You are on page 1of 3

[Song] (Ek baar van k pashuo…..

…… samay aa gya)

(Bhede bhut hi neek…..


…. Phook phook kar yaar)

Bhed: ab hum bhed unn bhediyo ko apni taakat dikha k rahege


Bolo Jungle bhed party ki jai. JBP zindabad.

(Bhedon ki majority se …

(Bhudha tha siyaar ….

Siyar- Malik aajkal aap bade udaas rahte Ho

Bhediya-tujhe Kya maloom nahin hai jungle mein nahin sarkar banne Wali hai

Siyar-Ham Kya jaane sarkar, hamare to aap hi maai baap Ho. aapka Diya khate hain aapke
gungan gaate Hain.

Bhediya- magar samay aa Raha hai jab sukhi haddiya bhi jamane ko nahin milegi. chunav ab
pass aata ja raha hai. ab yahan se bhagane ke alava Koi chara nahin. per jae to bhi Kahan

(Siyaar- malik circus m bharti..


Reply
Museum
Reply)

Bta koe upay vrna hm tujhe hi lha jaege..

Siyar- rukiye Malik


Agar panchayat mein aap bediya jati ki bahumat ho jaaye to
( 10% and 90% wala punch)

Siyaar acha malik shama shama


( Bhuda tha siyaar, bada pareshaan..
Hua jo khoon uski tamanna ka..
….. kya upaye hooooooo)

Maai baap ye rhe tarkeeb

Bhediya- yah humari madad kaise karenge


Siyar- ye pila vidwaan
Neela patrkaar
Hara dharm guru

Bhediya- lekar patrakaar aur dharm Guru suna hai yah to bade hi sacche log hote Hain

Siyar- yah teenon sacche nahin rahenge hue hain maai baap

Aapko Agar bahumat chahie to aapko mere anusar chalna hoga

Bhediya shapat- hum shapath lete Hain ki siyar ki marji ke Bina Ham aaaooooo Tak nahin
karenge

Siyar malik aapka hulaya badlne ki zarurat hia…

(Bhediya ji sant bann k)

Siyaar- bhaiyon aur bahano ab behh mat Kariye bhediya raja ab sant ho gaye hain unhone
hinsa chod di hai
saat dinon se ghas chaba rahe hain
Bhedon se unhen vishesh prem hai
iss jati ne Jo kasht se Hain unko yad karke unki aankhon mein aansu a jaate Hain
bhediya jati ne Jo atyachar aap per kiye Hain unke Karan bhediya baba ka matha lajja se jo
jhuka hai so jhuka Hi hua hai.

isliye shesh jivan aapki Seva mein laga kar apne Pap ka prashchit karenge
ab unse deriye bhi
Inhe Apna bhai samjho
bolo milkar bhediya baba ki Jay

bhaiyon aur bahanon ab aap in 3 rangeen praniyon ko dekhiae


aap inhe pahchan to pay nahin honge
pehchanege bhi kaise
Ye to swarg ke devta hai jo sad updesh dene ke liye prithvi par uttare hai

Peele kavi hai jo aap ko swarg ka sangeet sunenge


han kavi

Huaan huaan

Siyaar- smjhe aap log


kaise samajh sakte hain
kavi ki baat sabke samajh a jaaye to kavi kaisa

Vah keh Rahe Hain ki jaise swarg mein parmatma vaise hi prithvi per bhediiya

Neela- bhede bahut hi komal hoti hai aur bediya bahut balwan vah aapki raksha karega
Isliye bediyan baba ko hi chuno
Bolo baba bhediya ki Jay

Hara-Jo yahan dhukh bhogega vo vahan sukh payega


Jo yahan raja banayega vah vahan raja banega Jo yahan vote dega vah vahan vote payega

Bolo bada behediye ki jai..

Jai…
(Bhediya ji sannt banke lge bade pyaaare……)

You might also like