar juda tann say to zanoo par dharaa hota,
Huye muddat key ghalib marr gaya par yaad aata hai,
Har ek baat par kahnaa key yun hota to kya hota ...
If you enjoyed reading these shayari's collection, PLease SHare THis.
Enter Your Email To Recieve Top Selected Posts
submit
Kindly Share it.
2063 44

544 comments
Rahul
20 August 2012 at 11:00
Mushkil hai is yaari ko bhula pana,
Mushkil hai tumhe yaadon se mita pana,
Tum ek keemti tohfa ho dosti ka,
Namumkin hai is tohfe ki keemat chuka pana
Gaurav Sharma
28 April 2013 at 11:32
good work rahul...!!
Noman Khan
8 May 2013 at 11:02
I really like Mirza Ghalib poetry.He was my fane.
Amyt
31 May 2013 at 03:58
Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.

Amyt
31 May 2013 at 04:01
Kisi Faqeer Ki Jholi Mein Jab Maine Ek Sikka Dala;
Tab Yeh Jaana Ke Iss Mehangayi Ke Zamaane Mein;
DUA'EN Aaj Bhi Kitni Sasti Hein!
bbhardwaj.vikass
20 August 2013 at 16:46
Badi der jali ye aag chubhan ki,
sang dhadkan sulgi jae re,
mai rah rah dekhu rasta tab bhi,
wo ruke na palta aye re,
bbhardwaj.vikass
20 August 2013 at 16:48
Na jane kahan se ,
unhone hame bhulane ki,
ada sikhli hai,
bbhardwaj.vikass
20 August 2013 at 16:49
Kal bhi kal ki bat huwi,
aaj bhi kal me beet gaya,
kal phir kal me aaj huwa,
phir youn hi zamana beet gaya,
nikhil mittal
28 September 2013 at 22:58
Kal jo bet gaye vo yadein the.......
Aj jo hai,vo haqeeqat hai....
nikhil mittal
28 September 2013 at 23:04
Pyar sapna ke taraha hai,
Jo accha bhi lagta hai,par pas rahata hai kuch dar ka leya.....
WAY TO GET A AUSTER LIFE..!!
29 September 2013 at 09:21
Abhi mashroof hun kafi kabhi fursat me sochunga...k tujhko yaad rakhne me mai ky
a-kya bhool jata hun...
Umar Farooq
1 October 2013 at 03:01
badi wehshat se dekh raha hu is maikhane ko
is ne waqt hi nahi diya sar jhukane ko
mujhe marne se dar nahi lagta aye "umar"
bas sharm si arahi hai us ke paas jane ko
Ritesh Pandey
1 October 2013 at 10:57
jab se suna hai ki marne ka naam jindgi hai
sar pe qafan liye qaatil ko dhundhte hein
WAY TO GET A AUSTER LIFE..!!
1 October 2013 at 11:08
Galti se ek rind Jo jannat me ja Pahuncha..yeh soch kar usne eerada badal diya,
Jannat me kya maza hai jab daaru nahi milti..thodi si peekar haath me dozak ko c
hal diya
KAMAL VAID
2 October 2013 at 11:43
jahid sarab pine de masjid me baith kar
ya vah jagah bata jaha khuda nahi.........
WAY TO GET A AUSTER LIFE..!!
2 October 2013 at 11:52
Wo aaiyinae me aise mehsoos ho rahe the...angdayee lekar jaise tasveer bolti hai
sufyan khan
4 October 2013 at 05:37
s qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib" Abb koi agarr pyar se bh
i daikhaay to bikharr jata hoon mai ... - See more at: http://www.bestofindian.i

n/2012/08/best-and-famous-mirza-ghalib-shayari.html#sthash.ge0ah8wi.dpuf
nikhil mittal
4 October 2013 at 05:46
Kese par hak jamaya apna samjhkar.......
Hos jab aya ,jab unhone kaha ke mujh par tumhara kya hak.......
Zeeshan Alam
8 October 2013 at 11:26
AAZAD KAR DIYA HUM NE BHI US PARINDE KO
AE DOST
JO HAMARI DIL KI QAID ME REHNE KO APNI TOHEEN SAMAJHTA THA..
Dinesh jethava
8 October 2013 at 21:35
andaz woh apna aaine me deknte hai ,
Or yeh bhi dekhte hai ki koi dekhta naho .
Bhanu Meena
10 October 2013 at 11:59
Masjid khuda ka ghr h maykhana ni,kafir k dil m ja wha kguda ni
Bhanu Meena
10 October 2013 at 11:59
This comment has been removed by the author.
jeetainder
23 October 2013 at 01:51
KAL TAK TO KEHTE THEY KE GHALIB BISTAR SE UTHAH NAHIN JAATA
AAJ DUNIYA SE JANE KI TAAQAT KAHAN SE AA GAYEE
pramit sharma
24 October 2013 at 08:50
Kafir ke dil se aaya hu mai dekh kar
Waha khuda maujud hai use pata nahi.....
mahajankaran1
28 October 2013 at 07:13
kaun kahta hai k kaafir k dil mein khuda nahi,
bus wahan khuda ko kehte khuda nahi...
Open source softies
3 November 2013 at 23:43
Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...
Suntey aye the nikle the Adam Khul (Jannat) se
Magar bahot be-aabroo hoker tere Koochey se hum nikle
Abhishek Kumar Singh
4 November 2013 at 20:40
Rooh kaapti hai meri zehar dekh kar,
Koi aur hoga tera hum-dum mere jaane ke baad...
Arif Mohammed
5 November 2013 at 01:26
Ye ishq hai na samjho umar bhar...
Hai bhare glass mein jaam barabar...
Maza tou bottom ups hota hai...
Glass ko phir bharne mein hota hai...
Maqsood Warsi
7 November 2013 at 04:24
Dosti,,Dosti,,Dosti,,,kya thi ye dosti, "nhi Janta tha," tere aany se pata chala
ky hi ye dosti,,,mujko mujeh se melaya tre dosti ny,,,,Har kusi - gham me the t
ere yaari,, miss karta hu tere yari, najany kaha khogaye tre yaari !!!!! khud ko
khudi se melane ki kosis karta hu,,, turi yaari bhulany ki kosis karta hu......
...ye soch kar khud per hasi aati hi, ye kasi Dosti hi jo Aankhen Nam karjati...
.Pher Khud ko samhalta hu, Soch ta hu,,, Sayad yahi Zindagi ka nam hi,,,yahi Das

tury Zindagi hi...Khuda pass hoty to kata ye kasi teri maslyhat hi.... Kiun tu a
pny bando ,,, Rulata hi.. ..or kahta hi yahi Zindagi hi.. Ha yahi Zindagi hi....
..
irfan ahmad
9 November 2013 at 22:55
JaNe dO Us ""BeWaFa""" ko ""IrFaN"" jo iTni
""MuHaBbAt"" Ke baAd bhi
meRa na hUa to kisi Aur ka kya hoga
naresh kaushik
13 November 2013 at 05:24
dil ne kiya saval savalo me kho gaye
julmatkade se lote ujalo me kho gaye
ham gajal suna ke apni hairani me rah gaye
sab log apne apne chahne valo me kho gaye
takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
ek mod talak to saath diya ek mod pe lake chhod diya
khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya
takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
ek mod pe aake mil bhi gaye ek mod pe aake bichhad gaye
us mod talak to saath diya is mod pe lake chhod diya
takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
manzil ka kya batlaye rahvar bhi nahi saathi bhi nahi
takdeer bata tune mujhko kis bhavar me lake chhod diya
takdeer bta tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
naresh kaushik
13 November 2013 at 05:25
mai najar se pi rha hu
ye shama badal na jaye
na jhukao tum nigahe
kahi raat dhal na jaye
mere ask bhi ha isme
ye sarab bal na jaye
mera jam chune vale
tera haath jal na jaye
mai najar se pi rha hu
ye shama badal na jaye
mei jindagi ke malik
mere sine pe haath rakh de
kahi unke ane ki khusi me
mera dam nikal na jaye
mai najar se pi rha hu
ye shama badal na jaye
nikhil mittal
16 November 2013 at 00:05
Safar zindge ka bhi bda ajeeb hai.........
Aaj aap kahan par ho aur kal kahein dosre jegaha jana pdega kuch pta nahi....
Jegha nayi,log naye ,aur sapne bhi....
Sapne bhi kuch aur jab ankhen khole tab haqeeqat samne aye.....
Nahi kerta maan bena sapno ke jena ka.....
par haqeeqat ka samna na kerna bhi to bujdile hoge.....
Ankhon ke hai, vo to sapna dekha te hai.......
Leken jes ko apna mana,use na zindge ma dard deya, Aur ya haqeeqat hai......
Jesa mena apne zindge ma,Apna sapno ma jegha de,Use na mera sath,Mera sapna ko t

oda....
Aur yahi zindge ke haqeeqat hai.....
waseem
18 November 2013 at 03:09
dekhata hu tuje to dar lagta hai, n dekhata hu to need nhi aati, kya karu isaq c
hiz hi aisi hai, jo darati bhi hai aur hasati bhi hai, kyu ki isaq ka yehi dastu
r hai.
Priya Dikshit
19 November 2013 at 13:12
Zindigi ke doharon par
Khada raha wo hamesha
Kyuki ek ne kaha yahan tumhara koi thikana nai
Aur dusre ne kaha yahan thikana koi dene wala nai..
Naveed Jan
23 November 2013 at 22:52
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
Naveed Jan
23 November 2013 at 22:54
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
shoib akhtar
27 November 2013 at 11:14
wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
diye me jo tail tha sar pe laga gaye
Vijay Grover
29 November 2013 at 02:23
Aandhion jao aram karo apna diya toh hum khud bujhae baite hain
Suruchi Gupta
1 December 2013 at 13:29
Hum ishq k raahi, ishq pe kurbaan...
Ishq ko paana hi ab iklauti dua...
Ye ishq ki manzil naseeb ho na ho,
Ik baar dekhna h ho ke ispe b fanaa... ;)
Sharik Malik
6 December 2013 at 01:31
tere baad fir kya arzoo-a-tamanna rakkhu,
tere baad tu bta kya tere siwa rakkhu,
kon hai jis pr tasabbur ki nazar rakku,
kon hai jis ki hr waqt fiqar rakkhu,
jo hd se tagaffush rahe mohabbat me kr gaye,
ye ilzaam bhi unhi k hi naam ayega,
luta koi bhi ho saamne manzil k pahuch kr,
bs tere hi sr pe ye ilzaam ayega,
jo log banate hai mahel ret me aksar,
ab unhi ki bajeh se ye tufaan ayege,
jo charag diya tohfe me mene tujhe us din,
bo charag sab-a-gham me tere kaam ayega,
lfz-dr-lfz ek qitaab ho jaun,
zkhm-dr-zkhm zulm-a-wfa ka hisaab ho jaun,
behayaee se ghutne lage dum haya ka jb,
me us din tere chahre pr ed naqaab ho jaun,
zra bhujhne de ye charag tu fir chale jana,
kha tha na sotey hua mt chhod kr jana.......................................
Sharik Malik
6 December 2013 at 01:38
Tamanna to Tamanna hai tamanna dil me rah jaye,

tamanna ho gayi puri rha ab or kya baki,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


tanweer akhter
17 December 2013 at 23:19
.
.
...
.
.
.
.
.

......
tanweer akhter
17 December 2013 at 23:28
DHEERE DHEERE SE SAB DOOR HOTE GAYE .
WAQT KE AGE MAJBOOR HOTE GAYE.
RISHTON ME HUMNE AISI CHOT KHAYIKI.
BAS HUM BEWAFA OR SAB BE KASHOOR HOTE GAYE.
Saquib Shaikh
21 December 2013 at 11:54
Bilkul sahi farmaya ..... Kyu ke Maut ko log youhee badnaam karte hai....
Taklif toh Zindagi deti hai.....
Saquib Shaikh
21 December 2013 at 12:13
Yeh Baat gaur karna....
Gaur farmayie
Mohabbat ke nashe humne saari umar unhe khuda maana ...
Hosh toh tab aaya jab usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
Arif Sayed
27 December 2013 at 03:47
Yaha jurm hota hain haskar.....nahin kehta koi unse tu baskar.....honi chahiye u
nki pakad kaskar......kyon rehte hain yeh chup duniya se darkar...!!!
sam shanmukh
27 December 2013 at 18:44
waah waah!!!
Mayank Kesarwani
28 December 2013 at 21:22
Kuchh ehsaas hai dabe dabe se;
Kuchh ehsaas hai thame thame se;
Kuchh ehsaas hai Machalne ko baichan;
Kuchh ehsaas chura lete hai neend aur chain;
Kuchh ehsaas saje rahna chahte hai dil ki garaiyo me;
Kuchh ehsaas jeena chahte hai surf tanhaiyon me;
Kuchh ehsaas me Chadh gayi hai dhool;
Jisme hai meri chahat ke phool.;
Jeevan ke is darpan me sirf tumhari chhaya hai;
Pyar ke is samarpan me sirf tumhari hi maya hai.
islami duniya
28 December 2013 at 22:11

Puchte Hai Wo Ghalib Kaun Hai,


Koi Batla De Ke Hum Batlaye Kya...
Jay Gupta
31 December 2013 at 23:26
Jab se muhabbat hui h hme unse,logo ko love story p yakin hone laga h.
web boom wazzub
1 January 2014 at 07:42
ye nahi kehta ki uss khuda ki saltnat se juda hu main...
par itna to uss khuda ne hi kha. ki apni kismat ka khud khuda hu main.....
Gaurav Srivastava
3 January 2014 at 05:14
kal tak jo jo log darte the pani ki ek boond se,
dariya ka rukh badalte hi tairak ban gaye
Iqtedar Siddiqui
5 January 2014 at 05:06
WOH MUJHSAI PUCHTAY HAIN KI KAUN HAI GALIB?
KOI BATLAI KI HUM BATLAI KYA. BY
IQTEDAR AHMAD SIDDIQUI
shahabaaj khan
5 January 2014 at 10:18
wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
diye me jo tail tha sar pe laga gaye............Jab se pyar hua h ...dosto aisa
lagta hai ki har love song mere liyehi bna h...skm shahabaaj
shahabaaj khan
5 January 2014 at 10:19
pyar hua iqrar hua h pyar karne se q drta h dil.....
santosh sunder
11 January 2014 at 17:58
Kehte hai hatho ki lakiren adhuri hoto,
Kismat me mohabbat nahi hoti,
Lekin sach toh yeh hai ki haton me pyara haath HO koi toh lakeron ki bhi zarurat
nahi hoti
Kunal Singh
12 January 2014 at 08:38
Matlab ki "aa bail mujhey maar!"
harsh vardhan
17 January 2014 at 10:44
Aandhion jao aram karo apna diya toh hum khud bujhae baite hain...
Navneet Kumar
21 January 2014 at 02:05
sabhi sayar bhaiyo ko sukriya
Navneet Kumar
21 January 2014 at 02:09
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki ek umr se soye hi nahi
zafar siddiqi
23 January 2014 at 10:48
Kuch se kya hoga bahot kuch se bahot kuch hoga,agar hum kuch se hi suruat kare t
o age chal kar bahot kuch hoga.
Shivam Tomar
25 January 2014 at 11:48
Kafir hun, yeh pta nhi
Na dikha koi khuda kahin
Masjid me baithkar peeta hun
Kyuki peena koi gunah nhi..

- by shivam tomar
Nadeem Nadoliya
28 January 2014 at 23:09
Mera ishq bhi ajeeb tha,mohabbat kabhi huvi hi nhi,aur pyar m dil bhi tut gaya.
Sunil Kumar
1 February 2014 at 23:35
Poochh Kar Aaya Hoon Un Parindon, 'Ghalib' Banaya Nahin Ghar Shaam Ki Khamoshi K
a Maza Lene Ke Liye!
Bhavya Raj
2 February 2014 at 20:57
jab Jamane ne mohabbat-a-anjam puchha!
'AAKHON' ne ro diya,
'JUBAN' itna v bebafa nahi kah diya,
or 'DIL' ka hal
bas
..
'DIL' janta h!!
Vijay Grover
7 February 2014 at 08:57
roj ek naya jakm de kr kehte hai apna khayak rakhna
sachin rajput
14 February 2014 at 00:11
dil doob jata hai akshar is tarah
uski yaad mai
ae dost
duniya ne b pagal ka naam de diya
sachin rajput
14 February 2014 at 00:15
maalum na tha ki kho jaynge kabhi uske ishq mai is tarah
jaise duniya mai uske siwa koi ho hi na
Shamir Ansari
15 February 2014 at 01:05
hai justaju ki khub se hai khub tar kaha
ab thairti hai jake dekho najar kaha.
Salam Galib.
Bipin Vanzara
20 February 2014 at 08:08
Tere ishq ne mujhe ayesa pyasa banaya,
Tere ishq ne mujhe ayesa pyasa banaya,
Tu ek minit ruk me pani pee ke aaya...
Amol Waghdhare
24 February 2014 at 01:47
This comment has been removed by the author.
Amol Waghdhare
24 February 2014 at 01:48
yuna ghamand kar tu apne husn par.
tu ek nahi jise khuda ne husn se Nawaja he ,
tera husn to kuch waqt tere sath he fir to mera sath hi tere kam aayega
Md. Aftab
25 February 2014 at 11:22
Kafir ka dil hai,isme buton ne li jagah
Kyon baithe khuda wahan par,
Jahan uske liye jagah nahin
Gulshan Kumawat
27 February 2014 at 02:52
Wo jo geet tum nay suna nahi,,
Meri umar bhar ka reyaaz tha..
Meray dard ki thi wo daastan,,
Jissay tum hansi main urra gaye
Gulshan Kumawat

27 February 2014 at 02:58


Abhi suraj dooba nahu zara si sham hone do,
main khud laut aaunga mujhe nakaam hone do,
mujhe badnaam karne ka bahana dhundhte ho kyuu..
main khud ho jaunga badnaam pehle naam hone do....
kartik
28 February 2014 at 05:06
Maut ko kyun karte ho badnaam tum,
Darr to ab zindagi se lagta hai,
uski beerukhi ki parwah nahi hai mujhe,
Darr to mujhe apni Aashqui se lagta hai
kartik
28 February 2014 at 05:22
wo hasti rahi rahi mujh pe,
Aur hum haste haste chot khate rahe,
ki zakhm bhi puchte hain mujhse,
ki kya tujhe chot nahi lagti
Archana Pandey
1 March 2014 at 00:46
Yeh h Mohabbat
Jo na Baatein krte they kisi se
Lo aaj vo Baatein krne ke Bhane Dhoonte hai kisi se
Amit singh
1 March 2014 at 21:19
Tu kaise jaane khuda ke liye waha jagah nahi, tu to koi khuda nahi
Khuda kaha baithe ye khuda ki khudai jane,
jinhone bante di duniya, kafiro or gair kafiro me wo kya jaane.
Amit singh
1 March 2014 at 21:35
Kon kahata hai ki adhuri ho lakiren to kismat nahi hoti,
kismat to unki bhi hoti hai jinki hathe hi nahi hoti
kartik
5 March 2014 at 05:02
"Gham is kadar barhey ke mein ghabra ke pee gaya,
Is dil ki be-basi pe tarss kha ke pee gaya,
Thukra raha tha mujh ko bari der se jahan,
Main aaj sab jahan ko thukraa ke pee gaya.."- shahir ludhyanvi
kartik
5 March 2014 at 05:18
This comment has been removed by the author.
kartik
5 March 2014 at 05:24
wo gairon ko apna samjhti rahi,
Aur mujhe apni nazron main gair bna diya,
main samajhta tha ki manzil huun main uski,
mujhe to aapna rassta hi bna diya
kartik
5 March 2014 at 10:27
dastaan-e-dard na bayaan ho jaye kahin,
isliye en hoonthon ko see leta huun,
dard ke en taaman aansuon ko kissi tarah main pee leta huun,
paar kya karun iss kambakht dil ka main;
iss dil par pathar rakhar kissi tara m jee leta huun
kartik
5 March 2014 at 10:34
dushmanon ki itni liyakat kahan ;
hum to doston ke hathon nihal hue;
dard me bhi itni himmat kahan thi;

hum to teri berukhi se hallal hue;


Avinash Singh Trivedi
5 March 2014 at 12:38
Jaam Pe Jaam Peene Se Kya Faayada Doston
Raat Ko Pee Hui Sharab Subah Utar Jaayegi
Are Peena Hai To Do Boond Bewaffa Ke Peekar Dekh
Saari Umr Nashe Mein Gujar Jaayegi.
kartik
6 March 2014 at 00:14
good work avinash...............)
kartik
6 March 2014 at 00:21
kuch hadd tak shayar to hum pehle hi the, kuch tere Ishq ne bna diya
kuch hadd tak aashiq to hum pehle hi the, kuch teri aashqui ne bna diya
kuch hadd tak pagal to hum pehle hi the, kuch teri berukhi ne bna diya
ramesh dubey
7 March 2014 at 13:15
Manjil meri kha kho gayi hai..
rasta ab kaun dikhae mujhe ...
Par gya hu kisi bewafa ki batme.
Bahar ab nikale kaun Mujhe...........
ankit Sen
8 March 2014 at 02:06
teri julfo ke shaye ki chahat aaj bhi hai,...raat kat-ti hai aaj bhi khayalon ma
in tere...deewano si wo halat meri aaj bhi hai,....kisi aur ke tasabbur ko uthti
nahi beyma aankhon main thodi si Sarafat aaj Bhi hai,....chah ke phir ek bar ch
od dena tu,....chah ke phir ek bar chod dena tu... Dil tod ke ja tujhe ijjazat A
aj bhai hai,..........aNk!t
Yaman Kohli
10 March 2014 at 09:58
Aankho ka ishara hi kuch aisa tha ki hum pal me kho gaye, Waqt ki qadr humne tab
jaani jab mujhe neend se jagaya gayaa.
MA AFTAB Ahmad
11 March 2014 at 00:35
aj kyon ruth gaya hai koi . jo har roj apna sa lagta tha ''
''aftab''
PAVAN JOTSHI
11 March 2014 at 03:35
kya baaaat hain
mudasir ali
12 March 2014 at 09:07
there are so many spelling mistakes................
Amit Kr.
12 March 2014 at 20:12
This comment has been removed by the author.
Amit Kr.
12 March 2014 at 20:13
This comment has been removed by the author.
Amit Kr.
12 March 2014 at 20:14
Saam hote hi chirgon ko bujha deta hu,
Ye Dil h kafi hai Teri yaad me jalne ke Liye ...........Amit
preeti gautam
15 March 2014 at 04:23
Yadon ki shamma,,jb bujhti dikhai degi...teri har sans mere wajud ki gavahi degi
...
Tum apne andar ka shor km karo...meri hr aaht sunaai degi.
preeti gautam
15 March 2014 at 05:48
Gaalib ne is khyaal se tod di Tasbeeh.....k kya loon uska naam gin k jo behisaab

deta aaya hai.


Pulkit Jangid
16 March 2014 at 12:21
Fikr a rojgar ne fasle bdha diye,,vrna sab yar sath the... abhi kal hi ki to baa
t hai,,,,
suresh kukreja
18 March 2014 at 06:48
KAREGA ZAMANA BHI KARDRA HUMHARI EK DIN
BUS HUMHARI WAFFA KARNE KI LAT MIT JAAYE
ISS KADAR BHOOKHA HOON SAHAB
KI DHOKA BHI KHA LETA HOON
Yugant Prakash
18 March 2014 at 12:14
Aaj kyu lout gaya woh mera khali ghar dekar,
Kuda shayaad usse abhi yakeen hua
Meri mohobaat per..
RITESH BANSAL
19 March 2014 at 23:09
Agar dil na dukhe kisi ka tumhare peene se, to pina koi gunah nahi
par agar dil dukhe kisi ka tumhare peene se, to khuda bhi maf tumko kar sakta na
hi
RITESH BANSAL
19 March 2014 at 23:49
Dil rota Hein mera, akhbaro me crime Ki khabre dekh kar
kya aisa bhi din ayega, jab akhbar ke panne khali honge,
na balatkar, na murder, na dahej, na koi bhi buri khabar hogi
aur India Ki khushali ke, akhbar ke har panno me gungan honge
Kuldeep Singh
21 March 2014 at 02:20
US NIGAHE NAAZ KO KYA KYA SAMAJH BAITHE THE HUM
WAH RI GAALFAT , TUJHE KYA KYA SAMAJH BAITHE THE HUM
Shine Mushtaq
21 March 2014 at 21:31
ISHQ NAY 'GALIB' NIKAMMA BANA DIYA
WARNA AADMI HUM BHI THAY KAAM KAY
;;;;;;LIVING LEGEND MIRZA GALIB SAHAB;;;;;;;;
Kumar G
24 March 2014 at 08:43
sanghe mar mar ko aansuvo se tharashe tho taaz mahal banthi hai,
toote huve mere dil ki tukdo ko jodo tho us bereham ki bewafai ki daastan banthi
hai.
.... Golukonda Kumar
Sahil Anwer
26 March 2014 at 06:14
Naqab kya chhupayegi shaba-e-husn ko,
Nigah-e-ishq to pathqr v chir deti hai.
Sahil Anwer
26 March 2014 at 06:18
Tere jamm me zaha tha
Par tere pilane me itna kulus tha k thukra na sake,
Yasin Patel
28 March 2014 at 02:40
Poochte hai WO Ghalib kaun h.......
Jawab de kr tauhin kaun kre.....
Prithvi Raj
29 March 2014 at 23:42
Wo Keh Ke Chalay
Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay;
Maine Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay;

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana;


Aisay Main Kahan Jaogi Barsaat Bohot Hay;
Wo Kehne Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay;
Nahi Chahti Dil Todun Tera Par Majboori Hay;
Gar Hui Ho Koi Khata To Maaf Ker Dena;
Maine Kaha Ho Jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay;
Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi;
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hai;
Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke;
Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hai!
Amardeep Bagga
31 March 2014 at 01:13
Chali simit-e-Ghaib se ek hava
Kay Chaman Zahoor ka, Jal gaya
Magar-eik-Shaakh-e Nihaal hey, Gum
Jise Dil kahey so haree Rahi..............................
preeti gautam
4 April 2014 at 08:37
Tujhe ikhtiyaar nai use bujhane ka....ye to kudrat hai uski,,,,jisko tu uske pic
hhe bhulaye betha hai.!
innocent samad
11 April 2014 at 12:51
tanhaayi me roone waale askar mehfil me haasa karthe.....ashiqui toh wo bhi kya
karthe hai kya kaare mehfil me izhaar nhi karsakhte ........!!!!!!,,
Suryansh Rana
17 April 2014 at 03:07
Ek Tu Katil...Ek Tere Gore Gall ki Till Katil...
Katil U Dekh Na Ayina Katil...
Kahi Takra Na Jaye...Katil Se Katil...
Raj Soni
26 April 2014 at 04:16
e janeman apni taqdeer ko itna mat aazma
ye mat bhool ki ho jaega 1 din tera bhi khatma
aaj jis khuda se hai tu itna khafa
kal tak dua me mangta tha tu usika aasra
maria hassan
29 April 2014 at 02:29
Har ummid ko ,jagate rahein hum,
Tum door the, paas ate rahein hum,
Na jane, kise isaq ka fasaana bana liya hum ne....
Tum bekabaar , aur neendain uratein rahein hum,
aditi sharma
29 April 2014 at 05:06
Zindagi ko gam-e-daastaan mat bana ae Gaalib....
Murdaa toh woh hai jinki nabzz hai dhadkano se Rukhsat..,,,
fayyaz ahmad
29 April 2014 at 05:28
Fayyaz Ahmad
Manjil bhi uski thi raste bhi uske the
1 me akela tha kafeele bhi uske the
shat shat chalne ki soch bhi uski thi
fir rasta badalne ka fesla bhi uska tha
aaj kiyo akela hu dil sawal kerta hai
log to uske the kiya khuda bhi uska tha
Alisha Ali
30 April 2014 at 02:21
Alisha khatoon,
Gairo ki mehfil me apno ke raaj kya dete,

Dil ke tute hue ngmo ko saaj kya dete,


Ek muddt se khde the jiske intjar me,
Usne mudkr hi na dekha use "awaaz" kya dete??????
Alisha Ali
30 April 2014 at 02:27
Alisha khatoon,
Na chahkr bhi yaad aayege hum,
Tnhaiyo me hmesa stayege hum,
Bus ek bar schche dil se yaad krna,
Andhero me bhi dikh jayege hum?????????
Mohd.Naseem Haider
30 April 2014 at 07:37
Koyal ki kok dekhiye minkhar e zaghan par,
Khinjeer ke laboun pe gulabon ki mahek hai,
Kiu kar ho aashkaar zamaane mein wafa ki,
Jab kanch ke tukdhoun mein bhi heere ki chamak hai,
Inder Sidhu
2 May 2014 at 02:44
Ek din jab hum unse mile to humne kaha k humain apse bhut pyar hai
.
to unhone kaha k pyar to hamain bhi bhut hai LeKiN kisi aur se
amaan quadri
11 May 2014 at 01:30
kis jahil aur badtameez shaks ne is page ko desighn kiya hai, use itni bhi tamee
z nahin ke shyari jeans ya denim par nahin likhi jaya karti. aur woh bhi jab itn
e bade viqar wale shayar mirza ghalib ki baat ho to khaas taur par yeh khyal rak
hna chahiye tha.yun to har shayari ya kavita ya aur digar art izzat ka mustahaq
hota hai. bainayat is kotahi ko badal diya jaye yeh meri aap sab se ba adab guza
rish hai shukriya.
Alisha Ali
12 May 2014 at 16:57
Koi bat nhi sayri jeans pr likho ya kagj pr sayri hr jgh achchhi lgti, isse koi
frq nhi pdta its only a mediam of sayri expresson nothing more than of it, so do
nt take it to heart
Alisha Ali
12 May 2014 at 17:11
Apni hatho ki lkeero se mita de mujhko,
Apni yaado k smundr se bahaa de mujhko,
Ek muddt se mujhe neend nhi aayee hai,
Anguliya fer k balo me sula de mujhko,
Yaad kr k mujhe aankhe teri roti hi hongi,
Ek kissa hu begana sa bhula de mujhko??????
amit nagpal
17 May 2014 at 02:45
is kalyug dunia me insan akela kyu pad jata h...
andhera hote hi saya bhi sath kyu chor jata h.
kisse kahu apna ya kisse kahu praya a amit...
ab to dosti bi ek matlab ka khel sa nazar atta h.
amit nagpal
17 May 2014 at 02:50
dekhne ko to bahut kuch h is zamane ki rangineo me...
par dil to kehta h k jahan tum ho bas vahin tak dekhun.
badshah
17 May 2014 at 13:21
Woh sakhs yu ruth kar chal diya ek choti si baat par ke,
jaise usse sadiyoon se kisi bahane ki talash thi...... Mirza galib
shoaib ahmad
17 May 2014 at 13:51
meri fitrat me nahi apna gham bayan karna..

tere wazood ka hissa hu to mehsoos kar takleef meri..


shahbaz rizvi
19 May 2014 at 06:21
Zara Kar Zor Seene Par Ke Teer_e_pursitam Nikle..
Jo Wo Nikle To Dil Nikle Jo Dil Nikle To Dam Nikle
Lipika
20 May 2014 at 22:17
This comment has been removed by the author.
Akhil Kumar
21 May 2014 at 04:49
KISI KO MOHABBT KI ACHAYIO NE MAR DALA ,,
KISI KO MOHABBT KI BURAYIO NE MAAR DALA ..
BACH NA SKA IS MOHABBT SE KOYEE,,,
JO BACH JYA USE TNHAYIO NE MAAR DALA..
Ankur Narain
29 May 2014 at 21:55
Aisa hai Aashiyan mera jis par koi chat nahi...
Aangan pada hai suna suna Dar-O-Diwar pe rangat nahi....
Mohammed Javed
30 May 2014 at 02:50
Dil E Kafir Me Khuda To Hai Khauf E Khuda Nahi
Javed
Shayad Ye Baat Inlogo Ko Pata Nahi
Mohmmed Anis
31 May 2014 at 15:00
Bada khuddar hu aaye Mohabbat sun le....
Tu Akdegi To nafrat main mila ker mita dunga....
Mohmmed Anis
31 May 2014 at 15:06
Jis dil main khuda ho wo buto ko sajda kare ....
Haram hai wo saans bhi jo masjid main bu paida kare.....
Mohmmed Anis
31 May 2014 at 15:08
Chand alfazo ki rawani main kufr na bol ....
Ye wah wah or wo aag dono toul kar dekh....
Mohmmed Anis
31 May 2014 at 15:10
Jis dil main khuda ho wo buto ko sajda kare ....
Haram hai wo saans bhi jo masjid main bu paida kare.....
Mohmmed Anis
31 May 2014 at 15:12
Chand alfazo ki rawani main kufr na bol ....
Ye wah wah or wo aag dono toul kar dekh....
shahid ahmad
2 June 2014 at 05:20
such a great man.mai un ki taarif kyaaaa karuuu.......
prachi tripathi
3 June 2014 at 10:01
KaaSh Wo AyEn AuR kAhE hUmSe
Ki KaHiN hUm MAr gAYe HaiN jO itNa uDaaS rEhTe ho.......!!!!!
feroz
6 June 2014 at 12:22
her ik khwab toota hai mera
her ik sathi chuta hai mera
ab to raho mai tanha khaday hai
khuda bi mujhsay ab rutha hai mera
duayay ab meri qabool hoti nahi hai

bed duawu say ashyan ab abad hai meri


gila mujhay apni nakamiyon say nahi hai koi
meray hasil nay tamasha banaya hai mera
Arvind
10 June 2014 at 01:20
Great lines ....
KP's Strings
10 June 2014 at 16:52
Khanadarron se mat pucho yahaan diye ittor ke jalte they...
woh kya jamana tha hum asmaan pe chalte they...
KP's Strings
10 June 2014 at 16:53
Hasne ke chah mein mujhe aisa rula diya ...who humi they jinhone khud apna jaha
jala diya....
Kapil Parab
datta jadhav
13 June 2014
Kya baat hai
anil varade
15 June 2014
Diljaale
sweety khan
16 June 2014
Supurde khak

at 21:14
umar saab
at 20:30
at 03:45
kr dala teri ankho ki masti ne...

.
.
.
.
.
.
.
bina dekhe usey hm to saalo saal jee lete..
sweety khan
16 June 2014 at 03:46
aja? ?a?a??a ?a? ?a??? ?e ?ane logon
?a ..

?ewa?a? ?aro ?o ro?e ?a?n, agar


wa?a ?aro ?o r?la?e ?a?n
utkarsh maarut

20 June 2014 at 01:04


ujjale apni yaado k hamare saath rehne do.......
na jaane kis gali me zindagi ki aakhri shaam ho jaaye....
Shyamal Rupawala
20 June 2014 at 20:52
? ???? ?? ??? ???? ?? ?? !!
?? ?? ???? ?? ??????? ?? ????!!
Shyamal Rupawala
20 June 2014 at 20:55
Tumse hi hai ye zindagi abad
Bin tumhare ye hai barbaad
Tum sang ho to sang asmaan
Na ho sath to suna maidaan??
Bahome bharlu tumhe aur besumaar karu pyaar??
Kya pata kab ho jaaye mout se izhaar??
~~$R~~
RRAGHU RRAMM
5 July 2014 at 23:22
Parwah kar uski jo teri parwah kare
Zindagi mein jo kabi na tanha kare
Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein
Jo jaan se b jyada tujhse wafa kare
RRAGHU RRAMM
5 July 2014 at 23:23
Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon
bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho
RRAGHU RRAMM
5 July 2014 at 23:23
Mohabbat ke nashe humne saari umar unhe khuda maana ...
Hosh toh tab aaya jab usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
JAVED ANSARI
8 July 2014 at 21:09
This comment has been removed by the author.
JAVED ANSARI
8 July 2014 at 21:21
Hum dosti ka farz yohi nibhate rahen ge,
waqt be waqt aap ko satate rahen ge,
DUA karo umar yo lambi ho hamari,
warna yaad ban kar aap ko zindagi bhar rulate rahen ge.$$$$
rakesh jeenger
9 July 2014 at 21:17
Bachpan Gujar Gaya Mera Mere Waqt Ke Sath,
Jawani Me Tanhai Ne Chod Diya Hame Apno Ke Sath,
Apne Kehne Wale To Duniya Me Bahot the Magar,
Samajane Wala Koi Na Tha Sath.............
rakesh jeenger
9 July 2014 at 21:39
Tanhai Ka Ehsaash Mujhe Aaj Ho Raha Hai,
Zindgi Sitam Kar Rahi Hai,
Aur Mujhe Pyar Ho Raha Hai,
Labo Pe Unka Naam Aur Dil Me Ekraar Ho Raha Hai
Aap Kya Jaano Mere Dil Ka Haal
Mujhe Pyar Ho Raha Hai..........Mujhe Pyar Ho Raha Hai
maaz khan
22 July 2014 at 20:48
...Uff ye husn or uspr ye naqaab.....Jaise band Botel me ho koi paak Sharab...""
RAJESH DANDGE
22 July 2014 at 23:41

Yadoon k na jaane kitne roop hote hai...


jab aati hai Yaad tumheri to rat me bhi dhup hoti hai...
RAJESH DANDGE
22 July 2014 at 23:42
Rah chalte najar aate hai haseen phul nigaho se ......
ruth jaate hai wo kaate jo najar nahi aate in phoolo ki wajah se...9890996544
RAJESH DANDGE
22 July 2014 at 23:44
Jab pite hai hum sharab phir aati hai aapki Yaad...
Phir hota hai sharab aur yaad ka mel to...
ho jaati hai hume cocktail..............9890996544
paras mithiya
31 July 2014 at 19:58
KAUN KISE DIL MAIN JAGAH DETA HAI;
PED BHI SUKHE PATTE GIRA DETA HAI;
WAKIF HAI HUM DUNIYA K RIWAZO SE;
MATLAB NIKAL JAYE TO HAR KOI THUKRA DETA HAI.
SAHIL MANSOORI
1 August 2014 at 07:36
MERI KISHMAT ME TUM HO NA HO VO ALAG BAAT HAI... LEKIN KHUDA SE TUMHE MANGNA BOH
OT ACHHA LAGTA HAI...<3
Vicky Giri
1 August 2014 at 22:15
dhire-dhire tere pyaar ka gam kam hua
na tere aane ki khshi na jaane ka gam hua
jab koi puchta hai mere pyaar ki dastaan...
.
mai kah deta hu ki ek fasaana tha jo ab khatam hua
khetab
6 August 2014 at 05:55
Jin ke aagan main ameri ka sajer lagta hai.
unka har aieb jamane ko hunar lagta hai.
Aditya Kumar
7 August 2014 at 21:36
Khabhi kisi se payarmat karna aae "Aditya:
ye khoobsurati ke naqab me lootere hote hai
Aditya Kumar
7 August 2014 at 21:39
Bas ek shamma jal rahi hai uddas -e-zindagi me
na zane kon sa hawa ka jhoka use bujha de
Manoj Kumar
13 August 2014 at 11:04
Sakoon dhundta hu kabhi is baat mein kabhi us baat mein
Arsa beet gya jindagi sakoon se jiye hue
SUJAT HUSSAIN
14 August 2014 at 04:01
Dopaher Tak Bikk Gaya Bazaar ka Harr ek Jhoot.. .
Or Mein ek Sach Lekar Shaam Tak Baitha Raha........
Raqib Usuf
26 August 2014 at 06:08
Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.
SAHIL MANSOORI
29 August 2014 at 02:54
Kahi kahi par har chehra tum jesa lagta hai...
tumko bhul na payenge khuchh aisa lagta hai...!!
By:- MOHAMMAD SAHIL MANSOORI
Venkatesh Naik
31 August 2014 at 22:58
HUM NAHI ,SEENE WALE TERI FATI EES CHADAR KO...KI HUM TO SIRF SUI ME DHAGA PIRON

E WALE HAI!!!.........VENKATESH NAIK


Rahul
6 September 2014 at 03:31
AAP SAB BAHUT OMDA SHAYAR HAI APP SAB KA SHUKARIYA BAHUT LOGO KA DIL BEHLA NE KE
LIYE
VIKRAM RATTAN
8 September 2014 at 23:41
Niceeeee
yatendra
11 September 2014 at 01:02
This comment has been removed by the author.
yatendra
11 September 2014 at 01:06
Dil mi hi durd itna, sunne balo ki kami na par jai
hume dur lagta hi kahi ek aur galib na ban jai
yatendra
11 September 2014 at 01:10
isqe ki sahar mi bhi kabi rahta tha ,
isqe mi maine mohabato ki pagam bhi likhe,
isqe mi apna jab janaja nikla,
panne faarne balo ki kami na thi
ishaq raza
18 September 2014 at 03:27
Dil -o -Dimagh Muttafiq Na Hua Pak -o- Hind ki Tarah
Ye Muhabbat Mujhe Masla -e- kashmir Lagti Hai
ishaq raza
18 September 2014 at 03:30
"Kafan me lipte, mere chehre ko choom kr usne Tadap kr kaha",,,
"Naiye kapde kia pehan liye Ab hamein dekhty b nahi""
Suraj Agarwal
18 September 2014 at 06:07
wo tasveer laakho rupye me bik gayi yaaro....
jisme...
Roti ko tarasta bachha udaas baitha tha....!!
Kirit Garg
21 September 2014 at 07:41
Umar bhar galib yahi galti karta raha,
dhool chere par thi aur wo aaina saaf karta raha....
Kirit Garg
21 September 2014 at 07:42
patte hilte nahi hawaa hila deti hai,
ladke bigadte nhi ladkia bigad deti hai...
mahesh shukla
1 October 2014 at 02:36
Ishka-E-Jindagi ne kuch aisi raha badli hai,
asiyana hum dekhte hai, shakla unki dikhri hai.....
mahesh shukla
1 October 2014 at 02:39
App kah de to hum jina chod dete,
app kah de to hum har jidd chod dete,
app ke liye hum ne sub chod diye,
app ne bina kahe hi hume chod diya....
mahesh shukla
1 October 2014 at 02:41
App ne dil pe dastakh jo di,
aisa laga ke sawan ne hajeri di,
Mousam ke pahle barish ne dil ko bhigoya,
Bhige to kiske yaad me, jisne hume barish me rulaya
Sarvesh Anand

4 October 2014 at 03:47


from purani diary ka aakhiree panna (F.B page)
naa jaaney baadlon ke bich kyaa saazish hui,
mera ghar mitti ka tha aur merey hi ghar baarish hui.........
Sarvesh Anand
4 October 2014 at 03:49
from purani diary ka aakhiree panna (F.B page)
kisi ke hisse dukaan aayee,kisi ke hisse makaan aayee,
main ghar mein sabse chhota tha, merey hisse mein "MAA" aayee
Sarvesh Anand
4 October 2014 at 03:50
from purani diary ka aakhiree panna (F.B page)
dil hai heerey ki tarah zism gulaabon waala,
mera mehboob hai dar asal kitaabon waala,
husn hai, rang hai, shokhi hai, adaa hai usmein,
ek hi zaam magar kitni sharaabon waala,
yaar aayina hua kartey hain yaaron ke liye,
tera chehra to abhi tak hai naqaabon waala,
tu rahega yahaan naa tera zulm rahega baanki,
din to aaney waala hai kissi din hisaabon waala,
jismein "ANAND" aaye wo haasil nahi ho paata,
zindagi ka safar hai aise khwaabon wwala......
Sarvesh Anand
4 October 2014 at 03:51
from purani diary ka aakhiree panna (F.B page
teri "AANKHON" ki touheen hai jaraa socho,
tumhaara chaahney waala sharaab peeta hai ?????????
Sarvesh Anand
4 October 2014 at 03:52
from purani diary ka aakhiree panna (F.B page
naa zaahir hui tum se, naa bayaan hui ham se,
bus suljhi hui "AANKHON" mein uljhi rahi mohabbat....
RASHID Siddique
9 October 2014 at 00:07
Wo apne fayde ki khatir phir mila tha humse
GHALIB
Hum Nadaan samjhe humari duaon me asr baot hai!!!!!!
Hardik Burkhawala
12 October 2014 at 03:14
Tere pyaar ka har roop dekha tha hamne,
har mod par aazmaya bhi tha tumne, yeh kesa natija he uss aazmaish ka e dilojaan
, ki hme aabad bhi naa kiya aur barbad bhi na kiya tumne
Mukund Bansal
25 October 2014 at 06:01
Jaaage hain Der tak ...Hume kuch Der or sone do
Thodi raat or waaki hai....subah hone toh do
Aadhe adhure khawab Jo ..pure na ho sake
Ek baar phir se neend mai wo khawab bone do.........
Gaurav Singh
27 October 2014 at 22:24
unhone ne insaniyat pe kala laga diya,
hindu muslman me badakti jwala laga diya,
katle aam dekh haste hai wo,
jin hone insaniyat pe matlab ka tala laga diya
Gaurav Singh
27 October 2014 at 22:29
This comment has been removed by the author.
Gaurav Singh

27 October 2014 at 22:34


kya kare is liye isaq se hatate hai,
kyoki dar ye hai kahi beintaha mohbat na ho jaye.
Post a Comment
Post a Comment
Newer Post Older Post
TOP POSTS
Cool Indian Jugaad Pictures
Top Internet Millionaires In India
Funny Side Of English Language
Best Mirza Ghalib Shayari List
Best Ahmad Faraz Shayari Collection
Amazing Surreal Art Pictures
Top Ghost Places In India
8 Free And Best SMS Sites In India
Beautiful Indian Pictures
7 Indian Novels You Must Read
Love Shayari List
10 Tallest Buildings In India

Best Of Indian. This is proudly powered by Blogger.com


Webdesign by InfoCreek | Best Of Indian | Archive
ShareThis Copy and Paste
- See more at: http://www.bestofindian.in/2012/08/best-and-famous-mirza-ghalib-s
hayari.html#sthash.XjtwYZjz.dpuf

You might also like