You are on page 1of 13

DAY 3

~ SURAH AL-BAQARAH-2~

🌼SURAH Al-BAQARAH AT A GLANCE🌼


(for better understanding for students)
~ Divided into 9 PARTs~
🌼 SUMMARY OF SURAH AL-BAQARAH 🌼
🌼 AYAH:[91-147] # DAY 03 🌼
Part :-3 , Ayat :91-147
Bani Israil
Allah ki Nematen & unki Nafarmaniyan

Ayaah 91-93 :
•Jab Iman Lane ka Hukm kitab ko peeth peeche
•Ambiya ka qatl
•Samina wa Asaina

Ayaah 94-96:
• Maut ki Tamanna kare -
•Zindagi keliye Harees-1000 saal
Azaab se nahi bach sakte

Ayaah 97:
• Jo Jibreel ka Dushman -Quran from Allah Izn

Ayaah 100:
•Ahad & kitab ko peeth peeche
Ayaah 101-103:
• Sulaiman (A.S.) ne kufr na kiya
•Shaytan -jadu sikhate
•Babil -Haroot Maroot
•For azmaysh (Fitnah)

Ayaah 104:
• Ra'ina mat kaho! Unzurna kaho & tawajjuh se suno.

Ayaah 106: -Mansoof -Better or equal

Ayaah 108 - 109 :


•No uneccesry questions of Hasad- Fa'afu + Wasfa'hu

Ayaah 111:
•Jhuti khaheshat -khud ko jannati
•Nahi ! Balke -surrender & Mohsin

Ayaah 114: •ALLAH ki masjid se Rokte

Ayaah 116:
•Allah ka beta -Subhanahu
•Kun fayakun
Ayaah 119:
• Aap( S.A.W ) Basher & Nazeer
•Razi na honge Yahood & Nasara unless you follow them .

Ayaah 121:•Haqq qa Tilawatihi

Ayaah 122:
•Fazeelat on Aleeman
•Azmaysh

Ayaah 124:
•Ibrahim - Qmama
•Muqamme Ibrahim ( A.S.) musalla.
•Aman Shaher
•Kabeke Tameer

Ayaah 128:•Rabbana Dua - Zuriryat

Ayaah 129:•Ek Rasool -


1.Kitab Tilawat
2.Taleem
3.Hikmat
4.Tazkiya
Ayat 130 :- Ibrahim (A.S) Istafa (chosen)

Ayat 131:-Aslim! jhuk jao


Surrender

Ayat 132:- Wasiyat of Ibrahim (A.S)& Yaqoob (A.S)


•Tawheed ki
•Nabiyon mai Tafeeeq nahi

Ayat 137:- Ibrahim (A.S)ki tarah Iman


Then only on Hidayat
•"Fasayakfeekahumullah"

Ayat 138:- Sibghatallah "Allah ka Rang".


Ayat 139-141:- Hamare liye hamare Amal unke liye unke
Amal
• pehle ki Qaum guzar chuki
Ayat 142 :- Tahweel-e-Qible ka Zikr

Ayat 143 :- Ummat-e-wassat


(Witness over mankind)

Ayat 144 :- Aap (s) ki Khahesh


•Qibla Baitul Maqdis se Kaba ki taraf

Ayat 146-147 :-
Ahle-Kitab Aap (s) aise pehchante hain jaise apne beton
ko.
•Haq from Allah
🌼 GLOSSARY OF SURAH AL-BAQARA AYAH:[91-147]
#DAY 03 🌼

ۡ ‫ۡ َۡخ‬:-
‫س َنن‬
Derived from ‫ خ س ن‬Meaning- Mansukh Yani Kisi Chiz ko
Badal Dena Ya Zaya ker Dena/Bekar Kerdena/Abrogate
1.Shariyat ke Kisi Ek Hukm ko Hata ker Dusra Hukm Le
Aana
2.Ayat'on ka Baqi Rehna Par Ahkam Ka Uth Jana
3.Ahkam Baqi Hai, Par Ayat Nahi

ۡ ‫ ۡا‬:-
‫سسَح‬
Derived from ‫ د س ح‬Meaning- Hasad/Jalan/Jealousy
•Nabi(s) Said- Hasad Se Bacho, Kyonke Hasad Nekiyon ko
Aise Kha Jata Hai Jaise Aag Lakdi ko

‫وُۡع َنا‬
َ ۡۡ‫ح‬:-
Derived from ‫ و ف ع‬Meaning- Mua'af ker Dena/forgive
•Kisi Cheez ko Completely Mita Dena
•Aisa Mita Dena Ke Nishan Bhi Baqi Na Rahe
‫وحَُ ۡۡ عۡ َاح‬:-
ۡ
Derived from ‫ ح ف ص‬Meaning- Dar'guzar Kerna Yani
Ghalti ka Zikr Bhi Nahi karna/Ahsaas dilaye bina Nazar-
Andaz / ignore kerna.

‫ عٌ َۡ ۡس ُحن‬:-
Derived from ‫ ن س ح‬Meaning- Mohsin Yani ihsan Kerne
Wala
•ihsan- Samne Wale ko Uske Haq Se Zyada Dena & Apne
Haq Se Kum Lena
1.Bagair Mange Dene Wala
2.khamushi Se Madad kerne Wala
3. Khubsurat andaz mai

‫حۡ ۡعيۡس َۡب علن‬:-


Name Of The ALLAH
Derived from ‫ ع د ب‬Meaning- ijaad Kerne Wala
1.Kisi Bhi Chiz ko Naye Sire Se Banane Wala
2.ingredient ke Banane Wale ko ‫ ْۡس َۡب ۡنل‬kehte Hain
‫ عٌ َس ۡي ۡم َل ۡحن‬:-
Derived from ‫ م ل س‬Meaning- Mutee'a/farmabardar/Jhuka
Hua
1.One Who Surrender Himself to ALLAH (Swt)
2.followers Of islam
•Muslim- 🐮Aisi Gaye/Cow Ko Bhi kehte Hain Jiski Nukail
Uske Malik ke Hath Mei Hoti Hai

َ ‫ط‬
‫سو‬ ۡ ‫ ح ع ًٌ نمَ ًو‬:-
Ummat-e-Wasat:
1.Best Nation
2.Just Nation
3.Darmiyani Ummat (Intermediator Between Nabi(s) &
Mankind)
4.Free From Extremism

‫ ۡب عد ۡا ۡدن‬:-
Jews

ۡ ۡۡ:-
‫ر َوصن‬
Israeel/Cristians
ۡ ‫ه ۡحع ۡاتۡو‬
‫بن‬ ‫ حۡ ۡل عن‬:-
Book Of People Yani Isse Murad Yahud-O-Nasara Hai

‫ر ۡسدصَو‬
ۡ ٌ‫ ع‬:-
Derived from ‫ ق د ص‬Meaning- Tasdeeq kerne Wala/a
Confirmation
•Tasdeeq- Verified & proved (Sach Sabit Kerne Wali)

‫ق َلۡ ۡت ۡوَلۡت‬
‫ۡا ًن‬
Derived from ‫ و ل ت‬Meaning- Tilawat: Piche Piche Aana
Yani Jo Hum Pardh Rahe Hain Uska Matlab Samajh Aana &
Uspar Amal Kerna.
Haqq:-1.Imaan
2.Tajweed & Makharij -Tilawat
3.Samajh kar Pardhna Tadabbur karna
4.Ghour-O-fikr / wak
5.Amal
6.Dusron tak Pahonchana
7.Halal ko Halal & Haram ko Haram Jan'na
8.Muhkamat & Mutashabihat Par Iman Lana
9.Ayat'on Mein Tahreef Yani Changes Nahi kerna
10. Ayaton KO chupana nahi
11. Jannat ka sawal & Jahannam se panah .
🌼 HIGHLIGHTS OF SURAH AL-BAQARAH
AYAH:[40-147] #DAY 02 & 03 🌼

 Ayat 44 - Kya logon ko Neki ka Hukm & Khud ko


bhul jate?
 Ayat 62 - Chahe Yahoodi ho ya Nasara ya kisi
Mazhab se - Imaan Zaruri
 Ayat 74 - Dil ki misal patharon se
 Ayat 83 - Meesaq / Ahad ke sharait
 Ayat 106 - Mansooq ayat - Better or similar
 Ayat 128 - Rabbbana Dua
 Ayat 138 - Sibghatallah!
 Ayat 143 - ummate wasat
 Ayat 144 - Tahweele qibla
Assignment #Day 3
(Al- Baqarah)

Roman Urdu :
1. Practical ways bataye k hum Walidayn k saath
ehsaan ka maamla kaise karen ? (Any 2)

2. Qur'an k haqq kitne hai aur kya hai ?

English :
1. Write any 2 practical ways of how we can do best
(Ehsaan maamla) with our parents..

2. There are how many rights of Qur'an?


Please mention them

You might also like