You are on page 1of 4

10 English Words for Expressing Anger

Learn English with Awal


www.youtube.com/TsMadaan
Hello,
Let us have a look at the sentences we learnt today.

S.No. Hindi English

1. Bechain hona, kisi baat ko Anxious


leke vyaakul hona.

a. Main apne interview ke result I am anxious to know about my


ko jaan-ne ke liye bachain interview result.
hoon.

b. Main apne client ki call ke liye I am anxious to get a call from my


bechain hoon. client.

2. Tensed Pareshan hona

a. Main apni mother ki sehat ko I am tensed about my mother’s


leke pareshan hu. health.

b. Main bekaar mein pareshaan I am getting tensed for no reason.


ho raha hu, bewajah pareshan
ho raha hu.

3. Worry Chinta
Worried Chintit hona.

a. Main apne bhavishya ko leke I am worried about my future.


chintit hu.

b. Main apni business deal ke I am getting worried about my


baare mein chintit hota ja raha business deal.
hu.

4. Irritated Kheeja hua hona, kisi baat se


tang aye hue hona.

a. Mobile company ki calls se I am irritated with phone calls from


main tang aa gaya hu. the mobile company.

b. Main tumse kheej gaya hoon, I am irritated with you.


tang aa gaya hu.

5. Hataash hona, niraash Frustrated


hona, maayus hona, mann
mein gubaar hona.

a. Apni zindagi ko leke maayus Don’t get frustrated with your life.
mat ho.

b. I am so frustrated with the Political system ko leke mere mann


political system. mein gubaar hai, main bohot niraash
hu.

6. Bohot gusse mein hona, Mad


gusse se pagal hona.

a. Tum mujhpe gusse se pagal kyu Why are you mad at me?
ho rahe ho?

b. Sorry, main gusse mein tum pe Sorry, I got mad at you.


baras pada.

7. Gusse ke prokop mein Furious


hona, Puri tarah gusse
mein hona.

a. Jab usne mujhe dhakka diya, I got furious when he kicked/pushed


toh main gusse se aag babula me.
ho gaya.
b. Chaahe woh tumhe chidhaye.. Don’t get furious if he teases you.
par tum gusse se lal peele mat
ho jana.

8. Kisi baat ko leke bohot Outraged


krodhit hona, Kisi baat se
itna dhakka lagna, ki gussa
hinsak roop mein badal
jaye.

a. Beedh us samay gusse mein The crowd got outraged when the
hinsak ho gayi, jab artist ne artist cancelled the show.
apna show cancel kar diya.

b. Murder ki khabar se poora The news of the murder outraged


shahr gusse se hinsak ho gaya. the whole city.

9. Apmaanit mehsoos karna, Offended


beizat feel karna, bura
lagna.

a. Jab usne meri salary pe I felt offended when he commented


comment kiya to mujhe bura on my salary.
laga.

b. Meri baaton ka bura mat Don’t get offended by my words, I


maanna, main sirf mazak kar am just joking.
raha hu.

10. Bhadkaya gaya hona, Kisi ke Provoked


uksaane pe gussa mein aa jana.

a. Uske bhadkane pe main gusse I was provoked by him.


mein aa gaya.

b. Kisi aur ke uksaane pe, humein We should not get provoked by


gussa nahi aana chahiye. someone else.
LIKE SHARE SUBSCRIBE
Follow Awal on:
Instagram: AwalCreations
Twitter: AwalCreations
www.youtube.com/TsMadaan

You might also like